सब से पहले ये जान लो कि यह फातिहा,नियाज़,कुंडे कि नियाज, तिजा, चलीसवा,यह सब ईसाले सवाब है। *ईसाले सवाब यानी अपने वफात पाये, गुजर चुके (इंतेकाल हुए) लोगो को सवाब पहुंचाना है।*
हर नेक अमल करके ईसाले सवाब किया जा सकता है।
जैसे गरीबो को सदका देना,लोगो को खिलाना,पानी पिलाना,कुरआ़न पढना,मस्जिदो को तामिर करना,मदरसे बनवाना,यह सब नेक अमल है।
इन नेक अमल को कर के हम रब के बारगाह में दुआ करते हैं कि इसका सवाब हमारे बूजूर्गों को अता फरमा।
कुछ लोग खाना सामने रख कर कुरआ़न पढते है और दुआ करते है कि जो कुछ पढा या लोगो को खिलाया इसका सवाब हमारे बूजुर्गो को अता फरमा।
सोचो भाईयो यह कैसे शिर्क हो सकता है,अब कुछ लोग ये भी कहेंगे कि क्या ऐसा हमारे नबी अलैहीस्सलाम ने किया?
तो मै उनसे यही कहुंगा जो चिज़ कुरआन या हदीस मे मना नही वो कर सकत हैे क्यों कि यह अच्छा अमल है ईसाले सवाब हदीस से साबित है बस तरीका बदल चुका है,नाम बदल चुके है,मकसद तो वही है ईसाले सवाब।
आईये हदीस देखते है👇
हदीस शरीफ:
*_हज़रत साद बिन उबदा रदीअल्लाहु अन्हु बयान करते है कि उन्होने कहा या रसुलूल्लाह صلی اللہُ علیہِ و آلہِ وسلمِ साद कि वालिदा फौत हो गई पस किस चिज़ का सदक़ा करना सब से अफज़ल है? तो हुज़ूर अलैहीस्सलाम ने फरमाया पानी का,उन्होने कुआ खुदवाया और कहा ये कुआ साद कि मां के लिए है।_*
*[¤ SUNAN ABU DAWOOD, KITAB UL ZAKAT, JILD1]*
इस हदीस पाक से पता चला कि लोगो को पानी पिलाने से भी मरहुम को सवाब मिलता है तो खाना खिलाना भी बेहतरीन अमल है,इसका सवाब कैसे नही मिलेगा भाईयो?
#नोट: जो गन्हेगार होता है उसको ईसाले सवाब कि वजह से अज़ाब मे कमी आती है और जो नेक होते है उनके दरज़ात बूलंद होते है।इन गर्मीयो के दिनो मे पानी का इंतेज़ाम जरुर करे लोगो को पानी पिलाये यह भी नेक अमल है।
*_🙏🏻शिर्क कि तोहमत लगाने से बचो भाईयों यह बहोत बडा गुनाह है क्यों कि अगर तुम जिनपर तोहमत लगा रहे हो वह अमल अगर शिर्क साबित नही हुआ तो शिर्क लौटकर तुमपर आयेगा,बराये महेरबानी थंडे दिमाग से सोचे और उम्मत को और गुमराह होने से बचाये_*
http://sunniaqaidkks.blogspot.com
Pahle to yah jaan le ki fatiha niyaz 40 va 10 va yah sirf naam hai asl maqsad isaale sawaab hai,log gumrah karte h ki dekho huzoor alaihissalam k aur sahaba e kiraan alaihirridwan k dour me yah lafz nahi the,isliye yah jayj nahi kahte hai,wahabio ko aql hoti to wah log aisi baate nahi karte ,naam to alag hai lekin niyat to isaale sawaab karne ki hoti hai.
- Aayiye dalil dekhte hai:
POST:1
POST:1
Fateha Isale Sawab Se Marhumon Ko Fayda Pohchta Hai
Hazrat Abdullah Bin Abbas رَضِیَ اللهُ عَنْهُ Se Riwayat Hai Ki
Ek Shakhs Ne Bargah-E-Risalat ﷺ Me Arz Kiya : Ya Rasool Allah ﷺ ! Meri Waalida Fawt Ho Chuki Hai Agar Mein Us Kee Taraf Se Sadqa Doo’n To Kya Woh Use Koi Nafa Fayda Dega? Aap ﷺ Ne Farmaya : Ha’n !Us Ne Arz Kiya : Mere Paas Ek Baagh (Garden) Hai Aap Gawaah Rahein Mein Ne Yah Baagh Us Kee Taraf Se Sadqa Kar Diya.”
‼Note‼
Wahabi Devbandi Ahle Khabees Ke Liye Ye Lamha Fiqr Hai Kyu Ke Ye Gumrah Firke Keh rahe Hai Ke Marne Ke Bad Une Kuch Fayda Nahi Milta (معاذ الله) Unke Liye ye Hadis Unke Galo Par Tamacha Hai.
References Book
(Sunan Abu Dawood,Vol : 03, Pg : 118, Kitab No 18 - Kitabal Wasaya, Hadees : 2882)
Scan Page:
POST:2
HAZRAT SHAH ABDUL AZIZ MOHADDIS DEHLVI رحمة الله عليه APNI KITAB TOHFA-E-ASNA-E-ASHRIYAH ME NAZR-O-NEYAZ PER FARMATE HAIN KE.
Hazrat Ameer-ul-Momeneen Hazrat Ali رضي الله ﺗﻌﺎﻟﯽٰ عنه Aur Unki Aulad-e-Pak Ko Tamam Ummat Peeron Aur Murshidon Ki Tarah Manti Hai Or Umoor-e-Takwinah Ko In Hazraat k Sath Wabista Jante Hain Or Fateha-o-Darood-o-Sadqaat Or Nazr-o-Neyaz Un k Naam Ki Hamesha Karte Hain Jaisa k Tamam Auliya-e-Allah k Sath Ma'mla Hai.
(TOHFA-E-ASNA-E-ASHRIYAH,
SAFA 214, BATBUA FARSI)
Maloom Huwa k Yeh Amal Tamam Ummat Ka Raha Hai..... Aur Aaj Bhi Yeh Amal Wohi Karte Hain Jo Pyare NABI-E-PAK صَلَّى اللّٰهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ k Ummati Hain.
Scan Page:
DALIL AHLE HADEES AUR TABLIGIO KE GHAR SE:
ISMAIL DAHELVI WASEELA Or FATIHA
Ahle Hadees Ke Nazdeek Ismail Dehlvi Ka Maqaam wa Martaba
Ahle Hadees Aur tabligi deobandi Log Shah Ismaail Dehlvi Ko Pakka Ahlehadees Maante hai,
Shah Ismaail Dehlvi ke bare Ahlehadees Hazraat ke Munaazir Sanaullah Amritsari Sahaab Farmaate hai ke Aap
‘PAKKE Ahlehadees The’.😀
(Fataawa Sanaaiya : Jild 1 : Safa 381)
Scan Page
FIRQA Ahle Hadees Ke Aalim The ISMAIL DEHLVI
Ahle Hadees Ke Ulooma Ismail Dehlvi Apne Kitab "Sirat e Mustaqeem" Safa no 215 Par Likhta Hain
Zikar Karne Se Phele Chahte Ho Ki Zikar Ka Faida Mile Insaan Ko Chaiye Ki Pehle Ba Wazoo Baitke
Ghaus E Azam Shaykh Abdul Qadir al-Jilani, Hazrat Moinuddin Chishti Ajmeri,Hazrat Khwaja Qutubuddin Bakhtiyar Kaki , Wagera Awliya Ke Naam Ka Fatiha Padkar Bargah e Khuda Wandi Mein In Buzrugo Ke Tawasul (Waseele) Se Dua Kare
(Aab Lagao Fatwaa)
Scan Page Sirat e Mustaqeem" Safa no 215
👇🏻👇🏻👇🏻👇🏻👇🏻
#Esal_e_Sawab Sadqa O Khairat Par Ahle hadees Molviyo K Fatwazaat .
Jis Amal Ko Ye Jamat khud befuzul Btati Hai Unhi k Ghar se Iske Karne K Daleel Milti Hai.
Pta Chala Kitne Bade Namak Haram Log Hai..
Jab Ki Bukhari Aur Digar Ahadees me Iska Suboot Milta hai..
₹₹₹₹₹₹₹₹₹₹₹₹₹
Inke Bade Alim Soukhani shb Likhte hai
Aur Surah Yaseen Ka Sawab bhi Maiyet Ko Pohochta Hai Aulad Ki Taraf Se bhi Aur Ghair-Aulaad Ki Taraf Se bhi. Is Waste Ke Rasoolullah (Sallallahu Alaihi Wasallam) Farmaya Hai Ke Apne Murdoh Per Yaseen Padho. Aur Dua ka Nafah bhi Murdoh Ko Pohochta Hai Aulaad Dua Kare Ya Koi Aur.”
[Fatawa Ulema-e-Hadees p.349/5]
2. Aapke Bade Aalim Jinhe “Shaykulkul” Kaha Jata Hai Wo Ek Sawal Ke Jawab Mai Likhte Hai:
“Maiyet Ki Taraf Se Khairat Ki Jaye to Uska Sawab Bila-Subah Pohochta Hai.”
[Fatawa Nazeeriya: p.715/1]
3.Maulana Sanaullah Amritsari Sahab bhi Isaale Sawaab Ko Sahi Maante thay.
Dekhye Unki Tehqeeq.
“Qirat Quran Se Isaale Sawaab Ke Mutalliq Baad-Tehqeeq Yahi Fatwa Hai Ke Agar Koi Shaksh Quran Mazeed Ki Tilawat Karke Sawab Maiyet Ko Bakshe to Uska Sawab Maiyet Ko Pohchta Hai; Ba-Shart Ke Padhne Wala Khud Ba-Gharz Sawab Beghair Kisi Rashm Riwaz Ki Pabandi Ke Padhe.
[Fatawa Sanaiya: p.39/2]
4. Ghairmuqallid Hafeez Sanaullah Madani Sahab ek sawal ke jawab mai likhte hai
“Maiyet ke liye Dua Istagfaar Karna, Qur’bani dena aur bila Ta’een ke Sadqah Khairat karna waghera Sab Masr’ooh Amoor hai.”
[Fataawa-Sanaiyya-Madniyya p.624/1]
H@nfi Boy.
No comments:
Post a Comment