Tuesday 22 October 2019

Mazaar /qabar par phul dalna kaisa

🌹 Mazarat Per Phol Dalna Jayaz Hai - Deobandi Fatwa

🌺 مزارات پر پھول ڈالنا جائز ہے - دیوبندی فتوی

🌸 Deokhani Mazhab Ke Mufti Mohammad Riwzan Mazarat Per Phol Dalne Ke Taluk Se Likhta Hai:

💐 “Agar Koi Qabr Per Taza Phol Ya Phol Ki Pattiyan Dale Tu Us per Nakir Munasib Malum Nahi Hoti Kyun Ke Ye ijtehadi Wa ikhtelafi Masla Hai Jis Per Nakir Munasib Nahi Howa Karti”

📕 Mahnama Al Tableegh Oct 2019 Page 79



Monday 21 October 2019

Aurate masjid jana mana hai,aurat masjid me na jaye

PART:1

aurto ko masjid lejane wale aihle hadis jahil thoda is hadis par b nazar dale.👇🏻

Hazrat Abu Amr Ash-Shaybaani Rh. Al Mutawaffa 96 Hij.  Farmaate hai ke

حَدَّثَنَا عَلِيٌّ، أَخْبَرَنَا شُعْبَةُ، عَنْ أَبِي إِسْحَاقَ، عَنْ أَبِي عَمْرٍو الشَّيْبَانِيِّ قَالَ: «رَأَيْتُ عَبْدَ اللَّهِ بْنَ مَسْعُودٍ يُخْرِجُ النِّسَاءَ مِنَ الْمَسْجِدِ يَوْمَ الْجُمُعَةِ»

Ibn Masood Radiallahu Talaa Anhu Ko Dekha ke Aap Radi Allahu Ta'aala Anhu Aurto ko Kankariya Maarkar Masjid se Baher Nikaal rahe the.

[ Musnad e Ibn ul Ja’ad : Hadees no 427 ]

[ Majmu az Zawaaid : Hadees no 2119 ]

[ Ittehaaful Khairatul Mahrah Lil Busairi : Hadees no 1515 ]

[ Mataalib ul Aaliya : Jild 4 : Safa 653, Hadees no 685 ]

[ At-Targheeb wat Tarheeb : Jild 1 : Safa 142, Hadees no 516 ]

Scan Pages 👇🏻👇🏻👇🏻








PART:2


huzur ke wisal k bad aurto ka masjid me jana mana hone ki wazah dalil. 👇🏻

Ummul Momineen Aisha Siddiqa RadiAllahu Anha se riwayat hai ke

حَدَّثَنَا الْحَكَمُ، حَدَّثَنَا عَبْدُ الرَّحْمَنِ بْنُ أَبِي الرِّجَالِ، فَقَالَ أَبِي: يَذْكُرُهُ عَنْ أُمِّهِ، عَنْ عَائِشَةَ، عَنِ النَّبِيِّ صَلَّى اللهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ قَالَ  لَا تَمْنَعُوا إِمَاءَ اللهِ مَسَاجِدَ اللهِ، وَلْيَخْرُجْنَ تَفِلَاتٍ ” قَالَتْ عَائِشَةُ: ” وَلَوْ رَأَى حَالَهُنَّ الْيَوْمَ مَنَعَهُنَّ

Huzur Sallallahu Alahi wasalaam ne Farmaaya ke Allah ke Bandiyo ko Allah ki Masaajid se na Roko aur  wo Gharo se is Halaat me Nikle, ke Unke Kapdo se Buh aati ho.

Hazrat Ayesha Rdh. Aage Bayaan karti hai ke Agar Huzur Sallallahu Alahi wasalaam Aaj ke Halaat Dekh-lete (ke Aurtein Kharaab Kapdo ko Chor-kar, Kaise Zeenat Waale Libaas aur Zeenat waali Cheeze Istemaal Kar rahi hai), Toh Aap Sallallahu Alahi wasalaam Aurto ko Masjid Aane se Rok-dete.

(Musnad e Ahmed : Hadees no 24406,
wa Isnaaduhu SAHEEH wa Rijaaluhu Kulluhum Siqaatun)

Scan Page :👇🏻👇🏻



Dalil Ahle hagiso ke Ghar se. 

Albani sab kehte aurat ka ghar ki #namaz 
Masajid me namaz padhne se Afzal hai 

ناصر الدین البانی صاحب لکھتے ہیں کہ عورت کی گھر کی نماز مسجد میں نماز پڑھنے سے افضل ہے

 سوال اور جواب ملاحظہ فرماۓ : 

*سوال* : عورت کی گھر کی نماز مسجد میں نماز پڑھنے  سے بہتر ہے  تو کیا جب عورت مکّہ میں ہو تو اس وقت ہوٹل میں نماز پڑھے ، کیا یہ نماز حرم میں نماز پڑھنے سے بہتر ہے ؟

*جواب* : عورت کہیں بھی ہو کسی بھی ملک میں ہو حتی کی اگر چہ مکّہ یا مدینہ میں ہو بلکہ بیت المقدس میں ہو تو پھر بھی اس کی گھر کی نماز مسجد میں نماز پڑھنے سے افضل ہے .

📚( *فتاویٰ البانیہ*صفحہ 302)




Qabristan Jakar Salaam Karna | Qabr walo Ko salaam Karna |Hadees

 Hazrat Abdullah Bin Abbas رضي الله عنه Se Riwayat Rasool Allah ﷺ Madinah Shareef Me Kuch Qabro Ke Paas Se Ghuzray To Un Qabro Ki Taraf Rukh...