Tuesday 28 February 2023

Zaeef Hadees Par Amal Karna Kaisa?

 *Za'eef Hadees Aur Ahle'hagees Gair Muqallid  Wahabi Ka Amal*


Wahabiyon Ahle'hageeso Ke Shaikhul Islam Sanaulla Amratsari Najdi Ek Sawal Ke Jawab Me Kehta Hai


*_Zaeef Hadees par amal kar sakte hain ya nahi ke jawab me farmate hain ” Agar iske Muqabil me Sahi Hadees nahi hai to ispar amal karna jayaz hai… jaisa Namaz ki Shuru me_ “SubhanakAllahhuma” (Sana)* _parne wali Hadees Zaeef hai magar amal sari Ummat karti hai..”_


_Aur Ab Se Sare Ahle'hagees Gair Muqallid Wahabi Namaz Me Sana Na Pade Kyunke Ye Sahih Hasan Hadees Se Sabit Nahi Za'eef Hadees Se Sabit Hai_

*Wahabro Kab Fatwa Laga Rahe Ho Apni Mulli Jaan Par*🤣


*( Fatawa Sanaiya 76/2 )*




Sunday 26 February 2023

Nek bando ke Kabar banana

 #MAZAR BANANA SAHABA KIRAAM RADIALLAHU KI SUNNAT HAIN


HADEES 


#BUKHARI, JILD:1, KITABUL-

JANAEEZ ,HADEES NUMBER 1390..DARUSALAAM, RIYADH 

BAAB MAA JAAHAA FEE

KABARINNABIYE WA ABEE BAQARIN

WA UMAR ME HAI


HAZRAT URAWAH RADIALLAHO

TAALA ANHO FARMATE HAI KI "WALEED IBNE ABDUL MAALIK KE

ZAMANE ME RAUZ-E-RASUL ALLAH

SALALAHO TAALA ALAI WASSALAM

KI EK DIWAAR GIR GAYI"

.

"FA'AKHAZU FEE BENAA'EEHI" 


"SAHABA IKRAM USSE BANNANE ME MASHGUL HUYE"

.

"FABADAT LAHUM QADAMUN

FAFAZA'U WA JANNOO ANNAHAA

KADAMUNNABEEYE ALAIHISSALAAMU"


"EK QADAM ZAHIR HO GAYA TO LOG

GHABRA GAYE OR SAMAJHE KI YEH

HUZUR ALAIHISSALAATU

WASSALAAM KA QADAM-E-PAK HAI"


. "HAZRAT URAWAA RADIALLAHO

TAALA ANHO NE KAHA KI

"ALLAH KI KASAM YE HUZUR

ALAISALAAM KA QADAM NAHI

HAI,YEH HAZRAT UMAR-E-FAROOQ

RADIALLAHO TAALA ANHO KA QADAM HAI"

.

IS HADEES SE MALUM HUA KI

MAZAAR-E-MUBARA K AAQA ALAI

SALAAM KI SAHABA IKRAM NE

BANAYI HAI.


Scan page 👇🏻





Saturday 11 February 2023

Qayamat ka bayaan

 qayamat ke din huzur se madad mangna hadis ki roshni me.


Hadees : 👇🏻


Sahi Bukhari 

Vol : 02, Pg : 323, 

Kitabuz Zakat, 

Hadees : 1475


Hazart Abdullah Bin Umar RadiAllahu Anhu Se Riwayat Hai Ki Huzoor Nabi E Akram ﷺ  Ne Farmaya : Qayamat Ke Din Sooraj Logon Ke Bahut Qareeb Aa Jaa’ega Yahan Tak Ki (Us Ki Tapish Ke Baa’is Logon Ke) Nisf Kaanon Tak Paseena Pahunch Jaa’ega Log Is Haalat Me (Pahle) Hazrat Aadam عليه السلام Se Madad Maangne Jaa’einge, Phir Hazrat Moosa عليه السلام Se, Phir Aakhir Me (Har Ek Ke Inkaar Par) Hazrat Muhammad ﷺ Se Madad Maangeinge.”


References : 


(Sahi Bukhari Vol : 02, Pg : 323, Kitabuz Zakat, Hadees : 1475)


(Imam Bayhaqi Shoebul Imaan Vol : 03, Pg : 269, Hadees : 3509)


(Imam Tabarani Muajam Ul Awsat Vol : 02, Pg : 854, Hadees : 884)


(Imam Daylami Al Musnad Ul Firdaus Vol : 02, Pg : 377, Hadees : 3677) 


Scan Page 👇🏻👇🏻






Qabristan Jakar Salaam Karna | Qabr walo Ko salaam Karna |Hadees

 Hazrat Abdullah Bin Abbas رضي الله عنه Se Riwayat Rasool Allah ﷺ Madinah Shareef Me Kuch Qabro Ke Paas Se Ghuzray To Un Qabro Ki Taraf Rukh...