Saturday, 11 February 2023

Qayamat ka bayaan

 qayamat ke din huzur se madad mangna hadis ki roshni me.


Hadees : 👇🏻


Sahi Bukhari 

Vol : 02, Pg : 323, 

Kitabuz Zakat, 

Hadees : 1475


Hazart Abdullah Bin Umar RadiAllahu Anhu Se Riwayat Hai Ki Huzoor Nabi E Akram ﷺ  Ne Farmaya : Qayamat Ke Din Sooraj Logon Ke Bahut Qareeb Aa Jaa’ega Yahan Tak Ki (Us Ki Tapish Ke Baa’is Logon Ke) Nisf Kaanon Tak Paseena Pahunch Jaa’ega Log Is Haalat Me (Pahle) Hazrat Aadam عليه السلام Se Madad Maangne Jaa’einge, Phir Hazrat Moosa عليه السلام Se, Phir Aakhir Me (Har Ek Ke Inkaar Par) Hazrat Muhammad ﷺ Se Madad Maangeinge.”


References : 


(Sahi Bukhari Vol : 02, Pg : 323, Kitabuz Zakat, Hadees : 1475)


(Imam Bayhaqi Shoebul Imaan Vol : 03, Pg : 269, Hadees : 3509)


(Imam Tabarani Muajam Ul Awsat Vol : 02, Pg : 854, Hadees : 884)


(Imam Daylami Al Musnad Ul Firdaus Vol : 02, Pg : 377, Hadees : 3677) 


Scan Page 👇🏻👇🏻






No comments:

Post a Comment

Radde Wahabiat Images | post