Wednesday 15 March 2023

इंसानों के बाल बेचना कैसा? /Insaan Ke Baal Bechna Kaisa?

 *✂️ इंसानों के बाल बेचना कैसा 💎*


*🔎 सवाल ::-* क्या फरमाते हैं उलमा ए किराम व मुफ्तियांने इज़ाम इस मसअले में कि इन्सान के बालों की ख़रीद व फ़रोख़्त यानि उनको ( ख़रीदना व बैचना ) कैसा हैं!?


*💰 अल जवाब ::-* इंसान के बालों की खरीद फरोख्त और इससे इन्तेफ़ाअ जाइज़ नहीं क्योंकि इन्सान काबिले तकरिम है काबिले इस्तेमाल नहीं लिहाज़ इसके अज़ा में से किसी अज़ा को ज़लील करना और इस्तेमाल करना जाइज़ नहीं!

⚠️ इंसान के बालों को बैचना जाइज़ नहीं और ना ही इन से नफा़ हासिल करना जाइज़ है!


🔥 इनसे किसी तरह फायदा उठाना (ख़वाह खाने पीने से मुताअलिक हो या खरीद व फ़रोख़्त से ) जाइज़ नहीं है क्योंकि इन्सान अपने तमाम अज़ाअ इन्सानी के साथ लाइके ताअज़ीम है!


(📚फ़तावा युरोप व ब्रितानिया 348)

(📚 ज़दी़द फिकी़ह मसाइल और इनका शरई हल 151)

  ༺═─────────────═༻

Tuesday 14 March 2023

Jahannum | jahannam | जहन्नुम | जहन्नुम कि आग | Jahannum ki Aag

 जहन्नुम कि आग /  Jahannum Ki Aag. 

हिंदी / English

*हदीस* - दोज़ख को 1000 साल तक धौंकाया गया तो उसकी आग सुर्ख हो गयी फिर उसे 1000 साल तक धौंकाया गया तो उसकी आग सफेद हो गयी फिर उसे 1000 साल तक धौंकाया गया तो उसकी आग सियाह यानि काली हो गयी तो अब दोज़ख सियाह है (यानि वहां आग तो है मगर रौशनी नहीं है बस अंधेरा ही अंधेरा है) 


📕 तिर्मिज़ी,जिल्द 2,सफह 204


*हदीस* - जहन्नम इतनी गहरी है कि अगर एक बड़ी चट्टान दोज़ख में फेंकी जाये तो उसे तह तक पहुंचने में 70 साल लग जायेंगे 


📕 तिर्मिज़ी,जिल्द 2,सफह 198


*फुक़्हा* - अगर जहन्नम को सुई के नाके के बराबर खोल दिया जाये तो दुनिया वाले उसकी गर्मी से मर जायें और जहन्नम की कुछ वादियां ऐसी है कि खुद जहन्नम भी उनसे पनाह मांगा करता है


📕 बहारे शरीअत,हिस्सा 1,सफह 49


*हदीस* - बुखारी शरीफ की हदीस है कि जहन्नम में सबसे हल्का अज़ाब अबु तालिब को दिया जायेगा इस तरह कि उनको सिर्फ आग की जूतियां पहनाई जायेगी जिससे कि उनका भेजा खौलता रहेगा 


📕 मिश्कात,जिल्द 2,सफह 502


*रिवायत* - हुज़ूर सल्लल्लाहु तआला अलैहि वसल्लम इरशाद फरमाते हैं कि दोज़ख ने रब की बारगाह में शिकायत की कि उसकी तेज़ी बहुत बढ़ गयी है सो उसके कुछ हिस्से कुछ हिस्सों को खा गये चुनांचे मौला तआला ने उसे साल में 2 बार सांस लेने की इजाज़त दी जब सांस छोड़ती है तो गर्मी बढ़ जाती है और जब सांस खींचती है तो ठंडक,बअज़ उल्मा जैसे हज़रत अब्दुल अज़ीज़ दब्बाग़ रहमतुल्लाहि तआला अलैही फरमाते हैं कि जहन्नम में सिर्फ गर्मी का अज़ाब ही नहीं है बल्कि वहां ठंडक का भी अज़ाब है क्योंकि शैतान और जिन्न दोनों की तबियत आग से है लिहाज़ा उनको आग का नहीं सर्दी का अज़ाब होगा 


📕 अहवाले बरज़ख,सफह 53 


*कंज़ुल ईमान* - उसपर (दोज़ख में) 19 दारोगा हैं 


📕 पारा 29,सूरह मुदस्सिर,आयत 30


*कंज़ुल ईमान* - और उनके लिए लोहे के गुर्ज़ हैं 


📕 पारा 17,सूरह हज,आयत 21


*फुक़्हा* - दोज़ख में अज़ाब के लिए 19 फरिश्ते हैं उनके सरदार का नाम मालिक है बाक़ी को रब्बानिया कहा जाता है उनमें से हर एक का क़द 100 साल की राह जितना बड़ा है और जहन्नमियों को मारने के लिए उनके पास जो गुर्ज यानि हथौड़ा होगा उसके 1 ज़र्ब में 7 लाख आदमी रेज़ा रेज़ा हो जायेंगे


📕 तफ़्सीरे नईमी,जिल्द 1,सफह 44/179


*रिवायत* - और मुसनद अहमद की हदीस है कि अगर वो गुर्ज़ ज़मीन पर रख दिया जाये तो तमाम जिन्नात और इंसान मिलकर भी उसे उठा नहीं सकते


📕 अहवाले बरज़ख,सफह 67 


*फुक़्हा* - दोज़ख में सबसे पहले क़ाबील को डाला जायेगा 


📕 रुहुल बयान,जिल्द 1,सफह 556


*फुक़्हा* - जहन्नम में बड़े बड़े ऊंटो की तरह सांप और बिच्छु होंगे और उनके ज़हर का ये आलम होगा कि अगर एक बार काट लें तो 1000 साल तक उसकी तकलीफ होती रहेगी


📕 बहारे शरीअत,हिस्सा 1,सफह 50

📕 अहवाले बरज़ख,सफह 60


*ⓩ वहां ना तो मौत आयेगी और ना ही कभी अज़ाब हल्का होगा जैसा कि क़ुर्आन में इरशाद हुआ कि* 


*कंज़ुल ईमान* - और जिन्होंने कुफ्र किया उनके लिए जहन्नम की आग है,ना उनको मौत आये कि मर जायें और ना उनपर कुछ अज़ाब हल्का किया जाये


📕 पारा 22,सूरह फातिर,आयत 36


*कंज़ुल ईमान* - जिस दिन हम जहन्नम से फरमायेंगे कि क्या तू भर गयी वो अर्ज़ करेगी कुछ और ज़्यादा हैं 


📕 पारा 26,सूरह क़ाफ,आयत 30


*ⓩ यानि मौला जहन्नमियों को जहन्नम में भेजता रहेगा और वो "हल मिम मज़ीद" यानि क्या कुछ और भी हैं यही कहती जायेगी जब सारे जहन्नमी जहन्नम में पहुंच जायेंगे और वो यही कहेगी तो मौला तआला उसकी तरफ अपनी साक़ यानि क़दम बढ़ायेंगे तो फौरन वो सिमट जायेगी और अर्ज़ करेगी "क़त क़त बिइज़्ज़तिका व करामिका" यानि बस बस आपकी इज़्ज़त और करम का वास्ता देती हूं*


*अल्लाहुम्मा अजिरनी मिनन नार*

*अल्लाहुम्मा अजिरनी मिनन नार*

*अल्लाहुम्मा अजिरनी मिनन नार*


*===============================*

*===============================*


*HADEES* - Dozakh ko 1000 saal tak dhaunkaya gaya to uski aag surkh ho gayi phir use 1000 saal tak dhaunkaya gaya to uski aag safed ho gayi phir use 1000 saal tak dhaunkaya gaya to uski aag siyah yaani kaali ho gayi to ab dozakh siyaah hai (yaani wahan aag to hai magar raushni nahin hai yaani andhera hi andhera hai)


📕 Tirmizi,jild 2,safah 204


*HADEES* - Jahannam itni gahri hai ki agar ek badi chattan dozakh me phenki jaaye to use tah tak pahunchne me 70 saal lag jayenge 


📕 Tirmizi,jild 2,safah 198


*FUQHA* - Agar jahannam ko suyi ke naake ke barabar khol diya jaaye to duniya waale uski garmi se mar jaayein aur jahannam me kuchh waadiyan aisi hain ki khud jahannam bhi usse panaah maanga karta 


📕 Bahare shariyat,hissa 1,safah 49


*HADEES* - Bukhari sahrif ki hadees hai ki jahannam me sabse halka azaab abu taalib ko diya jayega wo yun ki unko aag ki jutiyan pahnayi jayegi jisse ki unka bheja khaulta rahega


📕 Mishkat,jild 2,safah 502


*RIWAYAT* - Huzoor sallallahu taala alaihi wasallam irshaad farmate hain ki dozakh ne rub ki baargah me shikayat ki ki uski tezi bahut badh gayi hai so uske kuchh hisse kuchh hisso ko kha gaye chunanche maula taala ne use saal me 2 baar saans lene ki ijazat di jab saans chhodti hai to garmi badh jaati hai aur jab saans kheenchti hai to dhandak,baaz ulma jaise hazrat abdul azeez dabbagh rahmatullahi taala alaihi farmate hain ki jahnannam me sirf garmi ka azaab hi nahin hai balki wahan dhandak ka bhi azaab hai kyunki shaitan aur jinn dono ki tabiyat aag se hai lihaza unko aag ka nahin sardi ka azaab hoga 


📕 Ahwale barzakh,safah 53


*KANZUL IMAAN* - Uspar (dozakh me) 19 daaroga hain


📕 Paara 29,surah mudassir,aayat 30


*KANZUL IMAAN* - Aur unke liye lohe ke gurz hain


📕 Paara 17,surah hajj,aayat 21


*FUQHA* - Dozakh me azaab ke liye 19 farishte hain unke sardaar ka naam maalik hai baaqi ko rabbaniya kaha jaata hai unme se har ek ka qad 100 saal ki raah jitna bada hai aur jahannamiyon ko maarne ke liye unke paas jo gurj yaani hathauda hoga uske 1 zarb me 7 laakh aadmi reza reza ho jayenge


📕 Tafseere nayimi,jild 1,safah 44/179


*RIWAYAT* - Aur musnad ahmad ki hadees hai ki agar wo gurz zameen par rakh diya jaaye to tamam jinaat aur insaan milkar bhi use utha nahin sakte


📕 Ahwaale barzakh,safah 67


*FUQHA* - Dozakh me sabse pahle qabeel ko daala jayega


📕 Ruhul bayaan,jild 1,safah 556


*FUQHA* - Jahannam me bade bade oonto ki tarah saanp aur bichchhu honge aur unke zahar ka ye aalam hoga ki agar ek baar kaat lein to 1000 saal tak jalan mahsoos hoti rahegi


📕 Bahare shariyat,hissa 1,safah 50

📕 Ahwaale barzakh,safah 60


*ⓩ Wahan na to maut aayegi aur na hi kabhi azaab halka hoga jaisa ki quran me irshaad hua ki*


*KANZUL IMAAN* - Aur jinhone kufr kiya unke liye jahannam ki aag hai,na unko maut aaye ki mar jaayein aur na unpar kuchh azaab halka kiya jaaye


📕 Paara 22,surah faatir,aayat 36


*KANZUL IMAAN* - Jis din hum jahannam se farmayenge ki kya tu bhar gayi wo arz karegi kuchh aur zyada hain


📕 Paara 26,surah qaaf,aayat 30


*ⓩ Yaani maula jahannamiyon ko jahannam me bhejta rahega aur wo HAL MIM MAZEED kya kuchh aur bhi hain yahi kahti jayegi jab saare jahannami jahannam me pahunch jayenge aur wo yahi kahegi to maula taala uski taraf apni saaq yaani qadam badhayega to fauran wo simat jayegi aur arz karegi QAT QAT BE IZZATIKA WA KARAMIKA yaani bas bas aapki izaat aur karam ka waasta deti hoon*


*ALLAHUMMA AJIRNI MINAN NAAR*

*ALLAHUMMA AJIRNI MINAN NAAR*

*ALLAHUMMA AJIRNI MINAN NAAR*


*===============================*

 *Don't Call Only WhatsApp 9559893468*

       *NAUSHAD AHMAD "ZEB" RAZVI*

                        *ALLAHABAD*

*===============================*



Friday 10 March 2023

Shaban Ke Roze | Shabaan roje

 POST:1


*Rasoolullah ﷺ Shaabaan Ke Aqsar Roze Rakhte The*


Hadees 1️⃣


“Hazrat Ayesha Siddiqa Radiallaho Anhaa Farmaati Hai Rasool Allah ﷺ Ramzaan ke baad sabse Jyada Roza Kisi Maah Me rakhte to wo Shaabaan Ka Mahinaa Tha” 


Reference :


Sahi Bukhari  


Baab Shaban Me Roze Me Roze Rakhna


 Hadees :1969


Scan Page 👇👇👇


Hadees 2️⃣


“Hazrat Ayesha Siddiqa Radiallahu Anhaa Farmaati Hai Rasool Allah ﷺ Shaabaan Se Zyada Kisi Mahine Me Roza Naa Rakhaa Karte Balki Poora Shaabaan hi Roza Rakh Liya karte the Aur farmaayaa Karte Apni Istitaat Ke mutabik Aamaal karo ki Allah Us wakt Apnaa Fazal Nahi rokhta Jab Tak tum Uqta naa jao”


Reference

Sahi Bukhari

Baab : Shaabaan Me Roze Rakhnaa

Hadees :1970


Scan Page:👇






DALIL AHLE HADEES KE KITAB SE. 


*#Shabe_barat_Ka_Roza_rakhna afzal h Ahle Hadees Wahabi Ka Fatwa*


Or Ye bhi Likha h ki Zayeef Hadees Fazail e Amal me Qabool h. 


👹 Jamat Ghair Muqalladeen Ke Mujtahid Ul Asar Hafiz Abdullah Ropadi ne likha h


“Shabe Barat Ka Roza Rakhna Afzal Hai Chunanche Mishkat Wagera Mein Hadees Maujod Hai Agarche Hadees Zaif Hai Lekin Fazail e Aamal Mein Zaif Hadees Per Amal Durust Hai …


👉Fatawa Ahle Hadees Vol 2 Page 554


Scan page 📄👇👇👇👇



Waise to Ye Mahina Musalmano ki Ibadat ka Mahina h Isse Wahabio ka Koi Talluk nhi h

Isliye Din raat Musalmano ke Ibadat se Nek Amaal se in Iblees ki Aulado ko takleef  hoti rahti h...

Abhi Ye 15 shabaan Aate hi Apni Zahrili Post or Takreer shuru krdenge ke Shabaan ka Roza rakhna Galat h Biddat h 

Isliye In Nadjio ke Bade Abbaon ki Kitab se shabaan ka  Roza rakhna afzal ki daleel dediye

Ye Hamari Nahi Mante Kabse Kam apne Guru ghantaalo ki hi Maanle...


Friday 3 March 2023

ALLAH ta'ala Ko God Ya Ishwar Kahna Kaisa?

 SAWAL:-

ALLAH Ta'ala Ko God Likhna Ya Kahna Kesa ?


JAWAB:-

بسم الله الرحمن الرحيم

الصــلوة والسلام عليك يا رسول الله ﷺ

بعون الله تعالى وتوفيقه


God Likhne Ya Kahne Se Bachna Chahiye..


Huzur Shareh Bukhari Mufti Shariful Haqq Amjadi Alaihir Rahma Isi Tarah Ke Ek Sawal Ke Jawab Me Farmate Hai,


God Angrezi Lafz He Uske Ma'ana Muhafiz Ke Hai, Unke Urf Me Khuda Ko Bhi God Kahte Hai Is Lihaz Se Allah Azwajal Ko Ishwar Or God Kahne Me Koi Harj Nahi Lekin Yahañ Ek Khas Baat Ye He Ki Ishwar Wagairah Khuda Ko Kahna Hinduoñ Ka Urf He Or God Kahna Angrezo Ka Agar Koi Ajnabi Aadmi Kisi Ke Samne Ye Kahe Ishwar Chahe To Ye Hoga To Sunne Wala Use Hindu Samjhega Isi Tarah Agar Koi Kahe Ki God Chahe To Ye Hoga To Use Isaai Samjhega Is Se Ma'aloom Huva Ki Ma'aboode Barhaq Ko Ishwar Wagairah Kahna Hinduoñ Ka Shuaar He Or God Kahna Nasara Ka Is Liye Musalman Ishwar God Wagairah Kahne Se Ehteraz Kareñ


▪️(Fatawa Shareh Bukhari, J-1, S-173)

واللہ اعلم ورسولہ بالصواب


Al-Jawab: 

Hazrat Mufti Dilshad Ahmad Zaiyai Amjadi Sahab Qibla

Darul Uloom Mustafiya Haldarwa Gujarat

Qabristan Jakar Salaam Karna | Qabr walo Ko salaam Karna |Hadees

 Hazrat Abdullah Bin Abbas رضي الله عنه Se Riwayat Rasool Allah ﷺ Madinah Shareef Me Kuch Qabro Ke Paas Se Ghuzray To Un Qabro Ki Taraf Rukh...