POST:1
*Rasoolullah ﷺ Shaabaan Ke Aqsar Roze Rakhte The*
Hadees 1️⃣
“Hazrat Ayesha Siddiqa Radiallaho Anhaa Farmaati Hai Rasool Allah ﷺ Ramzaan ke baad sabse Jyada Roza Kisi Maah Me rakhte to wo Shaabaan Ka Mahinaa Tha”
Reference :
Sahi Bukhari
Baab Shaban Me Roze Me Roze Rakhna
Hadees :1969
Scan Page 👇👇👇
Hadees 2️⃣
“Hazrat Ayesha Siddiqa Radiallahu Anhaa Farmaati Hai Rasool Allah ﷺ Shaabaan Se Zyada Kisi Mahine Me Roza Naa Rakhaa Karte Balki Poora Shaabaan hi Roza Rakh Liya karte the Aur farmaayaa Karte Apni Istitaat Ke mutabik Aamaal karo ki Allah Us wakt Apnaa Fazal Nahi rokhta Jab Tak tum Uqta naa jao”
Reference
Sahi Bukhari
Baab : Shaabaan Me Roze Rakhnaa
Hadees :1970
Scan Page:👇
DALIL AHLE HADEES KE KITAB SE.
*#Shabe_barat_Ka_Roza_rakhna afzal h Ahle Hadees Wahabi Ka Fatwa*
Or Ye bhi Likha h ki Zayeef Hadees Fazail e Amal me Qabool h.
👹 Jamat Ghair Muqalladeen Ke Mujtahid Ul Asar Hafiz Abdullah Ropadi ne likha h
“Shabe Barat Ka Roza Rakhna Afzal Hai Chunanche Mishkat Wagera Mein Hadees Maujod Hai Agarche Hadees Zaif Hai Lekin Fazail e Aamal Mein Zaif Hadees Per Amal Durust Hai …
👉Fatawa Ahle Hadees Vol 2 Page 554
Scan page 📄👇👇👇👇
Waise to Ye Mahina Musalmano ki Ibadat ka Mahina h Isse Wahabio ka Koi Talluk nhi h
Isliye Din raat Musalmano ke Ibadat se Nek Amaal se in Iblees ki Aulado ko takleef hoti rahti h...
Abhi Ye 15 shabaan Aate hi Apni Zahrili Post or Takreer shuru krdenge ke Shabaan ka Roza rakhna Galat h Biddat h
Isliye In Nadjio ke Bade Abbaon ki Kitab se shabaan ka Roza rakhna afzal ki daleel dediye
Ye Hamari Nahi Mante Kabse Kam apne Guru ghantaalo ki hi Maanle...
No comments:
Post a Comment