Tuesday, 14 August 2018

Bidat Ka Bayaan./Bid'at/Naya Amal

*BID'AT KA BAYAAN*

*Kya Jo Kaam Rasool Allah ﷺ Ke Waqt e Zahiri Na Hue Wo Karna Najais Aur Bid'at Hai*❓

 Kuch Log Kehte Hai Ki Jo Kam Musalmano Ke Nabi ﷺ Ne Na Kiye Aur Jiska Hukm Bhi Na Diya Wo Sab Karna Haram Bid'at Gumrahi Hai_

_Hazrat Zaid Bin Sabit رضي الله عنه Bayan Karte Hain Jang e Yamama Ke Dauran Musailma Kazzab Ke Muqable Me Qurra *(Qari)* Hafiz e Quran Shaheed Hone Lage Tu Hazrat Umar رضي الله عنه Hazrat Abu Bakr Siddiq رضي الله عنه Ke Paas Aaye Aur Kehne Lage Ki Hafiz o Qari Shaheed Ho Rahe Hai Mujhe Lagta Hai Ki Quran Shareef Ko Ek Jagah Jama Kar Liya Jaye?_ *Toh Hazrat Abu Bakr Siddiq رضي الله عنه Ne Farmaya* _Aye Umar رضي الله عنه Tum Us Kaam Ko Kaise Karoge Jis Kam Ko Huzoor ﷺ Ne Na Kiya Ho?_ *Tu Hazrat Umar رضي الله عنه Ne Hazrat Abu Bakr Siddiq رضي الله عنه Se Farmaya Ha Ye Kam Huzoor ﷺ Ne Nahi Kiya Lekin Allah Ki Kasam Ye Kaam Accha Hai*

_Toh Pta Chala Ki Jo Kam Accha Hai Wo Chahe Huzoor ﷺ Ke Waqt Hua Ho Ya Na Hua Ho Usko Karna Accha Hai_

*Reference Book*
Sahih al Bukhari
Vol *6* Hadees *4986*
*Scan Page*
📗📄👇🏼


HADEES SHAREEF:

ab bolo janab😎👇🏻

bidate hasna yani achi bidat ka subut hadis ki roshni me. 👇🏻

HADEES 

“Hazrat Jareer Bin Abdullah RadiyAllahu Ta’ala Anhu Se Riwayat Hai Ki Huzoor Nabi E Akram صلى الله عليه وسلم Ne Farmaya :

Jis Ne Koi Achchha Tareeqa Jaari Kiya Phir Us Par Amal Kiya Gaya To Us Ke Liye Apana Sawaab Bhi Hai Aur Use Amal Karne Waalon Ke Baraabar Sawaab Bhi Milega.
Jab Ki Un Ke Sawaab Me Koi Kamee (Bhi) Na Hogi Aur Jis Ne Koi Bura Tareeka Jaari Kiya.
Phir Woh Tareeqa Apnaaya Gaya To Us Ke Liye Apana Gunaah Bhi Hai Aur Logon Ke Gunaah Ke Baraabar Bhi Jo Us Par Amal Paira Huwe. Baghair Us Ke Ki Un Ke Gunahon Me Kuchh Kamee Ho.” 

References : 
(Jamai Tirmizi Vol : 05, Pg : 71, Kitabul Ilm, Baab : Hadees : 2675)

Isi hadees ko 

(Sunan Nasai Vol : 03,Pg :275, Kitabul Zakat, Hadees :2555)

(Hafiz Ibn Hajar Asqalani Fath Ul Baari Vol : 05, Pg : 43, Hadees : 2675) 

(Sunan Ibn Majah  Vol :01, Pg :210, Kitab Al Sunnah, Baab : Wo Shaks Jo Acchi ya Bura Amal Izaad kare, Hadees : 203 )

‎‏ قَالَ أَبُو عِيسَى هَذَا حَدِيثٌ حَسَنٌ صَحِيحٌ ‏.‏
Imam Abu Isaa Tirmizi Farmate Hai Ye Hadees Hasan Sahi Hai

Scan page Niche Kitab ko Takreejh Kiya Hai Wahabiyo K Muhadis E Aazam Pakistan Hafiz Zuber Ali Zai Sahab ne Aur Uska Translation khud Abu Khallyl ne Kiya hai Jo Print Huwi Darus Salam Se Farmaya YE Hadees Sahi Hai. 

Scan page Of Jamae Tirmizi👇🏻







*➡WAHABIYO KE NAZDEEK BAHOT MOTABAR IMAM IBN HAJAR ASQALANI رحمة الله عليه​ APNI FATH-UL-BARI SHARAH SAHEEH BUKHARI ME BID'AT KI QISME BAYAN KARTE HUE FARMATE HAIN:*

↪Bidat ke ma'ane ye hain ki jo pehle na hua ho, aur agar ye Sunnat se mukhalifat kare, to ye buri Bid'at hai, aur agar ye Shariat aur Sunnat ke mutabiq ho, tab ye achhi Bid'at (Hasna) hai,
Agar ye Buri Bid'at ka hissa ho, tab ye bhi buri Bid'at (Mustaqbaha) hogi, Ya agar ye jaez kaamo me se ho, tab ye Mubah hai, ye 5 hisso me baanti ja sakti hai,
➡1: Wajib
➡2: Haram
➡3: Mandub
➡4: Makruh
➡5: Mubah

📔[Fath ulBari:
📖Volume 004, Page No. 253
Published by Maktaba Dar ul Marifah, Beirut, Lebanon]

📑Scan Page👇🏻👇🏻👇🏻



...

*Bidat Hasnaa Ka Saboot Achi Bidat Ka Saboot Bukhari Sharif Se*

*Hadis*👇🏻

*Bukhari Shareef*
*Kitab Us Salat* 
*Baab Fazl Min Qaam* *Ramzan*
*Hadees 2010*


Hazrat Abdur Rahman Bin Abdul qari Se Riwayat Hai Ke Main Hazrat Omer Ke sath Ramzan Ki Ek Raat Mein Masjid Ki Taraf Nikla Tu Log Mutfarif Thy Ek Aadmi Tanha Namaz Padh Raha Tha Aur Ek Aadi Giroh Ke Sath Hazrat Omer Ne Farmaya Ke Mere Khayal Mein Ineeh Ek Qari Ke Piche Jama Kar Diya Jaye Tu Acha Ho Pas Hazrat abi Bin Ka,ab Ke Piche Sabko Jama Kar Diya Gaya Phir Main Ek Dusri Raat Ko Unke Sath Nikla Aur Log Apne Qari Ke Piche Namaz Padh Rahe Thy *Hazrat Omer Ne Farmaya Ke Ye Achi Bidat Hai* Kyunke Raat ka Wo Hissa Jismein Wo So Jaate Hain Usse Behtar Hai Jismein Wo Qayam Karte Hain…..

Bukhari Shareef
Kitab Us Salat 
Baab Fazl Min Qaam Ramzan
 Hadees No 2010

Scan. 👇🏻






*BID'AT KA BAYAAN*

*➡IMAM IBN ATHIR رحمة الله عليه​ BIDDAT KE TALLUQ SE FARMATE HAIN*

🔀Bida'at ki 2 Qisme hain,
👉🏻Bidat-e-Hidayah aur 
👉🏻Bidat-e-Dalalah,
Jo kuch ALLAH aur iske RASOOL صَلَّى اللّٰهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ ke farman ki mukhalifat kare, to wo Bidat buri hai,
aur jo kuch ALLAH aur iske RASOOL صَلَّى اللّٰهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ ke farman ke mutabiq ho, ya mukhalifat na kare, wo achhi Biddat hai. Aur aise achhe Kaamo ki mukhalifat karna mana hai, Jaisa ki Nabi صَلَّى اللّٰهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ ne farmaya ki Jisne Deen me kisi achhe tariqe ki ijad kiya, usey sawab milega(man sanna fil-islami sunnatan hasana) aur is par Amal karne walo kobhi sawab milega,
isey ke dusre hisse me kaha ki Jisne Deen me kisi bure tariqe ki ijad kiya (waman sanna fil-islami sunnatan sayyi'atan)
usey Gunah milega, aur ispar Amal karne wale sare logo ko bhi gunah milega, 
[Hazrat Jarir Ibn Abd Allah al-Bajali رضي الله ﺗﻌﺎﻟﯽٰ عنه by Muslim se farmate hain:
Is Hadees
*""Kullo Bid'atin dalala" se murad sirf wo sari Biddat hain, jo Quran aur Sunnat se mukhalifat karen.'''*

📔[Imam Ibn Athir, al-Nihayah fi Garib al-Hadith wa al-Athar, Volume 001,
📖Page 106-7,
Publish: Dar al-Ihyahal-Turath al-Arabi, Beirut, Lebanon]

📑Scan Page👇🏻👇🏻👇🏻



...


*➡BID'AT KA BAYAAN*

*↘BIDA'AT KE TALLUQ SE IMAM IBN HAZAM AL-ZAHIRI  رحمة الله عليه FARMATE HAIN:*

↪Mazhab me Bid'at har wo kaam hai jo Quran ya ALLAH ke Rasool صَلَّى اللّٰهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ ki taraf se na aayi ho, unhe chhodkar jinka inme sawab ho, aur kuch wo jo achhi Niyat ke sath ki jati hain, iska Sawab milta ha aur ye Hasan hai jo ki haqiqatan Jaez hai (ma kana asluhu al-ibaha)
Jaisa ki Hazrat Umar Farooq Azam رضي الله ﺗﻌﺎﻟﯽٰ عنه ne farmaya 
"Nia'ma Bid'ato Haazihi" ye achhe kaamo par Daal hai jo ki Mubah ki surat me rakhe jate hain, jabki inki Shariat me koi dalil maujud na ho.
Aur jo achhi Niyato ke sath na ki jayen, wo Buri bidat hain.

📔[Ahkam fi Usul al-Ahkam, Volume 001, 
📖Page No. 47
Publish, Dar al Hadith, Beirut/Lebanon]

📑Scan Page👇🏻👇🏻👇🏻







...*🔘KYA HAR BID'AT GUMRAHI HAI?*

*🔲Aaiye Dekhte Hai Mohaddis Aur Tabein Aur Buzurgon Ne Bid'at Ke Bare Me Kya Farmaya Hai*

🍃Imam Nawawi  رحمة الله عليه likhte hain

"Shariat me Biddat use kehte hain, jo Nabi ﷺ ke zamane me maujud na ho, aur ye 2 qism ki hoti hain, ek *HASNAH (Achhi) aur dusri SAIYYAH (Buri)* (wahya munqasimatun ila hasana wa qabiha) "Shaykh wa Imam Jo Hadeeso ke Usool me bahot afzal aur unche maqam per hain, wo Apni Kitab Qawa'id al-Kubra ke akhir me Bid'at ke talluq se farmate hain,
Bid'at ki qisme hain, 
➡Wajiba,
➡Makruha,
➡Muharrama,
➡Manduba,
➡Mubaha,
hain, Bid'at ko Shar'ai Qawa'id me dekha jayega, agar ye Ijad ke tehet aati hai to ye Wajib hogi, aur agar ye Tehrim ke tehe aati hai to ye Haram hogi, agar Mandubiyat sabit ho tab ye Mandub hogi, aur agar Makruhat me se ho, tab ye Makruh hogi, aur agar ye Achhe maqsad se ho tab ye Mubah hogi,''

Imam Nawawi  رحمة الله عليه ne kaha ki Imam Bayhaqi  رحمة الله عليه ne ise Sahi Sanad ke sath Imam Shafai  رحمة الله عليه se lekar bayan kiya Imam Shafai  رحمة الله عليه Farmate hain:
Biddat ke 2 masle hain, ek achhi hai, aur dusri buri Biddat hai.
Jo Bidat Quran ya Sunnat ya Sahaba-e-Kiram ki riwayaat ya Ulama ke Aqwaal se takra jaye, wo Biddat gumrahi (Bidät Dalaala) hai,
aur jo Biddat Sunnat ki ya Quran ki Mukhalifat na kare, to wo achhi Biddat hai, aur iske Liye inhone Hazrat Umar Faruq  رضي الله عنه ki Taraweeh ki Jamat se istedlal kiya hai.

📒[Tahdhib al-Asma' wa al-Lughat, Imam Nawawi, Volume 003, Page 23]

Scan Page:👇🏻👇🏻👇🏻





BIDAT KI DO KISME.



bidate hasna yani achi bidat ka subut hadis ki roshni me. 👇🏻

HADEES 

“Hazrat Jareer Bin Abdullah RadiyAllahu Ta’ala Anhu Se Riwayat Hai Ki Huzoor Nabi E Akram صلى الله عليه وسلم Ne Farmaya :

Jis Ne Koi Achchha Tareeqa Jaari Kiya Phir Us Par Amal Kiya Gaya To Us Ke Liye Apana Sawaab Bhi Hai Aur Use Amal Karne Waalon Ke Baraabar Sawaab Bhi Milega.
Jab Ki Un Ke Sawaab Me Koi Kamee (Bhi) Na Hogi Aur Jis Ne Koi Bura Tareeka Jaari Kiya.
Phir Woh Tareeqa Apnaaya Gaya To Us Ke Liye Apana Gunaah Bhi Hai Aur Logon Ke Gunaah Ke Baraabar Bhi Jo Us Par Amal Paira Huwe. Baghair Us Ke Ki Un Ke Gunahon Me Kuchh Kamee Ho.” 

References : 
(Jamai Tirmizi Vol : 05, Pg : 71, Kitabul Ilm, Baab : Hadees : 2675)

Isi hadees ko 

(Sunan Nasai Vol : 03,Pg :275, Kitabul Zakat, Hadees :2555)

(Hafiz Ibn Hajar Asqalani Fath Ul Baari Vol : 05, Pg : 43, Hadees : 2675) 

(Sunan Ibn Majah  Vol :01, Pg :210, Kitab Al Sunnah, Baab : Wo Shaks Jo Acchi ya Bura Amal Izaad kare, Hadees : 203 )

‎‏ قَالَ أَبُو عِيسَى هَذَا حَدِيثٌ حَسَنٌ صَحِيحٌ ‏.‏
Imam Abu Isaa Tirmizi Farmate Hai Ye Hadees Hasan Sahi Hai

Scan page Niche Kitab ko Takreejh Kiya Hai Wahabiyo K Muhadis E Aazam Pakistan Hafiz Zuber Ali Zai Sahab ne Aur Uska Translation khud Abu Khallyl ne Kiya hai Jo Print Huwi Darus Salam Se Farmaya YE Hadees Sahi Hai. 

Scan page Of Jami Tirmizi👇🏻





...

BID'AT AHLE HAGEES WAHABIO KI.


1] Ibne taymiya ke ghusal ka paani.

*Mare Hue Admni Ke Gusl Ka Pani Tak Wahabiyon Ne Nahi Chohra Usko Bhi Pi Gaye*

*Jab Saudiyon Najdiyo Ahle'hageeso Deolandiyon Ka Dada Grandfather of Ibn Tayymia Mar Gaya Tab Ek Jamat Ne Us Ke Gusul Ka Bacha Hua Pani Piya Aur Jis Bairi Ke Patto Se Us Ko Gusul Diya Gaya Tha Is Se Baqiya Bairi Ko Ek Jamat Ne Apas Me Taqsim Kar Liya Tabbaruk Ke Liye Aur ibn e Tayymia Ki Gardan Me Jo Taveez 📿Dala Tha Use Ek Shakhs Usko 150 Dirham 💸 Bech Diya Gaya Aur Sar Par Jo Rumal 🧣Tha Is Ke 500 💸 Dirham Diye Gaye*

_Aur Agay Likhta He Log Bahut Dino Subha Shaam Us Ki Samadhi  Par Aate Rahe Aur Is Ke Pas Raat Gujarte_

*Yani Agar Hum Kisi Ba Sharah Wali Se Faiz Barkat Haasil Kare Toh Shirk Haram Ke Fatwe Ye Gusl Khoor Wahabi Ahle'hagees Najdi Lagata Hai Aur Khud Toh Mare Hue Chamar Ibn e Tayymia Bidd'ati Ka Gusl Ka Pani Tak Nahi Chohda Usko Bhi Dakar Gaye*🤤


*(Al Bidaya Wanihaya, Jild14 ,Page-159) Scan Page*📄👇🏻





2]
kitaab ka naam: islahe ahle hadees.
Musannif: badiuddin shah rashidi.
(Jamiyate ahle hadees se chhapi)

Usme likha hai__ 

"wassalatu wassalamu ala muhammad khatimil ambiyai wal mursaleen ammabaad." 

To Janna Ye Tha Ki Ye Durood E Paak Hadees Shareef Me Milta Hai Kya?

Scan:



PART:3


मिलाद उन नबी मानना हदीस मे मना नहीं है, लेकिन ऊँची और खूबसूरत मस्जिदे बनाना अल्लाह के रसूल ने मना फ़रमाया फिर वहाबी हदीस के खिलाफ अपनी मस्जिदों को ऊँची और खूबसूरत क्यों बनाते है और मिलाद उन नबी मानाने वाले पर बिद्दत ओ हराम का फतवा देते है आखिर ये दोगला पॉलिसी क्यों?असल बिद्दती और जहन्नमी तुम हो देखो| 

[अबू दाऊद जिल्द 1 हदीस 378]









POST :4

*Kya Masjid Ko Pukhta Karnaa Bidat Hai????*

*क्या मसाजिद को पुख्ता करना बिदअत है*

रसूल ए करीम صلى الله عليه و آله وسلم ने इर्शाद फरमाया۔۔

Rasool E Kareem Sallaho Alaihi Wasllam Ne Irshad Farmaayaa

" मुझे ये हुक्म नही दिया गया कि मसाजिद को बहुत ज़्यादा पुख्ता तामीर करूं "

Mujhe Ye Hukam Nahi Diya Gya Ki Masjid Ko Bahut Jiyada Pukhta Tameer Kru

" यहूदो नसारा ने अपनी इबादत गाह को मज़बूत कर लिए "

Yahood O Nsara Ne Apni Ibadagaho Ko Majboot Kar Liye

इसी हदीस की तशरीह करते हुए गैर-मुकल्लिद मोलवी लिखता हे۔۔۔

Is Hadees Ki Tashreeh Karte Huve Gair Muqallid Molvi Likhta Hai

" इस बिदअत को हम अपनी खुली आंखो से देख रहे हें "  
"ओर शवाहिद की बुनियाद पर नासीरूदीन अलबानी ने इस हदीस को सही कहा हे"

"Is Bidat Ko Ham Apni Khuli Aankho Se Dekh Rahe Hai "Aur  Shwahid Ki Buniyad Par Nasiruddin Albani Ne Is Hadees Ko Sahi Kha Hai

( 📕 हवाला सुनन अबु दाऊद 448 )

Refrence: Sunan Abu Dawood

साबित हुआ मसाजिद को पुख्ता करना बिदअत हे ,

Sabit Huwa Masjido Ko Pukhta Karna Bidat Hai

और हर बिदअत गुमराही जहन्नुम मे ले जाने वाली है ( बकौल गेर मूकल्लिदो के)
 Aur Har Bidat Gumrahi Jahnnam Me Le Jane Walee Hai (Bakol Gair Muqallido Ke. 






BIDATI TABLIG JAMAT DEIBAND.





#Biddat k iqsam db k ghar se ...






PART:1


🚫 Deobandi Fatwe Se Deobandi Bid'ati Sabit ! 

🌺 مزارات پر پھول ڈالنے پر دیوخوانی دست و گریباں

📌 Ahlesunnat Per Dast Wa Gareban Ka Tana Dene Wale Deokhani Khud Kai Muamlat Mein Khud Dast Wa Gareban Nazar Aate Hain , Jismein Ek Masla Mazarat Per Phol dalne Ka Bhi Hai.

🖇 Deokhani Mazhab Ke Mufti Mohammad Riwzan Mazarat Per Phol Dalne Ke Taluk Se Likhta Hai: 
“Agar Koi Qabr Per Taza Phol Ya Phol Ki Pattiyan Dale Tu Us per Nakir Munasib Malum Nahi Hoti Kyun Ke Ye ijtehadi Wa ikhtelafi Masla Hai Jis Per Nakir Munasib Nahi Howa Karti”

📘 Mahnama Al Tableegh Oct 2019 Page 79

🧷 Mufti Mohammad Riwzan Deobandi Ke Nazdik Mazarat Per Phol Dalna Jayaz Hai Aur Phol Dalne Walon Per Aitraz Bhi Nahi Karna Chahiye 

🔗 Magar isi Deobandi Dharam Ke EK aur Mufti ismail Kahchlawi Mazarat Per Phol Dalne Ke Taluk Se Likhta Hai: 
“Qabar Per Phol Chadhana Na Jayaz, Bidat, Layani Aur fuzol Kharchi Mein Shamil Hai”

📗 Fatawa Deeniya Vol 01 Page 262

📝 Mufti ismail Kacholawi Ke Fatwe Se Dusra Deobandi Bidati Aur Fuzol Kharchi Ka Hukum Dene Wala Sabit Hogaya.



Part3



*Kya Masjid Ko Pukhta Karnaa Bidat Hai????*

*क्या मसाजिद को पुख्ता करना बिदअत है*

रसूल ए करीम صلى الله عليه و آله وسلم ने इर्शाद फरमाया۔۔

Rasool E Kareem Sallaho Alaihi Wasllam Ne Irshad Farmaayaa

" मुझे ये हुक्म नही दिया गया कि मसाजिद को बहुत ज़्यादा पुख्ता तामीर करूं "

Mujhe Ye Hukam Nahi Diya Gya Ki Masjid Ko Bahut Jiyada Pukhta Tameer Kru

" यहूदो नसारा ने अपनी इबादत गाह को मज़बूत कर लिए "

Yahood O Nsara Ne Apni Ibadagaho Ko Majboot Kar Liye

इसी हदीस की तशरीह करते हुए गैर-मुकल्लिद मोलवी लिखता हे۔۔۔

Is Hadees Ki Tashreeh Karte Huve Gair Muqallid Molvi Likhta Hai

" इस बिदअत को हम अपनी खुली आंखो से देख रहे हें "  
"ओर शवाहिद की बुनियाद पर नासीरूदीन अलबानी ने इस हदीस को सही कहा हे"

"Is Bidat Ko Ham Apni Khuli Aankho Se Dekh Rahe Hai "Aur  Shwahid Ki Buniyad Par Nasiruddin Albani Ne Is Hadees Ko Sahi Kha Hai

( 📕 हवाला सुनन अबु दाऊद 448 )

Refrence: Sunan Abu Dawood

साबित हुआ मसाजिद को पुख्ता करना बिदअत हे ,

Sabit Huwa Masjido Ko Pukhta Karna Bidat Hai

और हर बिदअत गुमराही जहन्नुम मे ले जाने वाली है ( बकौल गेर मूकल्लिदो के)
 Aur Har Bidat Gumrahi Jahnnam Me Le Jane Walee Hai (Bakol Gair Muqallido Ke. 




Post :5




سمجھدانی

آپ نے دیکھا ہوگا جب ہم وہابیوں کو اُنکی بدعتیں دکھاتیں ہیں تو یہ کہتے ہیں کہ 👈 ہم اس کو دین اور   عبادت نہیں سمجھ تے 👉 اس لئے یہ بدعت نہیں، جب کہ ان کے پپّا شر فعلی کہتے ہیں، (انسان کا ہر کام عبادت ہے)  مثلاً  سونا، استنجا کرنا، کھانا پینا، شہوت و غضب وغیرہ جب کے حدود میں ہو،
امدادالمشتاق ص 44)

تو اس کا مطلب آج کا وہابی خود کو انسان نہیں سمجھتا۔؟ ویسے آپس کی بات ہے، اگر یہ انسان نا بھی سمجھیں تو کونسا غلط سمجھتے ہیں،🤣






BID'AT PAR WAHABIO SE SAWAL.


POST:1

Dam karna aur Bidat... Ghair Muqallideen se ek Sawal
.
Ek Qabeele ke sardar ko saanp ne das liya to Hazrat Abu Saeed Khudri radiAllaho Anhu ne Sureh Fatiha padhkar uspar dam kiya aur wo theek ho gaya. Lekin ye dam karne ki Ijazat kabhi Nabi Kareem Sallallaho Alaihe Wasallam se nahi mili thi.
(Sahih Bukhari J-3 Kitab Fazaile Quran Baab Fazle Faatihatil Kitab H.no.2) 
.
Yani Sahabi ne ye kaam apni Aql se kiya.
Ab Sawal ye hai ki Nabi Kareem Sallallaho Alaihe Wasallam ne to aisa koi dam karne ka tariqa bataya nahi tha phr kya aisa karke Hazrat Abu Saeed Khudri ne bidat kiya hai?

Jawab GM denge.








POST:2






*Kya Masjid Ko Pukhta Karnaa Bidat Hai????*

*क्या मसाजिद को पुख्ता करना बिदअत है*

रसूल ए करीम صلى الله عليه و آله وسلم ने इर्शाद फरमाया۔۔

Rasool E Kareem Sallaho Alaihi Wasllam Ne Irshad Farmaayaa

" मुझे ये हुक्म नही दिया गया कि मसाजिद को बहुत ज़्यादा पुख्ता तामीर करूं "

Mujhe Ye Hukam Nahi Diya Gya Ki Masjid Ko Bahut Jiyada Pukhta Tameer Kru

" यहूदो नसारा ने अपनी इबादत गाह को मज़बूत कर लिए "

Yahood O Nsara Ne Apni Ibadagaho Ko Majboot Kar Liye

इसी हदीस की तशरीह करते हुए गैर-मुकल्लिद मोलवी लिखता हे۔۔۔

Is Hadees Ki Tashreeh Karte Huve Gair Muqallid Molvi Likhta Hai

" इस बिदअत को हम अपनी खुली आंखो से देख रहे हें "  
"ओर शवाहिद की बुनियाद पर नासीरूदीन अलबानी ने इस हदीस को सही कहा हे"

"Is Bidat Ko Ham Apni Khuli Aankho Se Dekh Rahe Hai "Aur  Shwahid Ki Buniyad Par Nasiruddin Albani Ne Is Hadees Ko Sahi Kha Hai

( 📕 हवाला सुनन अबु दाऊद 448 )

Refrence: Sunan Abu Dawood

साबित हुआ मसाजिद को पुख्ता करना बिदअत हे ,

Sabit Huwa Masjido Ko Pukhta Karna Bidat Hai

और हर बिदअत गुमराही जहन्नुम मे ले जाने वाली है ( बकौल गेर मूकल्लिदो के)
 Aur Har Bidat Gumrahi Jahnnam Me Le Jane Walee Hai (Bakol Gair Muqallido Ke. 











No comments:

Post a Comment

Radde Wahabiat Images | post