Saturday, 11 August 2018

Masjid ke pas kabar/3 Masaajid Ke Alaawa Safar Karna Kaisa.

POST :1 
MASJIDO KE KAREEB KABR.



🕌 Masjid e Khayf

_Hazrat Abdullah Bin Umar رضي الله عنه  Se Riwayat Hai Rasool Allah ﷺ Ne Farmaya_ Masjid e Khayf Jo Mina Hai Uske Andar 70 Ambiya e Karaam عليهم السلام Ki Qabre Mubarak Hain

_Aur Wahabi Ahle'hagees Najdi Ke Nasdik Jaha Qabre Ho Waha Namaz Padhna Shirk Haram Hai_ Lekin Har Haji Mina Me Jakar Masjid e Khayf Me Namaz Aur Khutba Sunta Hai Bade Bade Harami Wahabre Aur Unke Dalle Bhi Waha Jakar Namaz Padhne Hai Agar Dam Hai To Na Padho To Jane Aur Agar Najdi Ek Baap Ke Hai To Fatwa De Ki Waha Namaz Padhna Shirk Haram Hai Kyunke Waha Barelviyo Ke Nabiyo Ki Qabre Hai 🤷🏻‍♂

☪ Point Be Noted
Isse Mere Lajpaal Aaqa ﷺ Ka ilm e Gaib Sabit Hua Wo Yun Ke 70 Nabiyo Ki Qabre Jo Masjid Khayf Me Maujud Hain Wo Nabi Huzoor ﷺ Se Hazaro Saal Pehle Hue Aur Wo Kaha Dafan Hue Kis Jagah Hue Ye Bhi Huzoor ﷺ Jantay Hain

Reference Book
Kashf al Astar
Majmaul Zawaid
Matalib al Aliyah
Ittihaafus Sadatul
Mukhtasar Zawaid
Scan's Pages
📚📄👇🏼

✅ Thanks to
Zeeshan Refaie








*↪Kya 3 Masaajid ke alawa Safar Karna Najayz Hain❓*

✔Aye dekhte hai wo Hadees,

🌹Rasoolullah صَلَّى اللّٰهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ ka irshad hai ke :
“Kisi dusre Masjido ke liye Safar nahi kiya jana chahiye lekin 3 Masaajid ke alawa: Masjid-e-Haram, Masjid-e-Nabawi صَلَّى اللّٰهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ aur Masjid-e-Aqsa”.

📙(Is Hadees ko Imam Bukhari wa Muslim ne Riwayat kiya hai,
📝Sahih Bukaari – 1189,
📝Sahih Muslim –1397).

*📝 Is Hadees Ka Matlab Muhadees Se Samajte Hain*

AL JAWAB 1️⃣

📔“Fataul Bari Sharah Saheeh Bukhari “
Imam Ibne Hajar رحمة الله عليه​ Farmate Hain

3 Masjid Ke Ilawa Or Jagah Safar Karne Pe Mana Farmana Yeh Hurmat (Haram) Par Mabni Nahii Isliye Ke Nabi-E-Pak صَلَّى اللّٰهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ Ne Khud Sawari Par Quba Masjid Ko Ziyaraat Ke Liye Tashreef Le Jate The,

Scan Page 👇🏻👇🏻

AL JAWAB 2️⃣

Allama Taqi-uddin Al Husni Damishqi رحمة الله عليه​ Apne Kitaab Mein Farmate Hain,

Is Hadees Ka Talluq Ziyaraat e Qaboor Ke
Hawale Se Nahi Hain
Is Hadees Ka Talluq Itna hi Hain Masjid Nabwi صَلَّى اللّٰهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ, Masjid Harahm, Masjid Aqsa, Mein Namaz Padne Ki Fazilat Zyada Hain Dusri Masjido Se

Scan Page 👇🏻👇🏻

AL JAWAB 3️⃣

📔Saheeh Bukhari
Baab (Chapter) Masjid e Quba

Hadees No 1,151

Nabi-E-Pak صَلَّى اللّٰهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ Masjid e Quba Ziyarat Ke Liye Sawari Par Bhi Gaye Or Paidal Bhii

Scan Page 👇🏻👇🏻

AL JAWAB 4️⃣

📔Sunan Tirmizi
Nabi-E-Pak صَلَّى اللّٰهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ Ne Farmaya Masjid e Quba Mein Namaz Padna Umrah Karne Ka Sawab Milta Hain

Or Isliye Nabi-E-Pak صَلَّى اللّٰهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ Quba Masjid Ko Ziyaraat Ke Liye Tashreef Le Jate

📑Scan Page 👇🏻👇🏻👇🏻





No comments:

Post a Comment

Radde Wahabiat Images | post