Tuesday, 14 August 2018

Imam E Aazam Hazrat Abu Hanifa Alaihirrahma.

Ilm Ka Samundar Imam E Azam Abu Hanifa Radiallahu Taala Anhu

‎وعن بن عيسى بن الطباع سمعت روح بن عبادة يقول كنت عند بن جريج سنة خمسين ومائة فأتاه موت أبي حنيفة فاسترجع وتوجع وقال أي علم ذهب قال وفيها مات بن
‎جريج وقال

Ibn Isa Ibn Tabba Rahmatullah Alaihi
Rivayat Karte Hain Ke Mai Ne Rwh Ibn Ubadah Rahmatullah Alaihi Ko Farmate Huwe Suna Ke Wo Ibn Juraij Rahmatullah Alaihi Ke Pas The 150hj Me Us Waqt Un Ke Pas Imam Abu Hanifah (Rah) Ke Inteqal Ki Khabar Pahunchi, Tu Unhone Innalillah Padha Aur Gham Ka Izhar Kiya, Aur Farmaya Bahot Bada Ilm Chalagaya , Aur Usi Saal Ibn Juraij Rahmatullah Alaihi Ka Bhi Inteqal Hoga.

Reference: Imam Ibn Hajar al-Asqalani in Tahdhib ut Tahdhib, Volume No.10, Page No. 402

📚Scan Page 👇🏻👇🏻



No comments:

Post a Comment

Radde Wahabiat Images | post