*Ramzan Special Part-1*
بسم اللہ الرحمٰن الرحیم.
الحمد للہ رب العالمین والعاقبة للمتقين، والصلوة والسلام على خاتم الأنبياء والمرسلين سيدنا ومولانا محمد، وعلى آله وصحبه اجمعين بارك وسلم تسليماً كثيراً كثيرا.... اما بعد
"Chand Dekhne Ka Bayan"
*Quran*
Aye Mehboob Tum Se Chand Ke Bare Me Sawal Karte Hain, Tum Farma Do Wo Logon Ke Kamo Aur Haj Ke Liye Awqaat Hain.
{القرآن، الجزء-2، سورة البقرة-189}
*Hadees* 📚
Chand Dekh Kar Roza Rakhna Shuru Karo Aur Chand Dekh Kar Aftar Karo, Aur Agar Abar (Badal) Ho To Shaban Ki Ginti 30 Ki Puri Karo.
{صحیح البخاري، كتاب الصوم، الحديث-1909}
*Hadees* 📚
Ummul Momineen Hazrat Aisha رضی اللہ تعالٰی عنہا Se Riwayat Hai Rasool صلى الله عليه وسلم Shaban Ke Mahine Ki Is Qadar Hifazat Karte Ki Itni Kisi Aur Mahine Ki Nahi Karte, Phir Chand Dekh Kar Ramzan Ke Roze Shuru Karte, Agar Abar Hota To 30 Din Shaban Ke Pure Kar Ke Ramzan Ka Roza Rakhte.
{ سنن أبي داود، كتاب الصيام، باب إذا أغمي الشهر، الحديث-2325}
To Be Continued=>
Kaleem Hanfi Razvi
0091-9820672770
*Ramzan Special Part-2*
Chaand Ke Hawale Se Masayel Fiqhe Hanafi Ki Roshni Me,
Mas'ala: ✍
5 Mahino Ka Chand Dekhna Wajibe Kifayah Hai.
1> Shaban
2> Ramzan
3> Shawwal
4> Zee Qadah
5> Zil Hijjah
Shaban Ka Is Liye Ki Agar Ramzan Ka Chand Dekhte Waqt Abar Ya Gubaar Ho To Ye 30 Ki Ginti Puri Kar Ke Ramzan Shuru Kare, Aur Ramzan Ka Is Liye Ki Roza Rakhna Hai, Shawwal Ka Is Liye Ki Roza Khatm Karna Hai, Aur Zee Qadah Ka Is Liye Ki Zil Hajja Me Chand Dekhna Hai Aur Zil Hajja Ka Is Liye Ki Baqra Eid Karni Hai.
{الفتاوى الرضوية، جلد-10، صفحہ-451}
Mas'ala: ✍
Kisi Ne Ramzan Ya Eid Ka Chand Dekha Magar Uski Gawahi Qubool Na Hui Fasiq (Dadhi Katta, Ya Khule Aam Gunahe Kabira Karne Wala Fasiq Hai) Hone Ki Wajah Se, Ya Kisi Eik Hi Admi Ne Chand Dekha Aur Uski Gawahi Maani Nahi Gai To Ab Ye Bhi Roza Rakhe Agarche Isne Chand Dekha Ho, Isko Roza Todna Jayez Nahi, Aur Todega To Kaffara Lazim Nahi.
{Bahar-E-Shariat, Hissa-5, Page-975}
To Be Continued=>
Kaleem Hanfi Razvi
📱0091-9820672770
_____________________________________

*🌙SAUDI KE CHAND KO DEKH NE SE HAM INDIA ME RAMZAN YA EID NAHI KAR SAKTE🌙*
*SAHABA E KIRAM رضى اللّٰه تعالیٰ عنهم DUSRE MULK KA CHAND DEKH KAR RAMZAN YA EID NAHI KARTE JAB TAK KHUD CHAND NA DEKH LETE DEKHIYE HADEES👇🏻*
📖EK BAAR MULK E SHAM ME 29 KO RAMZAN KA CHAND NAZAR AGYA AUR MADEENA SHAREE ME 29 KO NAZAR NAHI AYA
MADEENA SHAREEF NE 30 KO NAZAR AYA TO MADEENA SHAREEF WAALE 30 SE ROZA RAKHE AUR
MULK E SHAAM WAALE 29
📚SAHIH MUSLIM .📚ABU DAWOOD. 📚TIRMIZI SHAREEF. 📚SUNAN NISAI. 📚MASNAD E AHMAD. 📚IBNE KHUZAIMA. 📚BEHQI .📚DARUL QUTNI
ME HADEES MARWI HAI
📝HADEES E PAK
📖HAZRAT E KORAIB رضي الله ﺗﻌﺎﻟﯽٰ عنه BAYAAN KARTE
HAI HAZRAT UMME FAZAL BINTE HAARIS رضي الله تعالى عنها NE INHE HAZRAT AMEER MAVIYA رضي الله ﺗﻌﺎﻟﯽٰ عنه KI KHIDMAT ME MULK E SHAAM BHEJA
FARMATE HAI SHAM AANE KE BAAD MAINE SAYEDA UMME FAZAL رضي الله تعالى عنها KA KAAM PURA KIYA.
MAIN ABHI SHAM ME HI MUQEEM THA KE RAMZAN KA CHAND NAZAR AAGYA.
MAINE SHAB E JUMA (29 SHABAAN) ME RAMZAN KA CHAND DEKHA.
MAHINE KE AKHIR ME JAB MAIN MADEENA MUNAWWARA AYA TO HAZRAT ABDULLAH BIN ABBAS رضي الله ﺗﻌﺎﻟﯽٰ عنه NE MUJHSE (HAAL E AHWAAL) DARIYAAFT KIYA FIR UNHONE HILAAL E RAMZAN (CHAND) KA ZIKR CHHEDA AUR DARIYAFT KIYA TUMHE YE HILAAL (CHAND) KAB DEKHA THA?.
TO MAINE ARZ KI HAMNE ISE SHAB E JUMA (29 SHABAAN) ME DEKHA THA TO HAZRAT IBNE ABBAS رضي الله ﺗﻌﺎﻟﯽٰ عنه NE DARIYAFT KIYA .
KIYA TUMNE ISE KHUD DEKHA THA ?
MAINE KAHA JI HAAN AUR DUSRE LOGON NE BHI ISE DEKHA THA. UNHONE AUR HAZRAT E MAVIYA رضي الله ﺗﻌﺎﻟﯽٰ عنه NE BHI AGLE DIN ROZA RAKHA THA TO
HAZRAT IBNE ABBAS رضي الله ﺗﻌﺎﻟﯽٰ عنه NE FARMAYA HAMNE TO HAFTE (SATURDAY 30 SHABAAN) ISE DEKHA THA AUR HAM 30 DIN TAK ROZA RAKHTE RAHENGE YA FIR YE HAI KI HAME (ISSE PAHLE HI IDUL FITR KA CHAND) NAZAR AJAYE .
MAINE KAHA KYA HAZRAT MAVIYA رضي الله ﺗﻌﺎﻟﯽٰ عنه KA CHAND DEKH LENA AUR ROZA KAAFI NAHI HAI?.
TO HAZRAT IBNE ABBAS رضي الله ﺗﻌﺎﻟﯽٰ عنه NE JAWAAB DIYA NHI . NABI E KAREEM ﷺ HAME IS NOIYAT KA HUKM DIYA.
📔1.(SAHIH MUSLIM, JILD-2, KITAABUS SEYOM, HADEES NO.2424, PAGE NO.26,27)
📔2. SUNAN TIRMIZI, JILD-1, HADEES NO.693
📔3. ABU DAWOOD, JILD-1, HADEES NO.2332
📔4. SUNAN NISAI, HADEES NO.2111
📔5. MASNAD E AHMAD, HADEES NO.2790
📔6. IBNE KHUZAIMA, HADEES NO.1916
📔7. BEHAQI SHAREEF , HADEES NO.7994
📔8.DARUL QUTNI, HADEES NO.21
WAHABIYO AQAL KE ANDHO BATAO TUM AB KISE HAQ PAR AUR KISE GUMRAH KAHOGE ??
MULK E SHAAM WAALE 29 KO CHAND DEKH KAR ROZA RAKHNA SHURU KAR DIYA THA PAR MADEENA SHAREEF ME 29 KO CHAND NAZAR NAHI AYA THA .
MADEENA SHAREEF WAALE ROZA NAHI RAKHE THE JAB 30 KO CHAND NAZAR AYA TAB MADEENA SHAREEF WAALE SATURDAY SE ROZA RAKHNA SHURU KIYA.
AUR HAZRAT E KORAIB رضي الله ﺗﻌﺎﻟﯽٰ عنه AKAR BATA RAHE HAI KI HAM LOG AUR SAARE LOGON NE SHAAM ME 29 KO CHAND DEKHA HAI FIR BHI HAZRAT IBNE ABBAS رضي الله ﺗﻌﺎﻟﯽٰ عنه FARMA RAHE HAI KI HAM 30 KO CHAND DEKHE HAI AUR HAM 30 SE HI ROZA PURA KARENGE HAME ALLAH ﷻ KE RASOOL ﷺ NE ISI NUIYAT KA HUKM DIYA .
MATLAB KI JIS DIN CHAND DEKHO USI DIN SE ROZA RAKHO .
SAHIH BUKHARI AUR SAHIH MUSLIM ME KASRAT SE HADEES MAOJOOD HAI.
HUZOOR E PAK ﷺ NE FARMAYA CHAND DEKHE BEGAIR ROZA NA RAKHO AUR CHAND DEKHE BEGAIR EID NA KARO AGAR ☁️ BADAL CHHAYE HO TO MAHINE 30 PURE KARLO .
JAISA KE MADEENA SHAREEF WAALE KO 29 KO CHAND NAZAR NAHI AYA TO WO LOG MAHINE KE 30 PURE KAR LIYE AUR 30 KO CHAND DEKHKR ROZA RAKHA.
THIK ISI TARAH HAM AHLE SUNNAT BHI 29 KO CHAND NAZAR NA AANE PAR 30 KO ROZA RAKHENGE YA FIR 29 KO CHAND NAZAR AGAYA KO EID KRLENGE إن شاء الله
JO BHI KARENGE PYAARE AAQA NABI E RAHMAT ﷺ KE FARMAN KE MUTABIK KARENGE KISI COUNTRY KI DEKH KAR NAHI KARENGE.
📑Look All Scan👇🏻
No comments:
Post a Comment