पोस्ट:1
#ये_फातिहा_और_नियाज़_यह_ईसाले_सवाब_है❓*
सब से पहले ये जान लो कि यह फातिहा,नियाज़,तिजा, चलीसवा,यह सब ईसाले सवाब है। *ईसाले सवाब यानी अपने वफात पाये, गुजर चुके (इंतेकाल हुए) लोगो को सवाब पहुंचाना है।*
हर नेक अमल करके ईसाले सवाब किया जा सकता है।
जैसे गरीबो को सदका देना,लोगो को खिलाना,पानी पिलाना,कुरआ़न पढना,मस्जिदो को तामिर करना,मदरसे बनवाना,यह सब नेक अमल है।
इन नेक अमल को कर के हम रब के बारगाह में दुआ करते हैं कि इसका सवाब हमारे बूजूर्गों को अता फरमा।
कुछ लोग खाना सामने रख कर कुरआ़न पढते है और दुआ करते है कि जो कुछ पढा या लोगो को खिलाया इसका सवाब हमारे बूजुर्गो को अता फरमा।
सोचो भाईयो यह कैसे शिर्क हो सकता है,अब कुछ लोग ये भी कहेंगे कि क्या ऐसा हमारे नबी अलैहीस्सलाम ने किया?
तो मै उनसे यही कहुंगा जो चिज़ कुरआन या हदीस मे मना नही वो कर सकत हैे क्यों कि यह अच्छा अमल है ईसाले सवाब हदीस से साबित है बस तरीका बदल चुका है,नाम बदल चुके है,मकसद तो वही है ईसाले सवाब।
आईये हदीस देखते है👇
हदीस शरीफ:
*_हज़रत साद बिन उबदा रदीअल्लाहु अन्हु बयान करते है कि उन्होने कहा या रसुलूल्लाह صلی اللہُ علیہِ و آلہِ وسلمِ साद कि वालिदा फौत हो गई पस किस चिज़ का सदक़ा करना सब से अफज़ल है? तो हुज़ूर अलैहीस्सलाम ने फरमाया पानी का,उन्होने कुआ खुदवाया और कहा ये कुआ साद कि मां के लिए है।_*
*[¤ SUNAN ABU DAWOOD, KITAB UL ZAKAT, JILD1]*
इस हदीस पाक से पता चला कि लोगो को पानी पिलाने से भी मरहुम को सवाब मिलता है तो खाना खिलाना भी बेहतरीन अमल है,इसका सवाब कैसे नही मिलेगा भाईयो?
#नोट: जो गन्हेगार होता है उसको ईसाले सवाब कि वजह से अज़ाब मे कमी आती है और जो नेक होते है उनके दरज़ात बूलंद होते है।इन गर्मीयो के दिनो मे पानी का इंतेज़ाम जरुर करे लोगो को पानी पिलाये यह भी नेक अमल है।
*_🙏🏻शिर्क कि तोहमत लगाने से बचो भाईयों यह बहोत बडा गुनाह है क्यों कि अगर तुम जिनपर तोहमत लगा रहे हो वह अमल अगर शिर्क साबित नही हुआ तो शिर्क लौटकर तुमपर आयेगा,बराये महेरबानी थंडे दिमाग से सोचे और उम्मत को और गुमराह होने से बचाये_*
http://sunniaqaidkks.blogspot.com
पोस्ट 2
*कुंडे कि फातिहा करना कैसा?*
बहोत से लोग रज्जब के महिने मे खिर पुरीया बनाते है और लोगो को खिलाते है। इसपर अजिब तरह के लोग शिर्क बिदत के फतवे देते है।
याद रहे यह जो कुंडो कि फातिहा होती है यह न फर्ज है न वाजिब न ही सुन्नत यह मुस्तहब अमल है करे तो सवाब न करे तो कोई गुनाह नही। यह ईसाले सवाब है। जो ईमाम जाफर सादीक रदीअल्लाहु अन्हु के लिए ईसाले सवाब करते है।
नियाज़, फातिहा, तिजा, चालिसवा यह सब ईसाले सवाब होता है। बस नाम अलग है। यह आप साल भर मे कभी भी कर सकते है।
ईसाले सवाब पहुंचाने कि दलिल हमको हदीस पाक में मिलती है👇
◼हदीस शरीफ:
हज़रत साद बिन उबदाह रदीअल्लाहु अन्हु ने अर्ज की__
"या रसुलूल्लाह ﷺ मेरी मां इंतेकाल कर गई है कौन सा सदका अफज़ल रहेगा"?
सरकार अलैहीस्सलाम ने फरमाया__'पानी'..चुनानचे उन्होने एक कुंआ खुदवाया और कहा__"ये उम्मे साद रदीअल्लाहु अन्हु के लिए है."
*📚{Sunan Abu Daud,Jild:2 Safa:53}*
#नोट:लोग इसको फर्ज के बराबर मान रहे है,अगर नही करेंगे तो कुछ बुरा होगा। यह सब गलत बाते अवाम में मशहुर है। और लोग यह भी कहते है कि इस खाने को मगरीब होने से पहले खत्म करो,मिठा ही बनाओ, यह सब गलत है मेरे भाईयों तुम दाल चावल भी खिलाओ मरहूम को सवाब पहुंचेगा।
(यह फातिहा करते वक्त हज़रत आमिर मुहाविया रदीअल्लाहु अन्हु को भी सवाब नज्र करे)
(नमाज़ क़ायम करो मेरे भाई यो😣)
✍🏻#SunniTiger
POST:1
Hadees shareef:
📝Hazrat Imam Abu *Daud* Sajistani رحمة الله عليه Al Mutawaffah *275* Hijri Hadith Code Karte.
🌹Hazrat Abdullah Bin Abbas رضي الله عنه Se Riwayat Hai Ek Shakhs Rasool Allah ﷺ Ki Bargah Me Hazir Hua Aur Arz Kiya Ya Rasool Allah ﷺ Meri Walida (Mother) Ka Inteqal Ho Gaya Hai Agar Me Unki Taraf Se Sadqa Karon To Kya Unko Iska Sawab Milega?
*Rasool Allah ﷺ Ne Farmaya Haa To Us Shakhs Ne Kaha Mera Ek Khajoor Ka Bagh Hai Aap Gawah Rahe Mene Use Apni Maa Ki Taraf Sadqa Kar Diya Hai*
Yani Sahabi (رضي الله ﺗﻌﺎﻟﯽٰ عنه) Ne Us Bagh Ko Apni Maa Ke Liye Khaas Kar Diya Matlab Fatiha Ab Jo Bhi Us Bagh Se Khajoor Khayega Uska Sawab Unki Maa Ko Pauchege *Isi Ko To Fatiha Kehte Hai Usme Bhi Khana Bana Kar Gareeb Ko Khilaya Jata Hai Aur Uska Sawab Marhumin Ko Milta Hai.*
Reference:
{Sunan Abu Dawud,Vol :4, Hadees :2882}
Scan Page👇🏻
POST:1
*Khana Saamne Rakh K Kalam E Ilahi Padhne Ka Saboot*
Hadees
Hazrat Anas رَضِیَ اللهُ عَنْهُ farmate hai jab Nabi e Paak صلى الله عليه و آله وسلم ne Hazrat Zainab Radi Allaho Anha Se Nikah Kiya To Meri Walda Hazrat Umme Sulaim Radi Allaho Anha Ne Hais (Sattu,Ghee, Or Khazoor Se Bana Huwa Khana) Bana Kar Ek Tabaq me Rakha Or Mujhe Kaha Ise Nabi e Karim صلى الله عليه و آله وسلم Ki Khidmat e Aqdas Me Le Jao Main Khidmat e Aqdas صلى الله عليه و آله وسلم Me Hazir Huwa To Nabi E Karim صلى الله عليه و آله وسلم Ne Farmaya Jao Or Musalmano Me Se Tumhe Jo Mile Usse Bula Lao Mujhe Jo Mila Bula Laaya or Nabi e Akram صلى الله عليه و آله وسلم Ne Dua Padha or Jo Kuch Rab Ko Manzoor Tha wo Aap ne Dua Me Padha Phir Log Ghar Me Dakhil Hote Khana Khate Aur Nikal Jaate Sab Ne Sair Hokar Khaya Or Chale Gaye Kuch Log Baithe Rahe Unho Ne Lambi Baatein Shuru Kardi Nabi E Karimصلى الله عليه و آله وسلم Unhe Kuch Kehne Se Haya Karte The Nabi E Paak صلى الله عليه و آله وسلم Ghar Se Bahar Tashrif Le Gaye Magar Woh Log Wahin Bethe Rahe.
Us Wakt Allah Ta’ala Ne ye Aayat Nazil Farmaya.
Aye Imaan Waalo Nabi e Pak صلى الله عليه و آله وسلم K Ghar Me Begair Izazat Dakhil Na Huwa Karo, Na Khane K Wakt Taktey Raha Karo Haa Agar Tumhe Khane Pe Bulaya Jao To Jarur Aao Lekin Khana Khane K Baad Chale Jaya Karo Baatein Karne Me Na Lage Raho Tumhari Ye Harkatein Nabi e Karim صلى الله عليه و آله وسلم Ko Taklif Deti Hai Magar wo Sharm Ki Wajah Se Tumhe Kuch Nahi Kehte Or Allah Taala Haq Baat Kehne Me Sharm Nahi Karta
*(Surah Ahzaab Ayat 53)*
Reference :
*(Sahi Muslim Vol : 02 , Kitab No 16 Kitabun Nikah, Baab : Ummul Momineen Zainab Bint Jahsh k Nikah Ka Bayan aur Hizab k Mutaalik Nuzool e Wahi Ka Bayan, Hadees : 1428)*
*(Jamai Tirmizi Kitab No 47 Kitabut Tafseer, Hadees : 3524)*

DALIL TABLIG JAMAAT DEOBAND SE.
Post:1
ISMAIL DAHELVI WASEELA Or FATIHA
Ahle Hadees Ke Nazdeek Ismail Dehlvi Ka Maqaam wa Martaba
Ahle Hadees Log Shah Ismaail Dehlvi Ko Pakka Ahlehadees Maante hai,
Shah Ismaail Dehlvi ke bare Ahlehadees Hazraat ke Munaazir Sanaullah Amritsari Sahaab Farmaate hai ke Aap
‘PAKKE Ahlehadees The’.😀
(Fataawa Sanaaiya : Jild 1 : Safa 381)
Scan Page
ISMAIL DEHLVI FIRQA Ahle Hadees wa deoband dono Ke Aalim The
Ismail Dehlvi Apne Kitab "Sirat e Mustaqeem" Safa no 215 Par Likhta Hain👇
Zikar ke Fayde Ke liye:
Talib Ko Chaiye Ki Pehle Ba Wazoo Baitke
Hazrat Moinuddin Chishti Ajmeri,Hazrat Khwaja Qutubuddin Bakhtiyar Kaki , Wagera Awliya Ke Naam Ka Fatiha Padkar Bargah e Khuda Wandi Mein In Buzrugo Ke Tawasul (Waseele) Se Dua Kare
(Aab Lagao Fatwaa)
Scan Page
[Sirat e Mustaqeem" Safa no 215]
👇🏻👇🏻👇🏻👇🏻👇🏻

POST :3
*Deobandi Dharam Me Imam Hussain Ke Sabeel Ka Sharbat Haram But Hindu RSS Ke Piyao Ka Pani Aur Parsaad Khana Holi Ki Mithai Jais Hai*
G Ha Ye Me Nahi Balke Deobandiyo Jamatiyo Ke Peer Jo Markar Mitti Me Mil Chuke *Mulla Rashid Ahmak Gangohi Deobandi* Jo Sare Deobandiyo Ke Bid'ati Aqeede Ki Buniyad Hai Wo Likhta Hai
_Muharram Me *Zikr e Shahadat Hazrat Imam Hussain* Radi'Allahu'Anhu Agarche Ba *Riwayat Sahi* Se Ho Ya Sabeel Lagana Sharbat Pilana Ya Chanda Sabeel Ya Sharbat Me Ya Doodh (Milk) Pilana Sab_ *Najais o Haram Hai*
Hawala Fatawa Rashidya Safa *149*
*Hindu RSS* _Jo Pani Piyao Ka Lagate Hai Jisme Hinduo Ka *Sood Byaaj* Ka Paisa Laga Kar Kharch Karte Hai Musalmano Ka Uska Pani Pina Kaisa Hai_
*Rashid Ahmak Gangohi Deobandi Jawab Deta Hai* Hinduo Ke Piyao Se Pani Pina *Jais Durust Hai*
Hawala Note Fatawa Rishi Urf Rashidya Safa *575*
Aage Chale Inhi *Rashid Ahmak Deobandi* Se Sawal Hua Ki
*Hindu Festival Holi Diwali* _Me Apne Ustad Ya Hakim Naukar Ko Kheer Ya Pori (Kachaudi) Aur Kuch Khana Bataur Gift Bhejte Hai Un Chizo Ka Lena Khana Musalmano Ke Liye Kaisa Hai_?
*Jawab Durust Hai Jais Hai Khana*
_Dekh Rahe Hai Deobandi Dharam Ki Dogly Policy Ki_ *Sahi Authentic Riwayat Se Zikr Shahadat e Hussain Karna Haram Sabeel e Hussain Ka Sharbat Pina Use Lagana Usme Chanda Dena Haram* (Maaz'Allah)
*But Jab Deobandiyo Ke Apne Asli Dharam Hinduism Ki Baat Aai To Holi Diwali Ki Mithai Pori Jo Buth Ke Naam Par Hoti Hai Parsaad Aur Sood Byaaj Ke Paise Se Laga Hinduo Ka Piyao Ka Pani Pina Sab Jais o Sawab Hai*
_Ye Bughz e Hussain Nahi To Aur Kya Hai Ye Hindu Nawazi Nahi To Kya Hai_
*Deobandi Book Originally Scan Page Here*
📄❓👇🏼
POST:4
No comments:
Post a Comment