Tuesday, 19 February 2019

Shafa'at

POST-1

🌹Hazrat Abu Hurairah رضي الله ﺗﻌﺎﻟﯽٰ عنه Se Rivayat Hai Ke Rasoolullah صلى اللّٰه تعالىٰ عليه وسلم Ne Farmaaya :

«أَنَا سَيِّدُ وَلَدِ آدَمَ يَوْمَ الْقِيَامَةِ، وَأَوَّلُ مَنْ يَنْشَقُّ عَنْهُ الْقَبْرُ، وَأَوَّلُ شَافِعٍ وَأَوَّلُ مُشَفَّعٍ»

*Qiyaamat Ke Din Mai Aulaad e Aadam Ka Sardaar Hu, Aur Mai Pehla Shaks Hu, Jiski Qabar [Qiyaamat Ke Din] Khulegi Aur Mai Pehle Sifaarish Karne Waala Hu Aur Pehle Mere Sifaarish Qubool Ki Jaayegi.*

📔(Saheeh Muslim : Hadees no 5940, Darus-salaam Edition, Dusra Nusqa : Jild 4 : Safa 1782, Egypt Edition)

📑Scan Page : Darus-salaam Edition👇🏼


No comments:

Post a Comment

Milaad ke waqt shaitan roya tha | shaitan kab roya tha?

 Dalil Wahabio Ki Kitaab se. *अब्बा का रो रो कर बुरा हाल तो बच्चों का क्यों ना हो* 12 Rabi ul-Awwal Ko Hum Sunni Barelvi Khushiyan Manate Ha...