POST:1
char ayaten padhkar khud ko bht ilm wala samajhne wale har jahil wahabi k liye lamhe fikr. 👇🏻
deen ki samajh hasil karna har ek k bus ki bat nahi. .
al quran.
sureh tauba.
ayat. 123
👇🏻
*💥Kya Quran ko samjhna aasan hai?*
Agar Quran ko samjhna itna hi aasan hota jitna yeh wahabi bolte hai to Quran ki yeh ayat KA Kya matlab hoga
📖Surah 21 ayat 7
Ae logo ilm walo se pucho agar tumhe ilm na ho
Yaha khud Quran keh raha hai ilm walo se pucho aur tum kehte ho khud hi samjho ab kiski baat maane Quran ki ya wahabi ki
Ilm walo se puchne KA maqsad Kya hai
📖Surah 2 ayat 26
Allah bahutro ko is (Quran) se gumrah karta hai aur bahutro ko Hidayat farmata hai aur is (Quran) se unhe gumrah karta hai jo behukm hai
Yaha to Allah subhana farma rahe hai ki Quran padhkar kuch log gumrah ho jayenge aur kuch Hidayat payenge agar Quran samjhna itna aasan hota to yeh ayat kyun nazil hoti
📖Surah Al Imran ayat 7
Wahi hai jisne tum par yeh kitab utari iski (Quran) ki kuch ayate saaf maana rakhti hai woh kitab ki asal hai aur dusri woh hai Jin ke maana me istabah hai woh Jin ke dilo me kaji hai woh istebah wali ke piche padte hai gumrahi chahne aur uska pehlu dhundhne ko aur uska thiq pehlu Allah hi ko maloom hai aur pukhta ilm wale kehte hai hum is par imaan laye sab hamare rab ke pass se hai aur nasihat Nahi maante magar aqal wale
Upar ayat me saaf likha hai kuch ayate saaf wajeh (clear) meaning wali hai aur kuch ayate istebah (jiska meaning clear Nahi hai/matlab chupa hua hota hai) hai. Ab kaise pata chalega kaunsi ayat muhakam hai aur kaunsi mutashabehat hai bagair ilm ke to log kaise samjhenge
🌹Hadees 01 :
Hazrat Abdullah ibn Abbas رَضِیَ اللهُ عَنْهُ se rivaayat hai ke, Rasool Allah صلى الله عليه و آله وسلم ne Farmaya
" مَنْ قَالَ فِي الْقُرْآنِ بِغَيْرِ عِلْمٍ فَلْيَتَبَوَّأْ مَقْعَدَهُ مِنَ النَّارِ "
“Jo Shakhs ne Qur’an me (Baghair Ilm ke) apni Raa’i chalaayi Wo Apna Thikaana JAHANNUM me bana le.”
Reference :
📒(Jamai Tirmizi, Vol : 04, Kitab No 47 - Kitab Tafseer Al Quran, Hadees : 3204)
🌹Hadees 02 :

" وَمَنْ قَالَ فِي الْقُرْآنِ بِرَأْيِهِ فَلْيَتَبَوَّأْ مَقْعَدَهُ مِنَ النَّارِ
“Jo Shakhs baghair Ilm ke Qur’an me Kalaam kare, Wo Apna Thikaana JAHANNUM me bana le.”
Reference :
📒(Jamai Tirmizi, Vol : 04, Kitab No 47 - Kitab Tafseer Al Quran, Hadees : 3205)
➡Is hadees se saaf Zahir ho Gaya ki bagair ilm ke apni rai se Quran samjhne wala jahannami hai
▶Ab kiski baat maane Quran aur hadees ki ya wahabi ki
POST:2
ye msg un jahil wahabi aihle hadis naujawan google muftiyo k liye hai jo ulama ko chodkar bagair ilm k apni tarafse quran ki tafseer karte hai. 👇🏻
Quran Me Tafseel Bil Rai Karne Waala Jahannami Hai
DAUR E HAZIR KA SABSE BADA FITNA TAFSEER BIL RAI
Imam Abu Isaa Tirmizi Apni Sunan Me Ek Baab Kayam Karte Hai
“UN LOGO KA BAYAN JO QURAN KI TAFSEER APNI RAI SE KARTE HAI”
Uske tahet 03 hadees naql ki aajke Wahabi Jhola aur fake peer padhe aur ibrat le.
Hadees 01 :
Hazrat Abdullah ibn Abbas رَضِیَ اللهُ عَنْهُ se rivaayat hai ke, Rasool Allah ne Farmaya

(Jamai Tirmizi, Kitab No 47 - Kitab Tafseer Al Quran, Pg : 651 Hadees : 2950)
قَالَ أَبُو عِيسَى هَذَا حَدِيثٌ حَسَنٌ صَحِيحٌ
Imam Abu Isa Tirmizi Farmate Hai Ye Hadees Hasan Sahi Hai.
Hadees 02 :
Hazrat Abdullah ibn Abbas رَضِیَ اللهُ عَنْهُ se rivaayat hai ke, Rasool Allah ﷺ ne Farmaya
Jisne Wo Kaha Jo Mujhse Saabit Nahi Wo Apna Thikana Jahannam Me Bana Le.

(Jamai Tirmizi, Vol : 04, Kitab No 47 - Kitab Tafseer Al Quran, Pg : 652, Hadees : 2951)
الَ أَبُو عِيسَى هَذَا حَدِيثٌ حَسَنٌ
Imam Abu Isa Tirmizi Farmate Hain Ye Hadees Hasan Hai.
Hadees 03 :
Jundab bin Abdullah رَضِیَ اللهُ عَنْهُ se rivaayat hai ke, Rasool Allah ﷺ ne Farmaya
“Jis Shakhs ne Qur’an me (Baghair Ilm ke) Apni Raa’i chalaayi aur Sahih baat Pa li bhi to bhi Usne GHALTI ki.”
Reference :
Hadees 03 : zi, Vol : 04, Kitab No 4 7 - Kitab Tafseer Al Quran, Hadees : 2952)
قَالَ أَبُو عِيسَى هَذَا حَدِيثٌ غَرِيبٌ
Imam Abu Isa Tirmizi Farmate Hain Ye Hadees Gharib Hai.
(Sunan Abu Dawood, Kitab No 26 Kitabul Ilm, Baab No 04 - Kalami Fi Kitabillahi BiGairil Ilm, Hadees : 3644)
SCAN PAGE 👇🏻👇🏻

No comments:
Post a Comment