POST:1
Hazart Owf Bin Malik Ashja’i ﺭﺿﯽ ﺍﻟﻠﻪ ﻋﻨﮧ Riwayat Karte Hain Ki
Huzoor Nabi-E-Akram ﷺ Ne Farmaya :
Tum Jaante Ho Raat Mere Rab Ne Mujhe Kya Ikhtiyaar Diya Hai ?
Hum Ne Arz Kiya : Allah عزوجل Aur Us Ka Rasool (ﷺ) Sab Se Behtar Jaante Hain.
Aap Rasool Allah ﷺ Ne Farmaya :
Us Ne Mujhe Yah Ikhtiyaar Diya Hai Ki Agar Mein Chaahun To Meri Nisf Half Ummat Ko (Bila Hisab-O-Kitab) Jannat Me Daakhil Kar Diya Jaaye Yaa Yah Ki Mein Shafa’at Karoo’n, Meri Shafa’at Ko Pasand Kiya.
Sahaba رضى اللّٰه تعالیٰ عنهم Ne Arz Kiya :
Ya Rasool Allah ﷺ ! Allah عزوجل Se Hamaare Liye Duaa Farmayein Ki Allah عزوجل Hamein (Bhi) Shafa’at Ke Haquedaron Me (Shaamil Kar De Aap Rasool Allah ﷺ Ne Farmaya : Woh Har Musalman Ke Liye Hai.”
{Sunan Ibn Majah,Vol:5,Page:409&410, Hadees:4317}
Scan Page:
POST-2.
Hazrat Anas RadiyAllahu Ta’ala Anhu Riwayat Kartey Hain Ke Ek Shakhs Huzoor ﷺ Ki Khidmate Aqdas Mey Haazir Huwa.
Aap ﷺ Madina Munawwara Mey Jum’a Key Khutba Irshad Farma Rahey They.
Us Ney Arz Kiya (Ya Rasoo lAllah ﷺ!) Baarish Na Honey Key Ba’is Qahat Par Gaya Hey, Lihaaza Apney Rab Sey Baarish Maangiye, To Aap ﷺ Ney Aasmaan Ki Taraf Nigaah Uthaayi Aur Hamey Koi Baadal Nazar Nahin Aa Raha Tha.
Aap ﷺ Ney Baarish Maangi To Fauran Baadalon Key Tukarey Aa Kar Aapas Mey Milney Lagey Phir Baarish Honey Lagi Yahan Tak Ke Madina Munawwara Ki Galiya’n Beh Nikali Aur Baarish Baraabar Agley Jumey Tak Hoti Rahi.
Phir Vahi Ya Dusara Shakhs Khara Huwa Aur Arz Kiya Jab Ke Huzoor Nabi-E-Akram ﷺ Khutba Irshad Farma Rahey They (Ya Rasool Allah ﷺ!) Hum To Garq Honey Lagey Apney Rab Sey Duaa Keejiye Key Is Baarish Ko Hum Sey Rok Dey.
Aap ﷺ Muskuraaye Aur Duaa Ki :
Aye Allah!
Hamarey Ird Gird Barsa Aur Hamarey Upar Na Barsa Aisa Do² Ya Teen³ Martaba Farmaya, So Baadal Chhtney Lagey, Madina Munawwara Key Daaye-Baaye Jaanib Jaaney Lagey Chunaanchey Hamarey Ird-Gird (Khetiyon Aur Fasalon Par) Baarish Honey Lagi.
Hamarey Upar Band Ho Gayi Yoo’n Hee Allah Ta’ala Apney Nabi Ki Barkat Aur Un Ki Qubooliyate Duaa Dikhaata Hey.”
{Sunan ibn Majah,Vol:2,Page:266}
{Sunan Abu Dawood,Vol:2,Page:24}
Scans Page's:
POST-3
Hazart Abu Moosa Ash’ari رضي الله عنه Se Riwayat Hai Ki Huzoor Nabi-E-Akram ﷺ Ne Farmaya :
Mujhe Yah Ikhtiyaar Diya Gaya Hai Khwaah Mein Qayamat Ke Din Shafa’at Ko Chun Loo’n Ya Meri Aadhi Ummat Ko (Bina Hisaab Kitab) Jannat Me Daakhil Kar Diya Jaaye To Meine Us Me Se Shafa’at Ko Ikhtiyaar Kiya Hai Kyon Ki Aam Aur (Poori Ummat Ke Liye) Kaafi Hogi Aur Tum Shaayad Yah Khayal Karon Ki Woh Parhezgaaron Ke Liye Hogi.?
Nahin
Balki Wo (Meri Shafa’at) Bahut Zyaada Gunahgaron, Khatakaron Aur Bura’iyon Me Mubtila Hone Waalon Ke Liye Hogi.”
{Sunan Ibn Majah,Vol:5, Page:404,Hadees:4311}
Scan Page:
POST:4
2 Namaz Ko Ek Waqt Me Jama Karke Padhna Haram Hai But Mera Rasool ﷺ Ka Ikhtiyar Dekho
Quran Shareef Me ALLAH ﷻ Ne Farmaya
Surah Nisa Ayat 103
فَإِذَا قَضَيْتُمُ الصَّلَاةَ فَاذْكُرُوا اللَّهَ قِيَامًا وَقُعُودًا وَعَلَىٰ جُنُوبِكُمْ ۚ فَإِذَا اطْمَأْنَنتُمْ فَأَقِيمُوا الصَّلَاةَ ۚ إِنَّ الصَّلَاةَ كَانَتْ عَلَى الْمُؤْمِنِينَ كِتَابًا مَّوْقُوتًا
Tarjuma Kanzul Imaan:
"Beshak Namaz Musalmano Per Waqt Bandha Hua Farz Hai"
Yaani Har Namaz Ko Waqt Per Padha Jaye Lekin Apne NABI ﷺ Ke Ikhitiyar Per Qurban Jaye ,Hadees Me Aata Hai
“Hazrat Abu Ayyub Ansari Radia Taala Anhu Riwayat Karte Hai Ki Rasool ALLAH ﷺ Ne Hujjatul Wada Ke Mauqay Per Muzdalifa’a Me Maghrib Aur Isha Ki Namazo Ko Ek Saath Jamaa Karke Padha”
Tashrih:Ahnaaf Ke Nazdeek Siwaye Hajj Ke Dono Namazo Ko Ek Waqt Me Karke Padhna Haram Hai Kyukay Sarkar ﷺ Ne Rukhsat ijazat Sirf Arafaat Aur Muzdalifa’a Me Di Hai.
Ab Wahabiyon Ahle'hageeso Deolandiyon Jamatiyon Tathiriyon Ko Chahiye Ki Hajj Karne Jaye Toh Muzdalifa’a Me Maghrib Aur Isha Ki Namaz Ek Saath Na Padhe Balke Alag Alag Pade Sirf Huzoor ﷺ Ko Mukhtar e Qul Manne Walon Ke Liye Hai Na Ki Mohtaj Bebas
Astagfirullah Maaz'allah
{Sahih Bukhari,Vol:2,Pg:421&422, Hadees:1674}
Scan Page:
POST:5
*_Ikhtiyar e Mustafa ﷺ_*
*_Hazrat Bara'a Ibn e Azib Radi'Allah'Anhu Farmate Hai Ki Mere Ek Mamu Jinka Naam Abu Burdah Tha Unhone Eid ul Azha Ki Namaz Se Pehle Qurbani Kar Di_*
_To Unse Rasool Allah ﷺ Ne Irshad Farmaya Tumhari Wo Qurbani To Gosht Ho Gai. (Yaani Qurbani Ka Sawab Nahi Milega)?_ *To Unhone Ne Arz Kiya Ya Rasool Allah ﷺ Mere Paas Ek Palaa Hua 6 Maah Ka Bakri Ka Bacha Hai Uski Qurbani Kar Du?*
_Huzoor ﷺ Ne Irshad Farmaya Iski Qurbani Kar Do . Lekin Ye Ijazat Sirf Tumhare Liye Hai..._ *Tumhare Alawa Kisi Aur Ke Liye 6 Maah Ka Bakri Ka Bacha Kaafi Nahi Hai.*
*Pay Attention*
_Yani Islam Shariyat Me 6 Maah Ke Bakri Ke Bach'chay Ki Qurbani Jais Nahi But Huzoor ﷺ Ka Ikhtiyar e Qul Dekho Ki Huzoor ﷺ Ek Sahabi Ko 6 Maah Ke Bakri Ke Bach'chay Ki Qurbani Jais Kar Diya_
*_Kyun'ke Nabi Mukhtar e Qul Hain Jisko Jo Chahe Ata Karde ﷺ_*
~Kya Abhi Wahabi, Deobandi, Ahle'hagees, Tathiri, Minhaji Padri, Chamar Se Zyada Zaleeel Kahege Ki Unko Kisi Chiz Ka.....Nahi~
*Maaz'allah*
*Reference Book*
_Sahih Bukhari_
Vol *2* Page *59*
*13* _Book Of Two Eid Prayers_
_Hadees_ *955*
*_Scan Page_*
📗📄👇🏻
POST:6
*Huzoor ﷺ Ke Chahne Se Kya Kya Hota Hai*
_ikhtiyaar e Mustafa ﷺ_
_Hazrat Anas Bin Malik Radiallahu'anhu Se Riwayat Hai Ki Rasool Allah ﷺ Ko Jabal e Uhad Sharif Ka Pahad Mount Nazar Aaya To Aaqa ﷺ Irshad Farmaya Ki Ye Uhad Pahad Humse Muhabbat Karta Hai Aur Me Isko Apna Mehboob Rakhta Hon_
*Phir Aaqa ﷺ Ne Irshad Farmaya Ya Allah ﷻ Hazrat Ibrahim Alayhissalam Ne Makkah Mukarrama Ko Haram Banaya Aur Me Madina Munawwara Taiba Ke Sangalfo Ke Darmiyani Hisse Ko Haram Banata Hon*
*Reference Book*
_'Jame Tirmizi Jild 2 Abwab ul Manaqib_ Hadees No *1856*/
*Scan Page*
📕📄👇🏻
POST:6
*💢MALIK E JANNAT HUZOOR ﷺ AUR INKA ZIKAR BULAND O AALA💢*
🌹Hadees.
Ka'ab Bin Ahbar رضي الله ﺗﻌﺎﻟﯽٰ عنه se riwayet hai k adam عليه سلم ne apne betey se farmaya:-
Aye mere abn jab tum ALLAH ﷻ ka zikr karo to us k Nabi Muhammad ﷺ Ka zikr zaroor yaad rakhna.
Bina kisi shak wa shuba k *maine in ka Naam Aasmano par likha dekha tha jab mai abhi jism-o-rooh k darmiyaan tha maine saare Aasmano ka tawaf kiya aur ek bhi aysee jagah na pai jaha Muhammed ﷺ Ka naam naushta na ho.
*Huro k gaalo par.*
*Janati mehlao par.*
*Darakhto k patto par.*
Aur *tubi darqt k patto par.*
Aur *us darkht k patto par jispar jisko sadratul manti kaha jata hai.*
Aur *jannat k rakhwalao ki Ankho par.*
Aur *farishtao ki Ankho k darmiyan me Muhammed ﷺ Likha huwa dekha hai.*
Lehaza tum ko inka zikr khoob khusho wa khuzo k saath kasrat se karna chaye..
Bila shuba k farishte bhi in ko hamesha zikr me rakhte hain..
📚Reference:📚
📔Ibne Asakir Vol 23,
📖Page 281 Darul Fikar Beirut
📑Look Scan👇🏻
POST:7
*💢Ikhtiyar e Mustafa ﷺ💢*
*🐐QURBANI🐐*
*🌹Hazrat Bara'a Ibn e Azib رضي الله ﺗﻌﺎﻟﯽٰ عنه Farmate Hai Ki Mere Ek Mamu Jinka Naam Abu Burdah Tha Unhone Eid ul Azha Ki Namaz Se Pehle Qurbani Kar Di*
To Unse Rasool Allah ﷺ Ne Irshad Farmaya Tumhari Wo Qurbani To Gosht Ho Gai. (Yaani Qurbani Ka Sawab Nahi Milega)? *To Unhone Ne Arz Kiya Ya Rasool Allah ﷺ Mere Paas Ek Palaa Hua 6 Maah Ka Bakri Ka Bacha Hai Uski Qurbani Kar Du?*
Huzoor ﷺ Ne Irshad Farmaya Iski Qurbani Kar Do. Lekin Ye Ijazat Sirf Tumhare Liye Hai...
*Tumhare Alawa Kisi Aur Ke Liye 6 Maah Ke Bakri Ke Bacha Kaafi Nahi Hai.*
*👇🏻Pay Attention👇🏻*
📝Yani Islam Shariyat Me 6 Maah Ke Bakri Ke Bach'chay Ki Qurbani Jais Nahi But Huzoor ﷺ Ka Ikhtiyar e Qul Dekho Ki Huzoor ﷺ Ek Sahabi (رضي الله ﺗﻌﺎﻟﯽٰ عنه) Ko 6 Maah Ke Bakri Ke Bach'chay Ki Qurbani Jaiz Kar Diya.
*🌹Kyun'ke Nabi Mukhtar e Qul Hain Jisko Jo Chahe Ata Karde ﷺ🌹*
*📚Reference Book📚
📒Sahih Bukhari
📖Vol *2* Page *59*
*13* Book Of Two Eid Prayers
Hadees *955*
📑Scan Page👇🏻
DALIL AHLE HADEESO KE GHAR SE.

Allah Talaah Ne Apne Ambiya Wa Awliya Ko Yeh Shaan Aata Ki Hain
Ghaus E Azam Shaykh Abdul Qadir al-Jilani Alayhi Rahma Apne kitaab "Futuh-Al-Ghaib"
Is Kitaab Ki Ibne Temiya Ne Sharah Ki Hain" Haashiya Likhi Hain
Ibne Temiya Al-Harrani Likhta Hain Shaykh Abdul Qadir Jilani rehmatullahi
Farmatey Hain
Allah Talaah Ne Apne Baaz Kitaabo Mein Farmaya “Aaye Adam Ki Aulaad Mai Hi Allah Hoon Mere Siva Koi Ibadat Ke Layaak Nahi Jab Mai Kisi Cheez Ke Liye Kehta Hoon
كُن فَيَكُونُ (KUN faya Kunn) Hoja Toh Wo Cheez Fauran Ho Jaati Hain Tu Meri Itaat Kar Mujse Muhabbat Kar Mera Ho Ja Mai Teri Bhi Shaan Yeh Bana Dunga Agar Tu Bhi Kahega KUN faya Kunn Ho Ja Toh Wo Cheez Ho Jaayegi Aur Tehqeeq Allah Ne Yeh Shaan Bahut Saare Ambiya Ko Bhi Di Hain Awliya Ko Bhi Di Hain AUR Aulaad e Adam Mein Bahut So Ko Di Hain
(Sharah E Futuh-Al-Ghaib" Jild 02, Safa 114)
📚Scan Page
POST:2
No comments:
Post a Comment