Najd Kaha hai Abdul wahab najdi Najd se he tha.
Faishal Sheikh *Najad Kaha'n Hai ??*
Jawab Gair Muqallideen Ke Shaykh ul Arab Wal Ajam Badee uddin Shah Rashdi Se Suniye ..
Unhone Apni Kitab "AQEEDA TAUHEED AUR ULAMA E SALAF KI KHIDMAAT " Me Ibn Abdul Wahhab Najdi Ka Zikr Karke Use Najdi Tasleem Kiya Hai..
Awr Us ilaaqe Ko Bhi Najad Hi Tasleem Kiya Jaha'n Wo Payda Hua...
Scan Apke Samne Pesh e Khidmat Hai..
Lihaza Wahabyo'n Ki Ye Makkari Ki Iraq Najad Hai Sabke Samne Aa Gayi Awr Wo Bhi Unhi Ke Bado Ki Kitabo Se ..
Alhamdulillah...
Scan👇
POST-1.
*💢ibne Abdul Wahab Najdi Wahabi Jamat Ki Peshngoi💢*
🌹Hazrat Syyedina Yusair Bin Amr رضي الله ﺗﻌﺎﻟﯽٰ عنه Se Riwayat Hai Ki Maine Sahal Bin Hanif رضي الله ﺗﻌﺎﻟﯽٰ عنه Se Pucha Ki Kya 'Tumne Rasool Allah ﷺ Se Khawarij (Us Waqt Ke Wahabi) Ke Baare Mein Kuch Suna Hai To Unhone Kaha Ki Maine Rasool Allah ﷺ Ko Ye Kahte Huye Suna Aur Aapne *Iraq* Ki Taraf Haath Mubarak Se Ishara Karte Huye Farmaya Ki Udhar Se Ek *Jamat* Niklegi Aur Ye *Log Quran Majeed Padhe'ge Lekin Quran Majid Unke Halaq Se Neeche Nahi Otrega* Aur Wo Islam Se Is Tarah Bahar Honge Jaise Teer Shikar Ke Janwar Se Bahar Nikal Jata Hai.
*Is Hadees Sharif Se Saaf Ishara Zahir Hai Ke Aaj Wo Konsi Jamat Hai*
*{Reference Book}*
📔{Sahih Bukhari}
Vol *9,* Page *52*
Hadith *6934*
📑Scan Page👇🏻

No comments:
Post a Comment