Sunday, 20 January 2019

Meraaj/ Nabi alaihissalam ne ALLAH ko dekha hai./Meraj

DALIL QUR'AAN SE:

DALIL HADIS SHAREEF SE:

DALIL BUJURGO SE:


Sheikh Abdul Haq Muhaddis Dehelvi ka Aqeeda:

Nabi Sallallaho Alaihe Wasallam ne ALLAH ka  deedar apne sar ki ankhon se kiya hai.
(Madarijun Nabuwwa J-1 Pg.102)

Scan page

👇🏽👇🏽👇🏽👇🏽👇🏽




POST:2

ALLAH Taala Ko Dekhna

 Hazrat Gaus E Paak Ka
Aqeeda

Kitab Gunya Tu Talibeen
Yeh Kitab Arbi Me Thi Aur Iska Tarjuma Kiya Hai Ahle Hadees Hafiz Mubashhir Hussain Lahori.
Safa No. 178 :179

Likhte Hai : “Humara Aqeeda Hai K NABI SwallALLAHualaihiwasallam Ne Shab E Meraj Bedaari Ki Haalat Me (Khwab Me Nahi) Apne Sir Wali Aakhon Se (Dil Se Nahi) ALLAH Taala Ka Deedar Kiya Hai Jaisa K Hazrat Jabir Radiallataala Anhu Riwayat Karte Hai K NABI SwallALLAHualaihiwasallam Ne Aayat (AAP SwallALLAHualaihiwasallam Ne ALLAH Ko Dusri Martaba Dekha ,Surah Najam Aayat 13, Ki Tafseer Me Farmaya K Mene Bila Shak Wa Shuba Apne Rab Ko Apne Saamne Dekha”.
Aur Akhir Ki Line Per Gaur Kare Hazrat Ibn Abbas Radiallataala Anhu Se Jo Riwayat Hai Ki Farmate Hai K Mohammad SwallALLAHualaihiwasallam Ne Apni Ankhon Se Do (2) Martaba Rabtaala Ka Deedar Kiya.
Subhan ALLAH
Hazrat Gaus E Paak Khud Apna Aqeeda Bayan Farma Rahe Hai Aur Ahle Hadees Wahbi Apne Batil Aqeede Per Qayam Rehkar Haddharmi Se Kaam Lete Hue Hazrat Gaus E Paak Ko Apna Buzurg Mante Hai Lekin Hazrat Gaus E Paak Ki Ek B Nahi Mante Aur Naahi Hazrat Gaus E Paak Ka Jo Aqeedah Hai Us Per Inka Koi Amal Saabit Hai.
Aur Aage Khud Hazrat Gaus E Paak Hazrat Ayesha Wali Hadees Ka Jawab Dete Hai , Scan Page Safa 179

Likhte Hai : “ Yeh Riwayat Hazrat Ayesha Radiallataala Anha Ki Riwayat Se Muta’araz Nahi Q K Inki Riwayat Me Naïf Hai Aur Yeh Isbaat Hai Aur Ijtama’a K Waqt Isbaat Naïf Per Muqaddam Hota Hai Aur Nabi SwallALLAHualaihiwasallam Ne Bhi Apni Rue’yat Ka Isbaat Farmaya.
Yaha Per Hazrat Gaus E Paak Khud Kehrahe Hai Ki Nabi SwallALLAHualaihiwasallam K Muqabil Hazrat Ayesha Radiallataala Anha Ka Qaul Nahi Maana Jayega.

Ahle Hadees Deobandi Se Guzarish Hai Ki Aap Hazrat Gaus E Paak Ko Apna Wali Mante Hai Toh Unke Aqeede Ko B Mane Aur Bilkul B Na Chode.




POST :3


3 zariya par kya daleel hai ???

jabki musa alaihis Salam ka waqya bhi maujood Qur'an me

rahi bat maa Aisha Radi Allah tala anha ki to 👇🏽
 
Sabse Motebar Shara e Bukhari Me se ek Imam Ibn Hajar Al Asqalani رَحْمَةُ اللهِ عَلَيْه  is hadees ki shara me likhte hai wahabi maulvi khud inhe bahot maante hai.

عن المروزي قلت لأحمد إنهم يقولون إن عائشة قالت من زعم أن محمدا رأى ربه فقد أعظم على الله الفرية فبأي شيء يدفع قولها قال بقول النبي صلى الله عليه وسلم رأيت ربي قول النبي صلى الله عليه وسلم أكبر من قولهاTranslation : “Hazrat Maruzi رَحْمَةُ اللهِ عَلَيْه  ne Imam Ahmad Ibn Hambal رَحْمَةُ اللهِ عَلَيْه se pucha k Log Kehte hai Umool Momineen Ayesha Siddika Radi Allaho Anha ne Kaha k Jo ye Kahe K Nabi ﷺ Ne Allah عزوجل ka deedar kiya wo Jhuta Hai iska kya jawab hai.
Hazat Imam Ahmad Ibn Hambal رَحْمَةُ اللهِ عَلَيْه  Farmate hai jab Nabi e Karim ﷺ ne khud Irshad Farmaya ( رأيت ربي ) MAINE MERE RAB KO DEKHA ye jawab Umool Momineen Ayesha Siddika Radi Allaho Anha Ka  k kawl ka hai Kyuki Nabi e Paak ﷺ ka Farman Ummol Momineen Ayesha Siddika Radiallaho anha Se Zyada BADA (Superior) Hai”

(Fath Ul Baari Shara e Sahi Bukhari, Vol : 08, Pg : 494)

Allama Ibn Hajar Asqalani رَحْمَةُ اللهِ عَلَيْه  ne yaha pure masle ka hi khulasa kiya k hum usko Follow karnge jo Nabi e Karim Rauf o Raheem ﷺ Ne farmaya yaani NABI ﷺ NE ALLAH KO DEKHA hai wo bhi Imam Ahmad Ibn Hambal ka farman yehi hai wahabi aaj dawa bahot karte hai Imam Ahmad ibn Hambal ko maan ne ka yaha tak k pura saudi Fiqah e Hambli pe chalta hai unka bhi yehi akeeda k NABI NE ALLAH عزوجل KO DEKHA HAI.

Kya karenge Wahabi Agar Apne Abba k acche bacche hai to Lagaye Fatwa





DALIL AHLE HADEES KE GHAR SE:


Amma Ayisha Siddiqa Radiallahu Anha
Aur Ruyat-e-Baari Ta'aala Ki Hadees

Mashoor Ahle Hadees Ke Muhaqeeq Nawab siddiq Hassan Khan Bhopali Likhtey Hain

Hazrat e Ayisha Siddiqa Radiallahu Anha Ko Bhi Kahi Hadees e Nahi Phaunchi Thi 
Jin Mein Se Chand Yeh Hain 
Shab e Meraj Mein Nabi e Paak Sallallahu Alahi Wasallam Allah Ko Dekne Ki Hadees Jo Sahih Muslim Mein Hain 

(Aimma Arba Ka Difa Aur Sunnat Ki Itteba Safa 29)

📚 Scan Page 

Ba Qaul Nawab siddiq Hasan Khan Ke 
Ruyat-e-Baari Ta'aala (ALLAH ka deedar) Ki Hadees Amma Ayisha Siddiqa Radiallahu Anha Ko Nahi Phaunchi Thi Isliye Wo Is Baat Ki NAAFI Krte The. 





No comments:

Post a Comment

Radde Wahabiat Images | post