HADEES NO :1
HADEES:-
Ummul Momineen H.Maymuna رضی الله تعالیعنہ farmati hain, ek roz Huzur صلی اللہ علیہ وسلم mere sath so rahe the ki wo adhi raat ko Namaz ke liye Wuzu banane ke liye uthe to Wuzu banate waqt maine unhe kehte hue suna [(Labbayka labbayka labbayka) – is Tarah aapne 3 bar kaha, aur fir kaha (Nusirto Nusirto Nusirta),
Jab aap صلی اللہ علیہ وسلم fairgh hue to maine apse pucha "YA RASOOLALLAH, maine apko Wuzu ke dauran 3 bar kehte hue suna ki '' 'Mai Hazir hu' aur fir 3 bar suna ki 'Mai madad karta hu',
Kya aap kisi se baaten kar rahe the? "
to aapne jawab diya ki- Wo Banu Ka'b ka ek rajiz tha, Khuza'a ki ek choti Jamat mujhe madad ke liye pukar rahi thi (yastas.rikhunî
) aur mujse zor dekar keh rahi thi ki Quraysh ne Banu Bakr ko unke Khilaf madad ki hai.
Dusre ne Hudaibiya se jung ke waqt Quraysh se apni dosti kar li thi, aur Banu Khuza'a ne Muhammad صلی اللہ علیہ وسلم ka sath liya, aur wo unhe bachane ke liye Muqarrar the, Banu Bakr ke liye Quraysh ka sath Khuza'a ke khilaf tha, isliye wahan par Muhammad صلی اللہ علیہ وسلم ke sath Aarzi Sulah ki Hurmat ho gayi thi.
Ye Ittefaq Fateh Makka ki haunsla Afzai ke liye tha.
Bas isi ke baad wo isme Dakhil hue aur Fateh Hasil kar li.
[al-Mu'jam al-Kabir, Imam Tabarani Volume 023, Page 433-4, Hadith Number 1052]
scan page:-
Is Hadees se 4 baate pata chalti hain,
1: Nabi صلی اللہ علیہ وسلم ka Waseela liya gaya.
2: Nabi صلی اللہ علیہ وسلم ko Door se bhi madad ke liye pukarna jaez hai.
3: Nabi صلی اللہ علیہ وسلم door se hi apne chahne walo ki awaz sun bhi lete hain, aur farmaya ki [(Labbayka labbayka labbayka) – yanhi Hazir bhi ho jate hain,
4: Nabi صلی اللہ علیہ وسلم apne ghar se hi sara muamla dekh rahe the, isiliye H. Maymuna رضی الله تعالیعنہ ko sab kuch aise hi bata diya. Yani aap door se dekh bhi sakte hain, sun bhi sakte hain, aur Madad ko Hazir bhi ho sakte hain
Ab bhee agar koi iss hadees ka inkar karta hai toa vo kaafir hai.
Kyuki farmaan e mustafa صلی اللہ علیہ وسلم ka inkar kaafir hee karta tha.
Aur phir jo hadees ka akhir kaar inkar karhee dee toa vo ya bhee batade ki kya sahaba na shirk kiya hai MAZALLAH agar nahi kiya toa kya tum khud gumrah hogaye hoa?
kya aajkal ka wahabi sahaba e kiram رضی الله تعالیعنہ sa jyada quran aur hadees jaanta hai.
JAWAB KA MUNTAZIR RAHUGA.!
HADEES NO: 1
*Hazrat Umar رضي الله عنه ka ilme gaib, Door Se Ya Pukarna aur madad bhi karna*
_Hazrat Abdullah Bin Umar رضي الله عنه Bayan Karte Hain Ke_ *Hazrat Umar e Farooq رضي الله عنه Ne Hazrat Saariya رضي الله عنه Ko Ek Daste (Lashkar) Ka Ameer Banake Jung e Jihad Par Bheja Jo Sar'zamin e “Nahawand” Thi*
_Hazrat Umar “Masjid E Nabawi ﷺ Me Mimber Par Jalwa Farma Thay Hazrat Umar رضي الله عنه Khutba De Rahe The Ke Achanak Irshad Farmaya_ *_‘YA SAARIYA TUL JABAL’_* _Matlab Ya Sariya Pahad Ki Taraf Peeth Karlo._
*Yab Ye Kalamat Hazi'reen e Masjid e Nabawi ﷺ Ne Sune To Hairaan Hue Ke Makam E Nahawand Madina e Munawara Se Saikdo Meel Dur Hai Aur Hazrat Saariya Waha Ke Sipahsalar Hai Phir Ameerul Momineen Hazrat Umar رضي الله عنه Ne Unhe Yaha Se Kyu Aur Kaise Pukara ?*
_Is Sawal Ka Jawab Tab Mila Jab Makam E Nahawand Se Fateh E Nahawand Hazrat Saariya رضي الله عنه Ka Qaseed Aaya Aur Usne Khabar Di Ki Jab Hum Kuffaro (Kafiro) Se Ghir Gaye To Achanak Nida Aayi Ki Koi Keh Raha Hai_ *‘YA SAARIYA TUL JABAL’* _Ya Sariya Pahad Ki Janib Peeth Karlo_
*Hazrat Saariya رضي الله عنه Ne Kaha Ye To Ameerul Momineen Hazrat Farooq e Aazam Ki Awaaz Hai Unhone Fauran Lashkar Ko Pahad Ki Taraf Peeth Karne Ka Hukm Diya Aur Jo Jung Me Kuffar Humpar Gaalib (Haawi) Nazar Aa Rahe The Maidan Ka Pasah Hi Palat Gaya Aur Musalmano Ko Fateh e Mubeen Haasil Huwi Aur Islam Ka Parcham Lehra Diya”.*
Subhan'Allah
*Just Think*
_Jab Hazrat Umar رضي الله عنه Ki Nazaro Nighaho Ka Ye Aalam Hai Ki Madinah Shareef Se Hazaro Meel Dor Dekh Sakte Hai Aur Wahi Se Aawaz De To Wo Bhi Pauch Jaye Aur Usko Sun Bhi Liya Jaye_ *Jab Aashiq e Mustafa ﷺ Ka Ye Aalam Hai Toh Aaqa ﷺ Ki Nazro Nighaho Ka Kya Aalam Hoga*
*Notice*
_Is Waqiye Ko Sare Wahabro Ahle'hageeso Deobandiyo Gair Muqallid Najdiyo Ka Shaikhul Islam *Ibn Taymiyyah* Ne Apne *Fatawa Majmua Ki Jild 11 Safa 318 Par* Aur Isko Hasan Very Good Kaha_
_Aur Ibn e Tayymia Ke Shagird_ *Ibn e Qayyim Ne Apni Kitab* Madarijus Salifeen Ke Safa *210* Par
*Pay Attention*
_Isko Hamare Imamo Ne Bhi Likha Hai_ *Hazrat Imam Ahmad Bin Hambal Rehmatullahay'alaih Ne* Isko Apni Kitab *Fazail e Sahaba Safa 269-270 Par* _Aur Hazrat Imam Abu Bakr Al Bayhaqi Rehmatullahay'alaih Ne_ *Apni Kitab Al itiqad wa al Hadiyah Me Safa 430 Par*
*Dekhe Scan Page*
📚📄👇🏼
HADEES NO-2.
Hazrat e rabiya bin kaab aslami raziallahu anho kahte haiń ke mai raat ko
huzoor ﷺ ki khidmat me rahta tha.Mai huzoor ﷺ ko wazu ke liye paani aur digar samaan-e-zarurat pesh karta to huzoor ﷺ ne farmaya "JO CHAHO MANG LO".Maine arz kiya
"HUZOOR JANNAT MANGTA HU AUR USME AAPKA SATH". Huzoor ﷺ ne farmaya "ISKE ALAWA AUR BHI KUCH MANGNA HAI???". Maine arz kiya "huzoor yahi chahiye".farmaya"zyada sajdo
se apne nafs ki islaah karke meri muawinat(himayat) karo".
[ Sahih Muslim ,Jild 1,Baab Kitab Ul Salaat Hadeees Number 1122 ]
Is Hadees Ke Tehet Sheikh Abdul Haq Muhaddis Dehalwi Farmate Hain
Sarkar Ne Jo Suwal Ko Mutlaq Farmaya Ke "Maango"
Aur Isey Kisi Khaas Cheez Sy
Muqayyad Na Farmaya,
Ma'lum Hota Hy Ke Saara Muamla
Huzoor Ke Hi Kareemana Hathon Me Hy
Jo Chahen Jisey Chahen
Apne Rabb Ke Hukum Sy De Den
(Ashi'at-ul-Lam'aat 1/106)
Scan Page Of Sahih Muslim👇🏻
HADEES NO 3
*💢Allah ﷻ Ke Mahebub Bande Allah ﷻ Ki Ata Se Madad Karte Hai.💢*
🌹Hazrat Malik Addar رضي الله ﺗﻌﺎﻟﯽٰ عنه se Riwayat he ki Hazrat Umar رضي الله ﺗﻌﺎﻟﯽٰ عنه ke Ahde Khilafat me ek Martaba Kahat Pad gaya, to Hazrat Bilal Bin Haaris Mazni رضي الله ﺗﻌﺎﻟﯽٰ عنه Roza e Anwar Par Hajir hue Aur Arz ki
*YA RASOOLALLAH ﷺ Aap ki Ummat Halak ho rahi he, Barish nahi hoti,*
HUZOOR NABI E REHMAT ﷺ Unke Khwab me Tafsreef laaye Aur Farmaya
Ay Bilal, Umar ke paas jao, ushe Mera Salam kaho Aur keh do ki Baarish ho jayegi,
Umar se ye bhi kehna ki kuch Narmi Ikhteyaar kare,
Hazrat Bilal رضي الله ﺗﻌﺎﻟﯽٰ عنه Hazrat Umar رضي الله ﺗﻌﺎﻟﯽٰ عنه ki khidmat me Hajir hue Aur HUZOOR ﷺ ka Peigaam pahonchaya,
Hazrat Umar رضي الله ﺗﻌﺎﻟﯽٰ عنه ye Peigaam Paakar Roye Aur kaha
Ay ALLAH ﷻ me Apni Puri Koshis karta hu, Jab tak ki me Thak na jaau,
Aur fir Baarish khoob hui.
📒( Imaam Ibne Abi Shaiba رحمة الله عليه, Al Musannaf, Jild-11, Safa-118, Hadees- 32538)
📑Look Scan👇🏻
📒Ibne Hajr رحمة الله عليه -Fat'hul Bari 2/575
📑Scan Page👇🏻
1⃣Imam Ibn Hajar Asqalani رحمة الله عليه
(Al Fatah Ul Bari Shara E Sahi Bukhari Vol : 03, Pg :430, Hadees : 1010)
Mein Farmaya Is Ki SANAD SAHEEH Hai
📑Scan Page
2⃣Aur Imaam Ibne Kaseer Ny Is Ki Sanad Ko "SAHEEH" Kaha Hai
(Ibn Kathir Al Badaya Wa Nihaya Vol : 05, Pg :167 likhte hai
وقال : إسناده صحيح،
📑Scan Page
3⃣Imam Ibn Hajr Asqalani رحمة الله عليه Apne Dusri Kitaab
وقال : رواه ابن أبى شيبة بإسناد صحيح
Ye Hadees Ki Sanad SAHI HAI.
[Imam Ibn Hajr Asqalani رحمة الله عليه Al-Isabah Fi Tamyiz-is-sahabah (رضى اللّٰه تعالیٰ عنهم) -, Volume 006, Page No. 164, #8350]
📑Scan Pages
HADEES NO-4.
.
الحديث أخرجه البزار كما قال المصنف رحمه الله وهو من حديث ابن مسعود رضي الله عنه قال قال رسول الله صلى الله عليه وسلم إذا انفلتت دابة أحدكم بأرض فلاة فليناد يا عباد الله احبسوا فإن الله حاضر في الأرض سيحبسه وأخرجه أيضا من حديثه أبو يعلى الموصلي والطبراني وابن السني قال في مجمع الزوائد وفيه معروف بن حسان وهو ضعيف قال النووي في الأذكار بعد أن روى هذا الحديث عنكتاب ابن السني قلت وحكى لي بعض شيوخنا الكبار في العلم أنها انفلتت دابته أظنها بغلة وكان يعرف هذا الحديث فقاله فحبسها الله عليه في الحال وكنت أنا مرة مع جماعة فانفلتت معنا بهيمة فعجزوا عنها فقلته فوقفت في الحال بغير سبب وإن أراد عونا فليقل يا عباد الله أعينوا يا عباد الله أعينوا يا عباد الله أعينوا ط الحديث أخرجه الطبراني في الكبير كما قال المصنف رحمه الله وهو من حديث عتبة بن غزوان عن النبي صلى الله عليه وسلم قال إذا ضل على أحدكم شيء وأراد أحدكم عونا وهو بأرض فلاة ليس بهاأحد فليقل يا عباد الله أعينوا يا عباد اللهأعينوا يا عباد الله أعينوا فإن لله عباد لايراهم قال في مجمع الزوائد ورجاله وثقوا على ضعف في بعضهم إلا أن زيد بن علي لم يدرك عتبة وأخرج البزار من حديث ابن عباس رضي الله عنهما أن رسول الله صلى الله عليه وسلمقال إن لله ملائكة في الأرض سوى الحفظة يكتبون ما سقط من ورق الشجر فإذا أصاب أحدكمشيء بأرض فلاة فليناد أعينوني يا عباد الله قال في مجمع الزوائد رجاله ثقات وفي الحديث دليل على جواز الاستعانة بمن لا يراهم الإنسان من عباد الله من الملائكة وصالحي الجن وليس في ذلك بأس كما يجوز للإنسان أن يستعين ببني آدم إذا عثرت دابته أو انفلتت
.
Translation: Aur agar log kisi veeran jaga par ho, aur Madad ki zarurat ho to is Tarah pukare ki "Aye ALLAH ke bando meri madad kijiye"
to Allah ke chhupe hue bande jo nazar nahi aate, wo madad karte hain.
(Tuhfatuz Zakirin, Pg.37. By Qazi Shawkani)
Note Is Hadees Ko :-
Al-Bazzar ne H.Ibne Abbas r.a se riwayat kiya ki Nabi alaihesalam ne farmaya:
beshak is zameen per ALLAH ke kuch aise nek Bande Chhupe hue hote hain jo har chiz ka moaina karte rehte hain. Yahan tak ki ped se ek patti gire.
To Jab kabhi tum me se kisi ko koi taklif pesh aye,.
To is tarah Pukare
"AYE ALLAH KE BANDO AAIYE AUR MERI MADAD KIJIYE".
.
Majmauz Zawaid me kaha gaya ki is Hadee ke sare Raawi Siqah hain, yani bharose mand hain.
Aur ye Hadees Istiaana ke liye Dalil hai. Yani Allah ke kuch bande jinhe hamari aankhe dekh nahi sakti, lekin wo sabkuch dekhte hai,
unse madad mangne ki dalil hai.
Scan Page 👇🏻
JISKA MAI ﷺ MAULA USKA ALI رضي الله ﺗﻌﺎﻟﯽٰ عنه MAULA
Hazrat Shuaba Bin Kuhayl رضي الله ﺗﻌﺎﻟﯽٰ عنه Se Riwayat Karte Hain Ki Mein Ne Abu Tufail رضي الله ﺗﻌﺎﻟﯽٰ عنه Se Suna Ki Abu Sareeha رضي الله ﺗﻌﺎﻟﯽٰ عنه Ya Zayd Bin Arqam رضي الله ﺗﻌﺎﻟﯽٰ عنه Se Marwi Hai Huzoor Nabi E Akram ﷺ Ne Farmaya :
مَنْ كُنْتُ مَوْلاَهُ فَعَلِيٌّ مَوْلاَهُ
Jis Ka Mein Mawla Hoo’n Us Ka Ali Mawla Hai.”
Tirmidhi Ne Ise Hasan Sahih Gharib Kaha Hai,
References:
(Jamai Tirmizi ,Vol :05, Pg : 398, Kitab No 49 Kitabul Manakib, Hadees : 4078 “English No : 3713)
1️⃣Yeh Hadith Ibn Buraydah RadiyAllahu Ta’ala ‘Anhu Se Mundarijae Zayl Kitab Me Manqool Hai :
(Imam Ahmad Ibn Hambal Al Musnad, Vol : 01, Pg : 570, Hadees : 959)
2️⃣Ibn Hajar ‘Asqalani Ne “Fat’h-ul-Bari” Me Kaha Hai :
Tirmidhi Aur Nasa’i Ne Yeh Hadith Riwayat Kee Hai Aur Is Kee Asaaneed Kathir Hai.”
(Imam Ibne Hajar Asqalani "Fataul Bari Sharah Sahih Bukhari" Vol :07, Pg: 437)
3️⃣Yeh Hadith Zayd Bin Arqam RadiyAllahu Ta’ala ‘Anhu Aur
Hudhayfah Bin Usayd Ghaffari RadiyAllahu Ta’ala ‘Anhu Se Bhi Naqal Kee Hai.
(Imam Tabrani Al Mujam Ul Kabir, Vol : 12, Pg : 470, Hadees : 12593)
4️⃣Yeh Hadith Hazrat Maalik Bin Huwayrith RadiyAllahu Ta’ala ‘Anhu Se In Kutub Me Marwi Hai :
(Imam Hesmi "Majamul Zuwwaid " Volume 09, Page 108)
5️⃣Yeh Hadith Ibn Buraydah RadiyAllahu Ta’ala ‘Anhu Se Bhi Marwi Hain
(Al Musannaf Ibn Abi Shayba Vol : 06, Pg : 602, Hadees : 32072)
6️⃣Yeh Hadith Ibn Buraydah RadiyAllahu Ta’ala ‘Anhu Se Bhi Marwi Hain
(Imam Hussamul Hindi Al Kanzul Ummal Vol : 11, Pg :602, Hadees :32904)
7️⃣Yeh Hadith Zayd Bin Arqam RadiyAllahu Ta’ala ‘Anhu Aur
Ibn Buraydah RadiyAllahu Ta’ala ‘Anhu
Se Bhi Marwi Hai
*Sahih Al-Jame Al-Saghir Zeyadatahu (Al-Fatahul Kabir)*
By Naseeruddin Albani Page: 1112
8️⃣Yeh Hadith “Bara’ Bin ‘Aazib RadiyAllahu Ta’ala ‘Anhu Se Bhi Marwi Hain
(Imam Ibne Maja "Sunan Ibne Maja" Baab: Al Muqadimma Vol 1, Page 88, Hadees 116)
9️⃣TIRMIZI SHAREEF KI HADITH
MINKUNTO MAULAFAHAZA ALI UN MAULA
Wali Hadith Ko Mashroor Deobandi Aalim Anwar Shah Kashmeeeri Ne Apne Kitaab "Al arf al Shazi Sharah Sunan Tirmidhi"Mein Hazrat Ali Radiallahu Talaa Anhu Ki Maula Bhi Mana Aur Is Hadees Ko Saheeh Bhi Kaha Hain
Scan Pages 👇👇👇👇
Hadees no 5
QABAR WALE BHI MADAD FARMATE HAI
BUKHARI SHAREEF SE
HAZRAR MOOSA ALAIHISLAAM NE APNI WAFAAT SHAREEF KE SAIKDO BARAS BAAD 50 WAQT KI NAMAZ 5 WAQT KARWA KR IS UMMAT KI MADAD FARMAYI HAI
BUKHARI SHAREEF JILD 2 HADEES 1069
Dalil buzurgo se:
Fatawa Azeeziya
Saleheen ki Qabar se Madad Mangna Jaiz h
Saleheen ke waseele dua krna jaiz h
Saleheen ki Qabar or Buton me Farq h
▪️(Fatawa Azizi. Page no.176,174, Shaykh Abdul Haq Muhaddise Dehlvi (رضي الله عنه)
Deobandi wahabi Munafiqo ko chahiye ki wo Sirf Shah Sahb ko manne ka daawa na kre balki unki bhi maane or apne Abba Munafiqo ka Deen o Mazhab se tauba kre.
Hazrat Shah Wali Allah رحمة الله عليه
*🌹Mere Aaka صلى اللّٰه تعالىٰ عليه وسلم Haaziro Naazir Aur Dilo Ke Raaz Ko Janne Waale Hai Aur Dukh Dard Gham Dur Karne Waale Hai*
☘Hazrat Shah Wali Allah رحمة الله عليه farmate hain k mere walid-e-mohtaram Janab Hazrat Shah Abdur Rahim رحمة الله عليه farmaya krte the keh ek dafa mai bimar ho gaya or bimari lambi ho gayi k mere bachne ki koi ummid na rahi or main zindagi se na-ummid ho chuka tha k achanak mujhe nind tari ho gyi or Hazrat Shaikh Abdul Aziz رحمة الله عليه zahir huwe or farmaya beta RASOOL-E-AKRAM (صلى اللّٰه تعالىٰ عليه وسلم) tumhari bimar pursi k liye tashrif la rahe hain or shayad woh isi taraf se jalwa rez hon jis taraf tumhare paon hain lehaza chaarpayi ko badal lo ta-keh HUZOOR صلى اللّٰه تعالىٰ عليه وسلم ki taraf paon na ho....mujhe kuch efaqa ho gaya main ne ishare se hazerin ko kaha k meri charpayi badal do or charpayi badal di gyi....
Is k bad NABI-E-AZAM (صلى اللّٰه تعالىٰ عليه وسلم) tashrif layen or farmaya aye mere bete kya haal hai....
Is pyari guftagu ki halawat mujh par aisi tari huwi k wajd, iztarab or baka mujh par zahir huwa or HUZOOR صلى اللّٰه تعالىٰ عليه وسلم ne mujhe is tarah se gale lagaya k NABI-E-KARIM (صلى اللّٰه تعالىٰ عليه وسلم) ki resh-e-mobarak mere sar par thi or aap ki qamiz-e-mobarak mere aansuon se tar ho gayi fir mujhe taskeen ho gayi....
Fir mujhe khayal aya k muddat se SYEDUL KONAIN صلى اللّٰه تعالىٰ عليه وسلم k mo-e-mobarak ki arzu rakhta hun kitna karam hoga k NABI-E-PAK (صلى اللّٰه تعالىٰ عليه وسلم) mujhe ata farma dein IMAMUL ANBIYA صلى اللّٰه تعالىٰ عليه وسلم mere dil k khayal se agah ho gayen or apni resh-e-mobarak per dast-e-mobarak fera or 2 bal sharif mere hath me de diyen...
Mujhe khayal aya k kya bedari me v yeh mo-e-mobarak mere pas honge...mere is khayal se v SYEDUL MURSELEEN صلى اللّٰه تعالىٰ عليه وسلم agah ho gayen or farmaya han bedari me v tere pas honge...is k ba'd kulli sehat or darazi-e-umar ki khushkhabri di...
To us waqt efaqa huwa main ne charag talb kiya magar woh mo-e-mobarak main ne apne hatho me na paya main magmum huwa or fir tawajjoh ki....mujhe fir ongh aa gayi...
NABI-E-RAHIM (صلى اللّٰه تعالىٰ عليه وسلم) fir tashrif farma huwe or farmaya k mo-e-mobarak hefazat k liye takiya k niche hai....main ne unhe takiya se utha liya or ek mahfuz jagah per rakh diya...
In 2 bal sharif k ek khususiyat yeh thi k 2no elaiheda elaiheda hote lekin jab darood sharif padha jata to 2no aapas me mil jate the or pechidah ho jate the...
Dusri khususiyat yeh zahir huwi k 3 munkiron ne in balo ka imtehan lena chaha k kya waqai yeh NABI-E-PAK (صلى اللّٰه تعالىٰ عليه وسلم) k mo-e-mobarak hain....woh 3no munkir un balo ko dhup me le gaye to fauran abr ka tukda aya or un per saya kar diya.....3no munkiro ne yeh moajjaza dekh kr tauba kr li....
Or 3sri khususiyat yeh thi k in balo ka saya v na tha....
Ek dafa kuch log mo-e-mobarak ki zeyarat k liye aye main ne kufl kholne ki koshish ki magar kufl na khula main ne moraqba kiya to pata chala k majme me falan admi napak hai, be wazu, be taharat hai main ne parda poshi k liye elan kiya k sab gusl kar k aao...woh admi v bahar chala gaya to fauran kufl khul gaya.....!
📔ANFASUL A'ARFEEN
📖SAFA 41, 42,
MATBUA'A MUJTABAYI DELHI.
📑Look Scan👇🏿
Haji Imadadulla Muhajir e Makki رحمة الله عليه
*✒️📖Yaa Kahkar Pur
karna*
*Ahle Sunnat Wal Jamat (MASLAK E Aala HAZART) Ke Auliya Allah Me Inka Sumar Hai*
👉🏻AUR Sare Deobandh Jamatiyo Ke Peer o Murshid *Haji Imadadulla Muhajir e Makki رحمة الله عليه* Kya Kehte Hai Dekhe..
*Ya Rasool e Kubriya ﷺ Fariyad Hai Ya Muhammad Mustafa ﷺ Fariyad Hai*
Aapki Imdad Hon Mera Nahi Haal Abtar Hua Fariyad Hai
*Sakht Mushkil Me Phasa Hon Aajkal Aye Mere Mushkil Kusha Fariyad Hai*
Tumse Aye Noor e Khuda ﷺ Fariyad Hai..
Kya Ab Haji Sahab رحمة الله عليه Par Bhi Mushriq Ka Fatwa Lagaoge ❓
*Ya Phir Haji Sahab Bhi Barelvi Thay*😍
*📚Hawala Note👇🏻*
📔Kulliyat-e-Imdadiya
Safa *90-&-91*
📑Scan Page
Dalil Ahle hagis wahabio se.
1] Wahhabio k Imaam Ibn Taymiya ki karamat our unka Aqide par ek nazar..😜
IBN TAYMIYA Maut Ke Baad Bhi Logo Ki Madad Kerta Tha 🙈🙈
Ibn Qayyim Farmate Hey Ke Aise Logo ki Ta'dad Bahot Zyada Hey Jinko IBN TAYMIYA Ne Khwab Me Koi Dawa (Koi Nuskha) Bataya, Inhone (Logo ne) Istemaal Kiya Aur Shifa Ho Gayi. Mazeed Farmate Hey ke Mujhe Ek Se Zyada Logo Ne Bayan Kiya Jo IBN TAYMIYA Ki Taraf Ma'eel Bhi Nahi They (Ya'ni IBN TAYMIYA se Khaas Ta'luq wa Aqidat Nahi Rakhte They) Ke Unhone IBN TAYMIYA ki Maut ke Baad Unko Khwab me Dekha aur Faraiz Wagaira Mushkil Masail Ke Baarey Me IBN TAYMIYA se Sawal Kiya to IBN TAYMIYA ne Khwab ne Sahih aur Durust Jawab Diya.
Ibn Qayyim Farmate Hey ke Is (Ya'ni Khwab Ke) Amr aur Ma'mle ka Inkaar Wahi Shaks Karega Jo Arwaah Ke Ahkaam aur Shaan se Logo me Sabse Bada Jahil Ho.
[KITAB ROOH]
Scan page 👇🏻
2]FAUT SHUDA SE MADAD TALAB KARNA
Ghair Muqallideen Ke Baani Nawab Siddiq Hasan Khan Sahaab Ko Jab Koi Mushkil Pesh Aati Toh Is Tarah Madad Maagna Karte The.
“ Aye Mere Deen Ke Qibla Madad Kar , Aye Ka’aba E Imaan Madad Kar Aye Ibn Qayyim Madad Kar , Aye Qazi Shaukaani Madad Kar”
(Hadiyatul Mehdi : Jild 1 : Safa 23 , Matbu’a Shaukatul Islaam Banglore , Nafhut Taeeb : Safa 47 , 57))
Scan Page : Hadiyatul Mehdi
Yeh Ibn Qayyim Aur Qazi Shaukaani Nawaab Sahaab Se Dur Bhi The Aur Faut Bhi Hochuke The. Lekin Phir Bhi Unse Madad Ki Jaarahi Hai.
Wahabiyon Ahle Khabeeson abhi lagao apne mulla par SHIRK ka Fatwa
Nawab Siddque Hasan Khan Ko Gher Muqallideen Ahle Hadees Ne Apni jamaat Me Se Mana Hai Mulaheza Farmayen.
1️⃣ Zubair Ali Zai Ne Kaha
Nawab Siddique Hasan Khan Salafi Ulama Me Se The
[Fatawa-E-Ilmiyya-JIld-1-Page-211 ]
Scan Page
2️⃣Ek Jagah Or Zubair Ali Zai Ne
Nawab Siddique Hasan Khan Ko Salfi Ulama Me Shumar Kiya Hain
[ Mahnama Al Hadees-Jild-06-Shumara-04-April-2009-Page-18 ]
Scan Page
3️⃣Gairmuqallid Ke Aalim Is’haaq Bhatti Ne
Nawab Siddique Hasan Khan Ko Ahle Hadees Me Shumar Kiya Hai_
[ Barre Sagheer Me Ahle Hadees Ki Aamad-Page-237 ]
Scan Page
4️⃣Gairmuqallid Ke Irshadul Haq Asri Ne Nawab Siddique Hasan Khan Ko Ahle Hadees Me Shumar Kiya Hai
[ Paak Wa Hind Me Ulama-E-Ahle Hadees Ki Khidmaat-E-Hadees-Page-74 ]
Scan Page
5️⃣Or Gher Muqallideen Ka Bada Muhaqqiq MUHAMMAD DAWOOD ARSHAD
Ne Kaha Hai
“ Nawab Siddique Hasan Khan Bhopali Ka Naam Likh Kar Neeche Likhte Hain Bila Shub’ha Hamare Aslaaf Thai ”
[ Hadees Or Ahle Taqleed-JIld-1-Page-162 ]
Scan Pages 👇🏻👇🏻
3]Ibne Temiya Marne Ke Baad Usse Barkaat Haasil. . Ke Liye Kiya Kiya Bidaate Hui Dekiye
Ibne Temiya Ke Shagird Ibne Kaseer Farmate Hain
Juwo (Hair Insects) Ki Wajah Se Ibne Taimia Ne Apne Gale Mein (Daga) Taawiz Dal Rakha Tha,Us Tawiz Ko 150 Dhiram Mein Sale Kiya Gaya .
"Fir Ek JamaT Ne Maiyaat Ke Pass Baitkar Quraan Pade Aur Ibne Taimiya k Gusal Se Bacha Hua Paani Tabarruk (Holy Water) Ki Tarah Apas Mein Distribute kar Rahe The Aur Sar Pe Jo Rumal Tha Aur Uske Kapdo Ko 500 Dhiram Bej Di Gayi Aur Ibne e Taymiya k BADAN ko Beri k jinn PaTTon se GusaL Diya Gaya Tha, Woh Baaqi Maanda PaTTeY Aapas MeY TAQSEEM KarLiye"Aur Log Kahi Din Tak Musalsal Kaseer Din Tak Subah Sham Ibne Temiya Ki Qabar Par Jate Rahe, Iske Pass Raato Din Guzar Karte
[AL-BIDAYA WAN-NIHAYAYA
BY Hafiz ibn E Kaseer StudenT of ibn E Taimiya]
Ye Book Wahabism Ki Hain Aur Wo Log Ahle Sunnat Ko Mushreekh Qarar Dete Hain Jabke Unhe Apne Ghar ka Hi Pata Nahi...
Gussa Aaye To Imam Ibne Kaseer Par Nikalna...!!
Scan page 👇🏻 👇🏻
Dalil deoband se.
POST:1
THANVI:
Deobandi Tabligio ke Hakim ul Ummat Ashraf Ali Thanvi sahab Likhte hai__
"YA RASOOLALLAH صلی اللہ علیہ وسلّم MERI MADAD KIJIYE AAP KE SEWA KAHAN MERI PANAH. MUSHKIL ME AAP HI TO HAI . YA RASOOLALLAH صلی اللہ علیہ وسلّم MADAD KIJIYE.
REFRENCE : (NASHRUL TAYYAB.PAGE NO.194)
Scan:
ALLAHO AKBAR
THANVI NE IS KITAB ME KITNA SHIRK BHAR DIYA
SBSE PAHLE TO HUZOOR E PAK KO YA RASOOLALLAH PUKAARKR SHIRK KIYA OR MUSHRIK HOGYA
FIR ALLAH KR SEWA GAIRULLAH SE MADAD MAANG KR SHIRK KIYA OR MUSHRIK HOGYA
FIR SBSE BADI SHIRK TO TB HUI JB KAHA KI MUSHKIL ME AAP HI TO H MADADGAAR
AB ALLAH KO CHODKR GAIRULLAH KO MADADGAAR MAAN KR YA RASOOLALLAH KAHKR THANVI SAHAB KYA HUE ?
AHLE SUNNAT WAL JAMAAT KE MUSALMANO KO DIN RAAT MUSHRIK KAHNE WAALI WAHABI TAUHEED PARASTO SE EK CHOTI SI GUZARISH H
KI AB APNE THAMVI ABBA PR KONSA FATWA LAGAYENGE JALDI SE LAGAIYE.
DEOBANDIYON APNE HAKIMUL UMMAT KO MUSHRIK KAHOGE YA FIR
HUZOOR KO MADADGAAR MANOGE ?
TUMHARE ASHRAF ALI THANVI SAHAB ALLAH KE RASOOL MUSTAFA KAREEM KO MADADGAAR MANTE H
ASHRAF ALI THANVI KAHTA H KI
HUZOOR E PAK HAMARE DILO KE HAAL JANTE H
HUZOOR HAMARE MADADGAAR H OR
HUZOOR HAZIR O NAZIR H AGAR HUZOOR GAYEB YAANI DUR HOGAYE TO SB BARBAD HOJAYEGA
KYA AB BHI DEOBANDI HUZOOR E PAK KE MADADGAAR HONE KA INKAAR KREGA ?
KYA AB BHI KOI HUZOOR KE ILM E GAIB KA INKAAR KREGA ?
KYA AB BHI KOI HUZOOR KE HAZIR MAOJOOD HONE KA INKAAR KEREGA ?
AB DEOBANDIYON KE PAS SIRF DO RASTA H
CHAHE TO CHUP CHAAP HUZOOR E PAK sallallaho alaihe wasallam KI SHAN O AZMAT KO DILSE MAANLO
YA FIR APNE THANVI JISE TUMLOG HAKIMUL UMAAT KAHTE HO USE MUSHRIK OR BADTAREEN KAFIR KAHO
Moulvi zakriya.Fazaile Aamal tabligio ki kitaab:
*Nabi E Rahmat صلى اللّٰه تعالىٰ عليه وسلم Durud Padhne wale Ki Fariyad Ki Madad Karte Hai*
*👉🏻Devbandh Ki Kitab Fazaile Aamal📚⤵️*
*AAP صلى اللّٰه تعالىٰ عليه وسلم nain farmaya Main har Us Shakhs ki Faryaad ko pohnchta hun jo mujh par Kasrat ke sath Durood Bhyeje.*
📚Reference📚
📙Fazali e Amaal
📖Page 845
📑Look Scan👇🏻
POST:2
*✒️📖Ya Ki SadaH (Pukaar Madad) Mangna.*
*Ahle Sunnat Wal Jamat (MASLAK E Aala HAZART) Ke Auliya Allah Me Inka Sumar Hai*
👉🏻AUR Sare Deobandh Jamatiyo Ke Peer o Murshid *Haji Imadadulla Muhajir e Makki رحمة الله عليه* Kya Kehte Hai Dekhe..
*Ya Rasool e Kubriya ﷺ Fariyad Hai Ya Muhammad Mustafa ﷺ Fariyad Hai*
Aapki Imdad Hon Mera Nahi Haal Abtar Hua Fariyad Hai
*Sakht Mushkil Me Phasa Hon Aajkal Aye Mere Mushkil Kusha Fariyad Hai*
Tumse Aye Noor e Khuda ﷺ Fariyad Hai..
Kya Ab Haji Sahab رحمة الله عليه Par Bhi Mushriq Ka Fatwa Lagaoge ❓
*Ya Phir Haji Sahab Bhi Barelvi Thay*😍
*📚Hawala Note👇🏻*
📔Kulliyat-e-Imdadiya
Safa *90-&-91*
📑Scan Page
POST:3
Kasim nanotvi:
Jo Wahabi Tabligi jamaat Deobani o Ke 100 Saal Pehle ke Gumrah Aalim Hamare Nabi Aur Wali ke Liye Madad ko Shirk Bidat kehte Hai ...Vo hi Khud Apne Kabar ke Murda Aalimo ke Pass Madad Maanghte bhi The Aur Maanghne ko jayiz Bhi Kehte hai ...Haina Double Policy Munafikat 😡😒🤣
👇🏻👇🏻👇🏻
POST:4
Moulvi Ashraf Ali Thanvi
#Deobandi मौला अली کَرَّمَ اللہُ تعالٰی وَجہَہُ الْکریم को मुश्किल कुशा कहने पर सवाल करते रहते है .........
और वसीला लगा कर दुवा करने पर एतराज भी करते है
ऐसे लोगो के लिए मैं नया तहकीक के मजबूत दलील ले आया हूं
देवबंदी हजरात कम से कम अपनी किताबों का मुतअला भी किया करे
देवबन्द मसलक के सबसे बड़े आलिम और बुजुर्ग हकीम उल उम्मत कहलाने वाले "मौलाना जनाब अशरफ अली थानवी साहब"
अपनी किताब #तालीम_उद_दीन में सजरा ए बुजुर्गाने चिस्त पर
उन्वान के तहत जनाब अशरफ अली थानवी साहब ने
मौला अली کَرَّمَ اللہُ تعالٰی وَجہَہُ الْکریم को मुश्किल कुशा व हादी ए आलम भी कहा
और बुजुर्गगान ए चिश्त के वसीला साथ में मौला अली का वसीला लगा कर दुवा भी किए है
आप लिखते है कि
📗📝
दूर करदे दिल से हिजाबे जहलो गफलत मेरे रब...
खोल दे दिल में दरे इल्मे हकीकत मेरे रब...
हादी-ए-आलम अली मुश्किल-कुशा के वास्ते........... 🥀🥀
इस दुवा में जनाब अशरफ अली थानवी साहब बुजुर्गान ए चिश्त के साथ साथ मौला अली का वास्ता देकर
अल्लाह से दुआ की है यानी मौला अली को वसीला बनाया है
और आप ने मौला अली को मुश्किल कुशा भी कहा
जबकि आज के देवबंदी कहलाने वाले के नजदीक ऐसा कहना मुशरिक ए आजम है
लेकिन अब यहां अशरफ अली थानवी साहब को क्या कहेंगे ❓❓❓
Note...... मैने ऐसे कई तहरीर चला चुका हूं जो कुछ हमारे मसलक के अकाइद ए नजरियात व अमल फेल है
सब देवबंदी के अकाबिरीन का भी यही अकीदा था पहले वो सब अहले सुन्नत व जमाअत के ही बुजुर्ग में थे
लेकिन उन्होंने आगे चल कर अंग्रेज के मदद से ऐसा करनामा अंजाम दिया की जिसके लेकर Olma E Ahle Sunnat ने इख्तिलाफ किया
और रुजु का मुतालबा करते रहे लेकिन बाज न आए तो खुसूशन इमाम अहमद रजा ने उनके कुफ्रिया इबारतें को उलेमा ए हैरमेन शरीफेंन के बारगाह पेश की ओर कुफ्र का फतवा लगा
वही से उनके मानने वाले देवबंदी कहलाए लेकिन आज के देवबंदी उन्हे अपना इमाम व पेशवा तो माने
पर अकाइद ए नजरियात् वहाबिया वाली अपनाए
खैर ...... देववंदी बरैलवी में इख्तिलाफ कुफ्रिया अकाइद पर हुई है
और जो कुछ आज बरैलवियो का अकीदा है वो तमाम देवबंदीयो के बुजुर्गो की किताबो से साबित है जो 1400 साल से चले आ रहे थे
लेकिन आज के देवबंदियों ने उसे छोड़ दिया जिसके लेकर और मजीद इख्तीलाफ बढ़ता गया......
📗📗 #REFERENCE TALIM UD DEEN SAFAH NO 151
POST:5
*Sunnio Par Shirk Bidat Ke Fatwe Dene Walo Ka Haal👇*
Deobandi qabr khoro ka qabr ki mitti se shifa haasil karna*🤭
_Deobandi Aksar Bhole Bhale Sunniyon Barelviyo Ko Tana Dete Hai Ki Tum Qabr Pojwa Ho Kyun Ke Hum Allah Le Waliyon Ki Mazaraat Par Jate Hai Is'liye_
*Deolandiyon Jamatiyon Ka Peer Jab Mar'kar Gha'tar Me Mil Gaya Aur Phir Us Ilaqe Me Ek Bimari Logo Ko Ho Gai Jiska Koi Ilaaj Nahi Ho Raha Tha Toh Uski Samadhi Par Bimar Log Jakar Uski Qabr Par Padhi Mittee Utha'kar Le Jate Aur Un Sab Ki Bimari Thik Ho Jati Aur Jab Logo Ko Pata Chala Toh Uski Samadhi Par Mela Lag Gaya Aur Sari Qabr Ki Mitti Khatm Ho Jati*
_Yani Deobandi Jamati Toh Kawwa Khoor Ke Saath Saath Qabr Ki Mitti Khoor Bhi Nikle_🤷♂🤣
Reference Book Deobandi
Scan page👇
POST:6
#waseela
Db k ghar se
Nabi ﷺ k roza e Pak par jakar madad talab karna
Wa Nabi ﷺ ka mushkil hal karna ...
POST:7
#waseela
Na sirf Gaus e Azam kaha balki mushkil kusha b maana
دیوبندیوں کا امام مولوی اشرف علی تھانوی لکھتا ہے کہ؛
”ایک دن حضرت غوثِ الاعظم سات اولیاء کے ہمراہ بیٹھے ہوئے تھے۔ ناگاہ نظرِ بصیرت سے ملاحظہ فرمایا کہ: ایک (بحری) جہاز قریب غرق ہونے کے ہے۔ آپ نے ہمت و توجہ باطنی سے اسکو غرق ہونے سے بچا لیا۔“
[امداد المشتاق، صفحہ 45 ، مطبوعہ مکتبہ رحمانیہ اردو بازار لاھور]
یہ واقعہ شمائمِ امدادیہ میں بھی نقل کیا ملاحظہ ہو
[شمائمِ امدایہ، صفحہ 43، مطبوعہ کتب خانہ اشرف الرشید شاہ کوٹ]
یہاں پر دیوبندی امام نے شیخ عبدالقادر جیلانی علیہ الرحمہ کو نہ صرف غوثِ اعظم کہا۔ بلکہ یہ بھی مانا کہ اللہ والے باطنی و روحانی توجہ فرما کر مشکل کشائی بھی کرتے ہیں۔
اگر یہی واقعہ ہم بیان کریں کہ غوثِ پاک رحمۃ اللّٰہ علیہ نے ڈوبی ہوئی بیڑی بنّے لگا دی۔ تو انکو شرک و بدعت کے مروڑ اٹھتے ہیں۔ لیکن جب اپنی باری آئے تو سب کچھ جائز ہو جاتا ہے۔
بھنور میں پھنساہے ہمارا سفینہ بچاغوثِ اعظم بچاغوثِ اعظم
نکالاہےپہلےتو ڈوبے ہُوؤں کو اور اب ڈوبتوں کو بچا غوثِ اعظم
POST:8
#waseela
Niche diye gaye bayan se thanvi sab k nazdik sahibe Mazar se dastagiri ki darkhwast ki jaye to wo dastagiri madad karte hai
مولوی اشرف علی تھانوی اپنی کتاب امداد المشتاق صفحہ نمبر 114 ، 115 پر لکھتے ہیں :
جب اثر مزار شریف کا بیان آیا آپ (یعنی حاجی امداد ﷲ) نے فرمایا کہ میرے حضرت کا ایک جولاہا مرید تھا ۔ بعد انتقال حضرت کے مزار شریف پر عرض کیا کہ حضرت میں بہت پریشان اور روٹیوں کا محتاج ہوں کچھ دستگیری فرمائیے ۔ حکم ہوا کہ تم کو ہمارے مزار سے دو آنے یا آدھ آنہ روز ملا کرے گا ۔ ایک مرتبہ میں زیارت مزارکو گیا وہ شخص بھی حاضر تھااس نے کل کیفیت بیان کر کے کہا کہ مجھے ہر روز وظیفہ مقررہ یہیں قبر سے ملا کرتا ہے ۔ (حاشیہ) قولہ وظیفہ مقررہ ۔ اقوال یہ منجملہ کرامات کے ہے ۔
(امداد المشتاق صفحہ نمبر 114 ، 115 مطبوعہ مکتبہ امداد اللہ مہاجر مکی محلہ خانقاہ دیوند)
تھانوی کے اس روایت اور بیان سے معلوم ہوا کہ ان حضرات کے نزدیک صاحب مزارسے اگر مشکل اور
Scan👇
#waseela
Qabr walo se nida
Qasim nanotvi deobandi tabligi
POST:10
Db k hajat rawa mushkil kusha madadgaar gangooh sab
Inke mar kar mitti me milne k baad koyi hajat rawa mushkil kusha madadgaar nahi kya ye sahi hai ???
#Waseela
POST:11
aqaid e Thanvi sab
یا مرتضیٰ یا مجتبیٰﷺ
آپﷺ ہمارے دلوں کا حال بیان کرنے والے ہیں
آپﷺ کو مرحبا
آپﷺ غائب ہوں تو موت آجائے دنیا تاریک ہوجائے
آپﷺ لوگوں کے مددگار اور خیر خواہ ہیں ؛
جی ہاں یہ عقیدہ حاظر و ناظر لکھنے والے اشرفعلی تھانوی صاب ہیں؛
KASIM NANOTVI (DEOBANDI) Apni kitaab me Nabi Alaihissalam se Madad Mang Raha hai, Ab Lagao Fatwa apne Ulma Par.