Saturday, 28 July 2018

Murde sunte hai,dekhte hai.

Dalil Hadees Shareef se.


kabr wale hamari awaz ko sunte b hain.👇🏻

hadis 👇🏻
sahih bukhari.

Kabr Kay Sawal Aur Makam E Mustafa

Imam Bukhari Rahmatullah Alaih Ne Sahi Bukhari Me Sirf Ek Sawal Ka Hi Zikr Kiya

Hadees :

“Hazrat Anas Bin Maalik رضي الله ﺗﻌﺎﻟﯽٰ عنه Se Riwayat Hai Ki Huzoor Nabi-E-Akram صلى الله عليه و آله وسلم Ne Farmaya :
Bande Ko (Marne Ke Baad) Jab Us Ki Qabr Me Rakha Jaata Hai Aur Us Ke Saathi (Dafanaane Ke Baad Vaapas) Laut’te Hain To Wo Un Ke Jooton Ki Aawaaz Sun Raha Hota Hai To Us Waqt Us Ke Paas Do-02 Farishte Aate Hain Aur Use Baitha Kar Kahte Hain Ki,

Too Is Shakhs Ya’ni (Sayyadana Muhammad Mustafa صلى الله عليه و آله وسلم Ke Mut’allik (Duniya Me) Kya Kaha Karta Tha ?

Agar Wo Momin Ho To Kahta Hai :
Mein Gawaahi Deta Hoon Ki Yah Allah Ta’ala Ke (Kaamil) Bande Aur Us Ke (Sachche) Rasool Hain.
Us Se Kaha Jaa’ega :
(Agar Too Inhein Pahchaan Na Paata To Tera Jo Thikaana Hota) Jahannam Me Apne Us Thikaane Ki Taraf Dekh Ki Allah Ta’ala Ne Tujhe Us (Ma’refat Maqam-E-Mustafa صلى الله عليه و آله وسلم) Ke Badle Me Jannat Me Thikaana De Diya Hai.

Phir Wo Donon Ko Dekhega Aur Agar Munafiq Ya Kaafir Ho To Us Se Poochha Jaa’ega Too Is Shakhs (Ya’ni Sayyadana Muhammad صلى الله عليه و آله وسلم) Ke Mut’allik (Duniya Me) Kyaa Kaha Karta Tha ?
Vo Kahta Hai Ki Mujhe To Maloom Nahin, Mein Vahi Kahta Tha Jo Log Kahte The.
Us Se Kaha Jaa’ega Toone Na Jaana Aur Na Padha.
Use Lohe Ke Gurz Se Maara Jaa’ega To Vo (Shiddat Takleef) Se Cheekhta Chillata Hai Jise Jannat Aur Insan Ke Sab Qareeb Waale Sunte Hain.”

References :

(Sahi Bukhari Pg : 448, Kitabuz Janaiz, Baab : Murdo ka pair ki awaaj Sun Ne Ka Bayan, Hadees : 1273)
(Sahi Bukhari, Kitabul Janaiz, Baab : Maa Ja Fi Azabil Kabri, Pg : 461)
(English Hadees No of Sahi Bukhari : 1338, 1374)

(Sahi Muslim Vol : 07, Pg :262, Hadees : 7216 “Eng No : 2870”)
(Sunan Nasai, Kitabuz Janaiz, Hadees : 2051)
(Sunan Abu Dawood , Kitabul Sunnat, Baab : Kabr Kay Sawalat Aur Azaab E Kabr Ka Bayan, Hadees : 4751)
(Jamai Tirmizi, Kitabuz Janaiz, Hadees : 1071)
(Musnad Ahmad Ibn Hambal Vol : 03, pg : 126, Hadees : 12293)

Kuch Wahabi Ye Bhi Kahte Hai MURDE nahi sun sakte
Imam Bukhari ne is masle pe hi roshni daali kay MURDE KADAM KI AWAAZ SUNTE HAI


Scan Page:




Murde ka Sunna

Saheeh Bukhari ki riwayat me Maujood hai ke Hazrat Anas bin Maalik Rdh. se riwayat hai ke Rasoolullah ne Farmaaya hai :

Jab Banda Apni Qabar me Rakh diya jaata hai, aur Uske Saathi (Yaani Uske Janaaze ke Saat Aane waale) Waapis Chal dete hai aur (Abhi wo Itne Qareeb hote hai ke) UNKI JUTIYO KI AWAAZ WO SUN RAHA HOTA HAI…….

(Saheeh Bukhari : Hadees no 1374)

 mhsks_Page107

Is riwayat se Maloom huwa ke Qabar me Maujood Murda Zindo ki Guftago aur Harkat Waghaira Sun-sakta hai, Is Masle ko Sima’a Mautaa Kehte hai [Yaani Murde ka Sunna]

Aur Is HADEES ki Rooshni me Hamaara bhi Kehna yahi hai ke Jab Qabar ke paas Koi Guftagu hoti hai, Toh wo Qabar waala us Guftagu Sun Sakta hai.

Scan Pages of sahi bukhari shareef And Sahi Muslim Shareef👇






HADEES SHAREEF:

Rasoolullah sallaho alaihi wasllam ne farmaayaa mayyat apne uthane walo gusal dene walo aur qabar me utarne walo Tak ko janti hai 

Musanad Ahmad bin hambal hadees 11010

रसूलुल्लाह सल्लाहो अलैहि वसल्लम ने फरमाया मय्यत अपने उठाने वालो गुसल देने वालो और क़बर में उतारने वालो तक को जानती है

 {मुसनद अहमद बिन हम्बल हदीस 11010}







DALIL AHLE HAGIS SE:



DALIL 1






Dalil -1






Dalil-1

*Wahabi Ahle hadis kehte hai k qabr wale na sun sakte hai na bol sakte hai.*

Lekin inke guru ibne taimia hadis nakal karte hai k huzur ki qabr se azan ki awaz ati thi.

 Ibn Taymiya (661-728 hijri) likhta hain

Jab Ayyam -e- Harra k dino mein jab yazeed ne madine pe chadai ki thi un dino mashoor Tabien saeed ibn musaib rah Nabi karim Sallallahu Alaihi Wasallam ki Qabr mubarak se namaz k waqt Azaan ka awaaz suna kartey the. Aur us waqt masjid Nabwi mein koi nahi hota Tha..

 *[Fatawa ibn Temiyya jild 11, page 280-281]*
.
Wahabi kutto Hum sunnio ki na sahi tumhare guru ki toh bat mano. 😊

Scan 👇🏼



Dalil-2


Wahhabio k Imaam Ibn Taymiya ki karamat our unka Aqide par ek nazar..😜

IBN TAYMIYA Maut Ke Baad Bhi Logo Ki Madad Kerta Tha 🙈🙈

Ibn Qayyim Farmate Hey Ke Aise Logo ki Ta'dad Bahot Zyada Hey Jinko IBN TAYMIYA Ne Khwab Me Koi Dawa (Koi Nuskha) Bataya, Inhone (Logo ne) Istemaal Kiya Aur Shifa Ho Gayi. Mazeed Farmate Hey ke Mujhe Ek Se Zyada Logo Ne Bayan Kiya Jo IBN TAYMIYA Ki Taraf Ma'eel Bhi Nahi They (Ya'ni IBN TAYMIYA se Khaas Ta'luq wa Aqidat Nahi Rakhte They) Ke Unhone IBN TAYMIYA ki Maut ke Baad Unko Khwab me Dekha aur Faraiz Wagaira Mushkil Masail Ke Baarey Me IBN TAYMIYA se Sawal Kiya to IBN TAYMIYA ne Khwab ne Sahih aur Durust Jawab Diya.

Ibn Qayyim Farmate Hey ke Is (Ya'ni Khwab Ke) Amr aur Ma'mle ka Inkaar Wahi Shaks Karega Jo Arwaah Ke Ahkaam aur Shaan se Logo me Sabse Bada Jahil Ho.

[KITAB ROOH]

Scan page 👇🏻





Ibne kasir ne to wahabi ki bolti hi band kar di 
Murde sunte hi nahi bolte bhi hai👇👇👇👇👇

#murde_sunte_hai





Dalil deoband tabligio se. 

POST:1

Sahibe Mazar ko aane walo ki khabar hoti hai 

Hakimul ummat Ashraf Ali Thanvi deobandi. Tablig jamaat. 




POST:2



Deobandi Qabar Poojari

Part 2

Ashraf Ali Thanvi Ne Apne Peer Ki Qabar Se Wahi  Faida Uthaya Jo Apki Haalat-E-Hayat Se Uthata 

Apne Deobandi Ko Kehte Hue Suna Hoga Ke Mazar Per Ja Kar Sirf Waseela Maange Lekin Apke 

Ashraf Ali Thanvi Toh Chupe Rustam Nikle Woh Toh Jate Bhi They Waseela Or Madad Bhi Maangtey…!! 

 Ashraf Ali Thavi  Ke Peer-O-Murshid Ek Martaba Aur  Miyana Masjid Ke Pas Rakhwa Diya, Farmate Hain Mai Bhi Hazir-E-Khidamt Sharif Tha To Hazrat Ne Farmaya Tum Mujarrad Theaur Hafiz Zaamin Wa Molvi Sheikh Muhammad Sahab Iyaldar. Mera Irada Tha Ki Tumse Mujahidah Wa Riyazat Lunga. Masiyyat-E-Baari Se Chaarah Nahi Hai. Umr Ne Wafa Na Ki. Jab Hazrat Ne Ye Kalima Farmaya To Mai Patti Miyana Ki Pakad Kar Rone Laga To Hazrat Ne Tashfi Di Aur Farmaya Ki 

Faqeer Marta Nahi Bas Ek Makan Se Dusre Makan Me Inteqal Karta Hai. Faqeer Ki Qabr Se Wohi Faida Hasil Hoga  Hai Jo Meri Zindagi Zahiri Me Hota Tha. Farmaya Hazrat Sahab Ne Ki Maine Hazrat Ki Qabr Muqadaas Se Wohi Faida Uthaya Jo Apki Haalat-E-Hayat Se Uthata Tha.

(Imdadul Mushtaq Ilal  Ashraful Akhlaq. Pg.111)

Scan Page




No comments:

Post a Comment

Radde Wahabiat Images | post