NAAM NIHAD AHLE HADEES KE NAZDEEK SAHABA RZ HUJJAT NAHI HAI JO SAHABA RZ KE QAUL KO HUJJAT NA MANE WO QURAN O HADEES KE MUNKIR HAI KIYUN SAHABI KE QAUL O FEL SE HI QURAN O HADEES KO JANA JATA HAI
Firqa Ahle Hadees Ka Sahaba Kiraam ( Radiallahu Talaa Anhu ) Se Zabardast Ikhtilaaf
Wahabi Firqa Ahle Hadees Ke Khane Ke Daant Kuch Aur Batane Ke Kuch Aur
Ghair Muqallideen ke Nazdeek Sirf Allah tala aur Uske Rasool ka Qaul hi Hujjat hai.
Baaqi Kisi Sahabi ya Taba-in wagaira ka Qaul unki Nazdeek Hujjat nahi hai.
Chunaanche
1 – Ahle Hadees Ghair muqallideen ke Shaik ul kulli fil kul Nazeer Hussain Dehelwi Likhte hai ke Sahabi ka Qaul Hujjat nahi hai.
(Fatawa Naziriya : Jild 1: Safa 340)
Scan Page :
2 – Allama Shaukaani Likhte hai
وَأَفْعَالُ الصَّحَابَةِ وَأَقْوَالُهُمْ لَا حُجَّةَ فِيهَا
ke Sahaba e Ikraam Rdh. Ke Af’aal aur unke Aqwal Hujjat nahi hai.
(Nail ul Autaar : Jild 7 : Safa 365)
Scan Page :
3 – Ahle Hadees Ghair Muqallideen ke Ustaad ul Ulama Muhaddis Yahiya Gondalwi Sahaab Farmaat ehai ke Taba-in ke Aqwaal Balke Sahaba Rdh. Ke Aqwal Ikhtelaafi Umoor me Hujjat nahi hote.
(Khair ul Kalaam : Safa 249)
Scan Page :
4 – Mashoor Ghair Muqallid Aalim Nawab Nurul Hasan Khan Sahaab Tehreer Karte hai ke Usool me Yeh Baat Taishuda hai ke Qaul Sahabi Hujjat Nahi hai.
(Arful Jaadi : Safa 101)
5 – Ghair Muqallideen ke Shaik ul Islam Maulana Sanaullah Amritsari Sahaab Farmaate hai ke Ahle hadees ke Mazhab me Khuda aur Rasool ke Kalaam ke siwa kisi ke qaul wa fa’al ko hujjat e Shariya ki haisiyat se jagah nahi hai.
(Mazaalim e Ropdi : Safa 50)
6 – Shaik Abdur Rauf Sindhi sahaab Likhte hai ke Qaul e Sahabi Hujjat nahi hai.
(Al Qaul ul Mabqool : Safa 447)
7 – Maulana Nazeer Hussain Dehelwi Likhte hai ke aur Fahem e Sahaba Rdh. Hujjat e Shari Nahi hai.
(Fatawa Naziriya : Jild 1 : Safa 622)
Scan Page :
8 – Muhammed Junagadi Sahaab Likhte hai ke Yaqinan Sahabi ke Aqwal Hujjat nahi Rehte.
(Dalail e Muhammedi : Hissa Duwam : Safa 62)
9 – Ghair Muqallideen ke Mashoor aur Mustanad Aalim Allama Ameer Yemeni sahaab Khalifa e Raashid Hazrat Umar Farooq Rdh. Ki Jaari Karda Jamaat e Taraveh ko Biddat e Zalaala Qaraar dete huwe Likhte hai :
عَرَفْت أَنَّ عُمَرَ هُوَ الَّذِي جَعَلَهَا جَمَاعَةً عَلَى مُعَيَّنٍ وَسَمَّاهَا بِدْعَةً وَأَمَّا قَوْلُهُ ” نِعْمَ الْبِدْعَةُ ” فَلَيْسَ فِي الْبِدْعَةِ مَا يُمْدَحُ بَلْ كُلُّ بِدْعَةٍ ضَلَالَةٌ.
Tumne yeh Jaanliya ke Hazrat Umar Rdh. Hi ne Taraveh ko Ek Muqarar karda Imam ke Saat ki Surat di aur Iska Naam Bidat Rakha , Aap ka yeh qaul achi biddat hai toh Biddat koi bhi qaabil e ta’arif nahi balke har Biddat Gumraahi hai.
(Subool us Salaam : Jild 2 : Safa 26)
Scan Page :
10 – Mazeed Yemeni Sahaab Hazraat e Khulfa e Rasheedin ke Kisi bhi Qaul wa Fa’al ko Hujjat nahi Maante , chunaanche Likhte hai ke
Sahaba Ikraam Rdh. Ne Kayi Masail me Shaikhain (Hazrat Abubakr Siddiq Rdh.,Hazrat Umar Al Farooq Rdh.) Ki Muqaalifat ki hai.Isse Maloom huwa ke Inhone Hadees ka Matlab nahi samjha ke Khulfa e Rasheedin jo Kuch kahe Ya Kare Wo Hujjat hai.
(Subool us Salaam : Jild 2 : Safa 29)
11-Ahle Hadees Ke Mashoor Aalim Muhammad Gondhalvi Ne Apne Kitaab Mein Farmate Hain
Tabeen Balke Sahabi Ka Qaul Bhi Ikhtilaafi Umoor Mein Bhi Hujjat Nahi Hote
Tabeen Balke Sahabi Ka Qaul Bhi Ikhtilaafi Umoor Mein Bhi Hujjat Nahi Hote
"Khairul Kalaam Fi Wujoob Fateha Khalfal Imam"
Scan Page
Scan Page :
Ab Jo Log ke akaabir Sahaba Ikraam Rdh. Aur Khulafa e Rasheedin ke Aqwaal ko Hujjat nahi maante Balke Unki Sunnat ko Biddat Qaraar de rahe hai ,
Toh Phir Nabi ﷺ Hadees ke mutabik Gair muqallid firqa jahannami firqa hai
isliye ke
Nabiy-e-kareem sallallahu alaihi wasallam ne farmaya meri ummat me 73 firqe Honge us me Ek firqa jannati hoga farmaye sahaba ne pucha wo ek jannati firqey ki nishani kya hai Nabi ne farmaye MERE AUR MERE SAHABA KE TARIQE PAR CHALNE wala firqa jannati hoga farmaye
Nabiy-e-kareem sallallahu alaihi wasallam ne farmaya meri ummat me 73 firqe Honge us me Ek firqa jannati hoga farmaye sahaba ne pucha wo ek jannati firqey ki nishani kya hai Nabi ne farmaye MERE AUR MERE SAHABA KE TARIQE PAR CHALNE wala firqa jannati hoga farmaye
Aab ye Gair muqallid shaitaan ki aulad sahaba ke tariqe par chalne ki toh door ki baat hai ye sahaba ko hujjat nahi mante inke pass Quran aur Hadees hi hujjat hai ab ye Hadees mutabik Gair muqallid firqa jahannami firqa huwa Aur Gairmuqallid Ka Dawa Hain "Atiulla Wa Attur Rasool ﷺ"
Is Dawe Ke Mutabiq Gairmuqallid Kaise Janaati Ho Sakta Hain?
Is Dawe Ke Mutabiq Gairmuqallid Kaise Janaati Ho Sakta Hain?
No comments:
Post a Comment