Monday, 11 March 2019

Mazaar ko chumna / bosa lena kaisa?



Mazaar ki jiyarat ke liye jab jaye to Char kadam door rahe taaki be adbi na ho Mazaar ki. Aur Ala Hazrat ne Qabar se Doori banane ko kaha, Lekin Bhot saare Ulma ne Bosa lene ko Jayj kaha hai. 

Lekin wahabi bosa lene ko shirk kahte h Afsos ki baat hai in logo ko shirk kya hota hai yah bhi nh pata. 






*Huzoor ﷺ Ki Qabr-E-Anwar Ka Bosa Lena*

*Islam Ke Pehle Muazzin Hazrat Syyedina Bilal Radi'Allah'Anhu Ka Aqeeda Dekhe*
_Hazrat Bilal Jab Syria Shaam Se Wapis Madine Sharif Aate Aur Huzoor ﷺ Ke Roze Par Hazir Hokar Rone Lagte Aur Rasool Allah ﷺ Ki Qabr-E-Anwar Par Apna Chehra Mubarak Rakhte Aur Más Karte Yani Bosa Lete Chomte_

*Aur Aaj Jab Koi Musalman Sarkar Ki Jaliyon Ko Sirf Touch Karne Ki Koshish Karta Hai Ya Diwar Mubarak Ko Touch Kare Toh American 🇦🇺Dog's 🐕 Saudi Najdi Mulla's Kehta Hai Shirk Haram Bidd'at*
_Aur Ye Bhi Kehte Hai Ki Ye Sab Barelviyo Ka Tarika Hai Mazar Ko Chohna Chomna_
*Kya Hazrat Bilal Bhi Barelvi The?*

*Reference Book*
Wafa ul Wafa
Safa 217
*Scan Page*
📗📄👇🏻




Post:2

Kya Hadrat e Bilal Radiallahu Anhu Bhi Qabar Poojwa Hain?

Jab Aaqa ﷺ Ka Wisal Hua Tab Bilal Radiallahu Anhu Madeene Se Mulk e Sham Chale Gaye (Isliye Ke Waha Ke Daro Diwar Dekta Hu Toh Rasullah Ki Yaad Aati Hain Afsos Se chale Gaye) 

Jab Hazrat e Bilal Mulk e sham mejn the Tab Nabi ﷺ Khwab Mein Tashreef Laate Hain 
“Aur Nabi ﷺ Ne Hadrat e Bilal se kaha Aaye Bilal Yeh Kaisa Sitam Hain? Kaisey Takleef Hain? Mujse Door Hogaye?

Aaye Bilal Kya wo waqt nahi aaya? Tum Mujse Mulaqat Karo 

Uske baad Hazrat Bilal Radiallahu Anhu ghamgeen ke Halaat mein bedar hue Fauran Wo Madeene Ke Liye Safar Kiye 

Aur jab qabar e Anwar ke pass aaye Khoob Lipat Ke rone lage Aur Apne Chehre Ko Qabre Anwar par Maalte Jaate Rote Jaate

(Shifa' Al Siqam fy Ziyarat Khayr Al Anam" Imam Taqi Al Din Al Subky Al Shafi rehmatullahi Alahi Safa 185)

👍Is Hadees Ko Kaseer Muhadees Ne Likha Bhi Hain Aur Hassan Bhi Kaha 

1.Imam Ibne Aasakir “Tarikh e Damishq” Jild 07, Page 137
Imam Ibne Asakir Kehte Hain Is Ki Sanad Jayyad Hain

2.Imam Taqi Al Din Al Subky Bhi Kehte Hain Is Ki Sanad Jayyad Hain

3. Imam Ibne Aasakir “usdul Ghabah” Jild 01, Safa 308

4.Imam Nawai Ne “Tehzeebul Asma” Jild 01, Safa 136

5.Imam Zahabi “Tarik Ul Islam” Jild 17, Safa 66

6.Imam Zahabi “Siyarul Nubala” Jild 01, Safa 358

7.Shah Abdul Haq Muhadith Dehlvi “ Madarijun Nubuwat” Jild 02, Safa 583

8.Gairmuqllid Ke Aalim Shaukani “Naylul Awtar “ Jild 04, Safa 180 Par Kehte Hain Ibne Aasakir Ne Is Riwayaat Ko Sahih Sanad Se Naqal Kia. 






No comments:

Post a Comment

Radde Wahabiat Images | post