Wednesday, 13 March 2019

Hanfi namaz.

Aqamat ke waqt kis waqt namaz ke liye khade ho?


*Namaz Me Jamat Ki Takbir Me Kab Khade Hona Chahiye?*

~Wahabi Deobandi Ahle'hagees Najdi Atangwadi Log Aur Unke Dalal Namaz Ki Takbir Kehne Se Pehle Hi Oont 🐪Ki Tarah Khade Ho Jate Hai Aur Zyada Tar Duniya Parast Lal'chi Log Bhi Inko Fallow Karte Hai~

*Hazrat Imam Bukhari Ke Dada Ustad Hazrat Imam Abdur Razzaq Al Sam'aan Al Mutawaffa 211 Hijjri Farmate Hain*
_Hazrat Imam Ibn Juraiz Rahmatullah Alaih Ne Kaha Maine Hazrat Ataa *(Taba'een)* Se Pucha Jab Muazzin *‘QADD'KA'MATISS'SALAT’* Kahe To Kya Log Is Waqt Khade Hojaye,?_
*Hazrat Ataa Ne Farmaya HAAN*

*Ek Dursi Riwayat*
_Ibn e Juraiz Ne Hazrat Abdullah Bin Abi Yazeed Se Riwayat Karte Hain Aur Aagay Farmate Hain Ki Hazrat Imam Hussain Alayhissalam Us Waqt Qayaam Karte Yani Namaz Me Khade Hote Hai Jab Takbir Kehne Wala Ye Kahe_ *Qadd'ka Matiss'Salah*

*Alham'dulillah Hum Barelvi Musalman Hazrat Imam Hussain Radi'Allah'Anhu Aur Taba'een Ke Tarike Par Namaz Padh'te Hai*
_Aur Aap *?*_

*Reference Book*
_(Al Musannaf Abdur Razzaq_
_Vol : *01*, _Hadees :_ *1936&1 937)*
*Scan Page*

📘📄👇🏻


Dalil tabligi deobandio ki Kitab se. 


Akamat ke shuru me baithna deoband ke bahot bade alim se sabit.

Muallif
*Maulana muhammed rafiyat qasimi*
*Darul ulum madrasa e deoband*

Kitab 👇🏻
*Masail e rafayate qasmi*
*Masail e imamat*
*Page. no 125*

Scan page. 👇🏻






RAFAIDEN NAHI KIYA


*Huzoor ﷺ Namaz Me Rafayadain Na Karte*

*_Hazrat Imam Ḥumaydi Al Makki Al Mutawaffah 219 Hijri Hadith Code Karte Hain_*

_Hazrat Abdullah Bin Umar رضي الله عنه Bayaan Farmate Hai Ke Maine Rasool Allah ﷺ Ko Namaz Shuro Karte Dekha Ke Jab_ *Huzoor ﷺ Ne Namaz Shuru Farmaayi Toh Haatho Ko Kaandho (Shoulders) Tak Utaaye Aur Jab Ruku Me Tashreef Le Jaate Waqt Aur Ruku Se Uth'te Waqt Huzoor ﷺ Rafayadain Na Kiya Aur Na Hi Huzoor ﷺ Ne Dono Sajdo Ke Darmiyaan Rafayadain Kiya.*

_Alhamdulilah Aaj Hum Hanfi Barelvi Musalman Bhi Apne Nabi ﷺ Ke Tarike Par Hi Namaze Ada Karte Hai._
 *Aur Aap Kiske Tarike Par Padhte Hai* _Yahudiyo Yani Ahle'hageeso Saudi Najdiyo Ke?_ *Ya Jinke Sadqay Namaz Mili Unke?*

*Reference Book*
Musnad Humaidi
Vol *1* Page *288* Hadees *614*
*Scan Page*

📗📄👇🏼




*RUKOO MILNE PAR RAKAAT MIL JAATI HAI*

 ﻋَﻦْ ﺃَﺑِﻲ ﻫُﺮَﻳْﺮَﺓَ ، ﺃَﻥَّ ﺭَﺳُﻮﻝَ ﺍﻟﻠَّﻪِ ﺻَﻠَّﻰ ﺍﻟﻠَّﻪُ ﻋَﻠَﻴْﻪِ ﻭَﺳَﻠَّﻢَ ، ﻗَﺎﻝَ : ” ﻣَﻦْ ﺃَﺩْﺭَﻙَ ﺭَﻛْﻌَﺔً ﻣِﻦَ ﺍﻟﺼَّﻼﺓِ ، ﻓَﻘَﺪْ ﺃَﺩْﺭَﻛَﻬَﺎ ﻗَﺒْﻞَ ﺃَﻥْ ﻳُﻘِﻴﻢَ ﺍﻹِﻣَﺎﻡُ ﺻُﻠْﺒَﻪُ ”

Tarjumah-”Abu Hurayrah(raziallahu ta’ala anhu) se rivaayat hai ke, Rasoolullah (sallallahu alaihi wa sallam) ne farmaaya: “Jisne Namaz mese Rukoo’ Paa liya Tehqeeq Usne (Namaaz) Paa li isse pehle ke Imaam Apni Peeth Theek kar le”
[Sahih Ibn Khuzaymah; Kitaab: Al-
Imaamah Fis-Salaah

) ﻋَﻦْ ﺃَﺑِﻲ ﺑَﻜْﺮَﺓَ ، ﺃَﻧَّﻪُ ﺍﻧْﺘَﻬَﻰ ﺇِﻟَﻰ ﺍﻟﻨَّﺒِﻲِّ ﺻَﻠَّﻰ ﺍﻟﻠَّﻪُ ﻋَﻠَﻴْﻪِ ﻭَﺳَﻠَّﻢَ ﻭَﻫُﻮَ ﺭَﺍﻛِﻊٌ ، ﻓَﺮَﻛَﻊَ ﻗَﺒْﻞَ ﺃَﻥْ ﻳَﺼِﻞَ ﺇِﻟَﻰ ﺍﻟﺼَّﻒِّ ، ﻓَﺬَﻛَﺮَ ﺫَﻟِﻚَ ﻟِﻠﻨَّﺒِﻲِّ ﺻَﻠَّﻰ ﺍﻟﻠَّﻪُ ﻋَﻠَﻴْﻪِ ﻭَﺳَﻠَّﻢَ ، ﻓَﻘَﺎﻝَ : ”ﺯَﺍﺩَﻙَ ﺍﻟﻠَّﻪُ ﺣِﺮْﺻًﺎ ﻭَﻟَﺎ ﺗَﻌُﺪْ ”

Tarjumah-”Abu Bakrah (raziallahu
ta’ala anhu) (Masjid me pohnche) Jab ke Nabi (sallallahu alaihi wa sallam) Rukoo’ me the, Ye dekh kar
Unhoney Saff se Qabl (pehle) hi Rukoo’ kar liya, Rasoolullah (sallallaahu alaihi wa sallam) ko (ba’d Namaaz) Ye baat batlaayi gayi to Aap (sallallahu alaihi wa sallam) ne
farmaaya: Allah Tumhaari Neiki ki Hirs barhaaye magar phir aisa na karna (Ya’ni Saff me peeche na reh jaana balke Saff me aa kar shaamil hona)

Sahih Al-Bukhaari, Kitaab:Al Azaan
Agar Muqtadi per Surah Faatihah WAAJIB hoti to Rasoolullah (sallallaahu alaihi wa sallam) Abu Bakrah(raziallahu ta’ala anhu) ko
Namaaz ke Lautaane ka hukm dete magar aisa koi hukm nahi diya balke Saff se pehle hi Rukoo’ karne se mana’ farmaaya…








*Namaz Me Naaf Ke Neeche Haath Bandhn*

1️⃣Hazrat Wayl Bin Hujr Radiallaho anho Bayaan Farmate hai ke Maine Nabi e *Karim Sallallahu Alaihi Wasallam ko Dekha ke Aap Namaz me Apne Daye Haat Ko Baye Haat Par Naaf ke Neeche Rakhe Huve Hai*

musannaf ibne abi sahiba *imam Naimavi*
*Rahmtullah ne *Asaar e Sunan me Is Hadees Ki Sanad ko Saheeh kaha Hai*

Scan Page

2️⃣Hijaaj Bin Hisaan Rahmtullah Alaih Farmate Hai ke Maine Hazrat Abu Mujlas Rahmtullah alaih se Suna , Ya Maine Unse Dariyaaft kiya ke Namaz me Haath Kaise Rakho ? Toh Farmaya ke *Namaz Padhne Wala Apne Daaye Haat  ki Hataili ke Andruni Hisse ko Apne Baaye Haat Ki Hataili ke Upar Hisse Par Rakhe aur Un Dono ko Naaf se Neeche Rakhe*


Musannaf Ibn Abi Shaiba *imam Naimavi*
*Rahmtullah ne *Asaar e Sunan me Is Hadees Ki Sanad ko Saheeh kaha Hai*

SCAN PAGE

3️⃣Jaleel ul Qadar Tabii Hazrat Ibrahim Naqi Rahmtullah alaih Farmate hai ke *Namazi Namaz me Apne Daaye Haat Ko Baaye Haat Par Naaf ke Neeche Rakhe*

Musannaf Ibn Abi Shaiba *imam Naimavi*
*Rahmtullah ne*Asaar e Sunan me Is Hadees Ki Sanad ko Hasan kaha Hai*

SCAN PAGES





Dalil Ahle Hagis Ke Ghar Se. 

Sine Par Hath Bandhana Sunnat Nahi

Ahle hadees jiski mante h dalil usi k kitaab se
Albani sab likhte hai
#Namaz me sine par haath bandhna sunnat nahi
Aur ham yahi sabeet karna chahte hai... 





Ibn taymiya


Seena Pr Hath Bandhna Makruh h


Gair Muqallido ke shaikhul Islam Ibe Taymia likhta h


Namaz me Seena pr Hath bandhna Makrooh b ispr nas h


Refrence.. kitabus salaat page no.69


Nakli Ahle Hadeeso dekho Aapke Shaikhul Islam sahb kya kah rhe h


Hamari Mt maano Kamse km Apne Abba ki to Maano




Ahle hadees maulvi Hafiz Khalid salfi ...


#namaz me haath naaf k niche ya upar bandhna jaiz hai 

Ispar sahaba tabaeen wa Ahle ilm ka Amal hai


Wavy maulvi Hafiz Khalid salfi ...




No comments:

Post a Comment

Radde Wahabiat Images | post