Friday 15 March 2019

73 firqe me 1 jamaat jannati.

HADEES NO-1

*72 Firqe Jahennami Honge Aur 1 Jannati Hoga*

*Rasool Allah ﷺ Ne Irshad Farmaya*
_Bani Iz'raeel 72 Firqo Me Bati Aur Meri Ummat 73 Firqo Ko Taqsim Distribution Hogi Kullo Fin Naar illah Wahida Sab Jahannam Me Jayege Siwaye Ek Kay?_

*Sahaba e Karam Ne Arz Ki Ya Rasool Allah ﷺ Wo Jannati Firqa Kaun Sa Hoga?*
_Huzoor ﷺ Ne Farmaya Maa Alayhe Wa Ass'haabi Matlab Jo Mere Aur Mere Sahaba Ke Rastay Par Hoga_

*Pay Attention*
_Is Hadees Ko Har Firqe Wala Manta Hai Kisi Ko Ikhtilaf Nahi Siwaye Sibtain Haidar Minhaji Ke_
*To Isse Huzoor ﷺ Ke ilm e Gaib Ka Saboot Bhi Mila Kyun Ke Ye Baat Future Ki Aaqa Kareem ﷺ 1500 Saal Pehle Hi Bayan Kar Rahe Hain*

*Reference Book*
_Jame Tirmizi_
*Scan Page*

📗📄👇🏻


5 comments:

  1. Agar tmse koi ye khta hai ki rasolallah ko ilm-e-gaib tha to vo galt khta hai
    Bukhari-7380

    ReplyDelete
    Replies
    1. chup beth badbakht thoda lihaz se baat kara kar a se makam par..... jo tumhare gande mu me aaye bak dete ho

      Delete
    2. Isi hadees shareef me huzoor Alaihissalam ne gaib ki khabar de di... 73 honge giroh usme ek jamat jannat jayegi.... Kab tak apni nabi ka Kal ma padh kar unhi me aib talaash karoge... Nabi Alaihissalam se muhabbat karo....

      Delete
    3. Huzoor Sallallahu Alaihi Wasallam ko Gaib ki Khabar Allah ne di thi

      Delete
  2. Hm khete hen k rasool ko ilm e ghaib tha magar allah ne hi ata kiya tha, unka zati nh tha , q k allah jise chahe apny raaz ata farmata hai,,

    ReplyDelete

Qabristan Jakar Salaam Karna | Qabr walo Ko salaam Karna |Hadees

 Hazrat Abdullah Bin Abbas رضي الله عنه Se Riwayat Rasool Allah ﷺ Madinah Shareef Me Kuch Qabro Ke Paas Se Ghuzray To Un Qabro Ki Taraf Rukh...