Hum Ahle Sunnat ka aqeeda ilm ghaib ke talluq se yahi hai ke ALLAH paak ki ata se huzoor alaihissalam jante hai.huzoor alaihissalam ko ilm ghaib kitna diya gaya yah to ALLAH paak Aur uska Rasool alaihissalam behtar jante hai.
Aayeeye dekhte hai Quraan shareef aur hadees sharef aur tafseero me salaf ne kya farmaya is talluq se.
Dalil Qura'an paak se:
Ilm Ghaib Qur'aan ki roshni me.
*﷽*
*Jo Ho Chuka Hai Jo Hoga Huzoor ﷺ Jantay Hain*
[Quran Ka Elan]
_Sureh Rehman Ayat *(1)&(4)*_
*الرَّحْمَٰنُ -:1*
*عَلَّمَهُ الْبَيَانَ -:4*
_Tarjuma Translate_
*_Rehman Ne Apne Mehboob ﷺ Ko Quran Sikhaya Insaniyat Ki Jaan Muhammad ﷺ Ko Paida Kiya Makaa'na Wa Ma'yakoon Ka Bayaan Inhe Sikhaya._*
*Tafseer (1)*
_Hazrat Imam Abi Ishaq Bin Ibrahim Al Salibi Al Mutawaffah 428 Hijri Rehmatullahay'alaih Iski Tafsir Me Likhte Hain_
*Allah ﷻ Ne Muhammad ﷺ Ko Paida Kiya Aur Unhe Har Woh Baat Ka ilm Sikha Diya Jo Ho Chuka Aur Jo Hone Wala Hai.*
*Tafseer (2)*
_Hazrat Imam Abu Ibn e Jawzi Al Mutawaffah 597 Hijri Rehmatullahay'alaih Likhte Hai_ *Rahman Ne Apne Mehboob Ko Quran Sikhaya Insaniyat Ki Jaan Muhammad ﷺ Ko Paida Kiya Aur Ma'kaana wa Ma'yakoon Ka ilm e Gaib Ka Bayaan Inhe Sikhaya.*
*Tafseer (3)*
_Hazrat Imam Abu Hussain Al 'Baghawi Al Mutawaffa *516 Hijjri* Rehmatullahay'alaih Farmate Hain_
*Ki “Allah ﷻ Ne Muhammad ﷺ Ko Paida Kiya Aur Unhe Har Woh Baat Ka ilm Sikha Diya Jo Ho Chuka Aur Jo Hone Wala Hai.*
*Tafseer (4)*
_Hazrat Imam Qurtubi Al Mutawaffah *671 Hijri* Rehmatullahay'alaih Iski Tafsir Me Likhte Hain_
*Allah ﷻ Ne Muhammad ﷺ Ko Paida Kiya Aur Unhe Har Woh Baat Ka ilm Sikha Diya Jo Ho Chuka Aur Jo Hone Wala Hai.*
*Tafseer (5)*
_Hazrat Imam Al Mufassir Abi Umar Bin Ali Abi Adil Damishqi Hambali Al Mutawaffah *880 Hijri* Rehmatullahay'alaih_ *Bhi Iski Yahi Tafsir Bayan Karte Hai*
*Khuda Hi Jane Ubaid Unhe Hai Pta Kya Kya.*
Hame To Itna Pta Hai
*Huzoor ﷺ Sab Jantay Hain*
*Reference Book*
*1* Tafsir e Salabi
*2* Tafsir e Baghawi
*3* Tafsir e Zaad Masir
*4* Tafsir e Qurtubi
*5* Tafsir e Damishqi
*Scan's Pages*
📗📘📙📕📔
📄📄📄📄📄
👇🏼
*Huzoor ﷺ Ka ilm e Gaib Aur Sureh Saba*
_Huzoor ﷺ Ke ilm e Gaib Ko Abu Lahabi Wale Nahi Mante_
Quran Sureh Saba Ayat *46*
*قُلْ إِنَّمَا أَعِظُكُم بِوَاحِدَةٍ ۖ أَن تَقُومُوا لِلَّهِ مَثْنَىٰ وَفُرَادَىٰ ثُمَّ تَتَفَكَّرُوا ۚ مَا بِصَاحِبِكُم مِّن جِنَّةٍ ۚ إِنْ هُوَ إِلَّا نَذِيرٌ لَّكُم بَيْنَ يَدَيْ عَذَابٍ شَدِيدٍ -:*
_Tarjuma Translate_
*Wo To Tumhe Ek Sakht Azaab Ke Aane Se Pehle Ki Khabar Dene Wale Hain*
_Iski Ayat Ki Tafsir Me Imam Bukhari Likhte Hain_
*Hazrat Ibn e Abbas رضي الله عنه Se Riwayat Unhone Farmaya Nabi Kareem ﷺ Ek Baar Safah Pahadi Par Tashreef Farma Hue Aur Phir Aapne Farmaya "Ya Sabaha" To Quresh Ke Log Aapke Aaas Paas Jama Ho Gaye Aur Kehne Lage Kya Baat Hai? To Rasool Allah ﷺ Ne Farmaya* _Agar Me Tumhe Khabar Do Ke Dushman Subhah Ya Sham Hamla Karne Wala Hai To Kya Tum Mujhe Sacha Manoge Sabne Kaha Ha_ *Phir Huzoor ﷺ Ne Farmaya Me Tumhe Ek Sakht Azaab Ke Aane Se Pehle Khabr'dar Karta Hon*
_Ispar Wahabiyon Deobandiyo Ka Rohani Baap Abu Lahab Bola. Huzoor ﷺ Ko Ke_ *Tere Dono Haath T...t... Jaye Tune Hume Is Liye Jama Kiya Tha* _Astagfirullah Nauzbillah Maaz'Allah_
*Phir Allah Ta'ala Ne Usi Waqt Ye Ayat Nazil Ki Abu Laheb Wahabiyon Ke Sardar Ke Radd Me* _Allah ﷻ Ne Kaha Toot Jaye Abu Lahab Ke Dono Haath Aur Wo Khud Bhi Halaak Ho Jaye_
*To Pta Chala Ke Huzoor ﷺ To Gaib Ki Khabre Bayan Karte Thay To Unke ilm e Gaib Ka Inkar Sirf Kafir Abu Lahab Karta Tha Aur Aaj Uski Aulade Wahabi Ahle'hagees Selfie Gair Muqallid Deolandi Najdi Kar Rahe Hai*
*Reference Book*
Sahih al Bukhari
Vol *6* Tafsir Raqam *4801*
*Scan Page*
📗👇🏼📄
وَمَا كَانَ اللَّهُ لِيُطْلِعَكُمْ عَلَى الْغَيْبِ وَلَٰكِنَّ اللَّهَ يَجْتَبِي مِن رُّسُلِهِ مَن يَشَاءُ ٌۖ
Tarjama: "Aur ALLAH ki shan yeh nahin keh Ae Aam logon tumhen GAIB ka ILM de, haan ALLAH chun leta hai apne Rasoolon se jise chahe chahe" .
[PARAH 4 ,Surah Al-Imran, Aayat 179]
وَعَلَّمَكَ مَا لَمْ تَكُن تَعْلَمُ ۚ وَكَانَ فَضْلُ اللَّهِ عَلَيْكَ عَظِيمًا
Tarjama: "aur tumhen Sikha diya jo kuch tum na
jaante the , aur ALLAH ka tum par bada fazal hai".
*[Surah Al-Nisaa,Aayat no 113]*
مَا أَنتَ بِنِعْمَةِ رَبِّكَ بِمَجْنُونٍ
Tarjuma:
" Tum Apne RAB k Fazal se Majnoon nahin".
*[PARAH 29, SURAH 68 (Surah Qalam),AAYAT 2]*
وَلَئِن سَأَلْتَهُمْ لَيَقُولُنَّ إِنَّمَا كُنَّا نَخُوضُ وَنَلْعَبَُ
Tarjama: " Aur Ae MEHBOOB agar tum un se puchho to kahenge k hum to Yun hi Hansi Khel
main the ".
*[PARAH 10, SURAH 9 Surah Tawbah, AAYAT 65]*
عَالِمُ الْغَيْبِ فَلَا يُظْهِرُ عَلَىٰ غَيْبِهِ أَحَدًا
إِلَّا مَنِ ارْتَضَىٰ مِن رَّسُولٍ
Gaib ka jaanne wala to apne gaib par kisi ko musallat nahin karata siwaa e apne pasandeedah rasoolon ke
*[Paarah 29 sura e jinn aayat 26/27]*
وَمَا هُوَ عَلَى الْغَيْبِ بِضَنِينٍ
Tarjama: " Aur yeh NABI, GAIB batane main Bakheel nahin ".
*[Surah Takweer aayat 24]*
يَا أَيُّهَا الَّذِينَ آمَنُوا لَا تَسْأَلُوا عَنْ أَشْيَاءَ إِن تُبْدَ لَكُمْ تَسُؤْكُمٌْ
Tarjama: "Ae Eemaan waalo, Aisi Baat na pucho ,jo tum par zaahir ki jaayen, to tumhen buri lagen
[Parah 7, Surah 5 Surah Maai’dah, Aayat 101]
Dalil Hadees sharif se:
HADEES SHAREF:1.
*Huzoor ﷺ Ka ilm e Gaib Aur Yahudiyo Ke Sawalaat*
*Hazrat Abdullah Bin Abbas رضي الله عنه Se Riwayat Hai Ki Yahudiyo Ka Ek Giroh Huzoor ﷺ Ki Khidmat Me Hazir Hua Aur Kaha Ya Abul Al Qasim ﷺ Hum Aapse Chand Baatein Puchna Chahte Hai Aap Hume Unka Jawab Dijiye Kyunke Un Bato Ko Koi Nabi Hi Jaan Sakta Hai Uske Baad Un Logo Ne Jo Sawalat Kiye Un Sawalat Me Ek Sawal Ye Bhi Tha Ki Taurat Ke Nazil Hone Se Pehle Hazrat Yaqoob عليه السلام Ne Apne Upar Kaun Sa Khana Haram Kar Liya Tha? To Huzoor ﷺ Ne Farmaya Ki Me Tumhe Us Allah Ki Kasam Deta Hon Jisne Hazrat Musa عليه السلام Par Taurat Ko Nazil Kiya Kya Tum Nahi Jante Ki Ek Martaba Hazrat Yaqoob عليه السلام Bahut Zyada Bimaar Ho Gaye Thay Unki Bimari Ne Jab Tool Pakda To Unhone Allah Ke Naam Ki Mannat Mang Li Ki Agar Allah Ne Unhe Is Bimari Se Shifa Ata Farma Di To Apne Sabse Mehboob Pine Ki Chiz Aur Sabse Mehboob Khane Ki Chiz Ko Apne Upar Haram Kar Lege Aur Unhe Khane Me Sabse Zyada Unt (Camel) Ka Ghosht Pasand Tha Aur Pino Ki Chizo Me Unt Ka Doodh To Un Yahudiyo Ne Kaha Ba'khuda Aisa Hi Hai*
_Yani Hazrat Yaqoob عليه السلام Ke Hazaro Saal Baad Hamare Aaqa ﷺ Duniya Me Tashreef Laye Hain But Hazrat Yaqoob Ne Apne Upar Kya Haram Kiya Tha Aur Kyun Haram Kiya Tha Ye Bhi Huzoor ﷺ Jantay Hain_
*To Pta Chala Ke Wahabi Ahle'hagees Deobandi Najdi Yahudiyo Se Bhi Badtar Hai Kyunke Yahudi Bhi Jante The Ki Nabi Ko ilm Gaib Hota Hai But Aaj Ka Yahudi Yani Wahabi Kehta Hai Ki Nabi Ko Diwaar Ke Piche Ka ilm Nahi* (Maaz'Allah)
*Musnad Ahmad Bin Hambal*
Vol *2* Hadees *2471*
*Scan Page*
📗📄👇🏼

HADEES NO:1
*Hazrat Umar رضي الله عنه ka ilme gaib, Door Se Ya Pukarna aur madad bhi karna*
_Hazrat Abdullah Bin Umar رضي الله عنه Bayan Karte Hain Ke_ *Hazrat Umar e Farooq رضي الله عنه Ne Hazrat Saariya رضي الله عنه Ko Ek Daste (Lashkar) Ka Ameer Banake Jung e Jihad Par Bheja Jo Sar'zamin e “Nahawand” Thi*
_Hazrat Umar “Masjid E Nabawi ﷺ Me Mimber Par Jalwa Farma Thay Hazrat Umar رضي الله عنه Khutba De Rahe The Ke Achanak Irshad Farmaya_ *_‘YA SAARIYA TUL JABAL’_* _Matlab Ya Sariya Pahad Ki Taraf Peeth Karlo._
*Yab Ye Kalamat Hazi'reen e Masjid e Nabawi ﷺ Ne Sune To Hairaan Hue Ke Makam E Nahawand Madina e Munawara Se Saikdo Meel Dur Hai Aur Hazrat Saariya Waha Ke Sipahsalar Hai Phir Ameerul Momineen Hazrat Umar رضي الله عنه Ne Unhe Yaha Se Kyu Aur Kaise Pukara ?*
_Is Sawal Ka Jawab Tab Mila Jab Makam E Nahawand Se Fateh E Nahawand Hazrat Saariya رضي الله عنه Ka Qaseed Aaya Aur Usne Khabar Di Ki Jab Hum Kuffaro (Kafiro) Se Ghir Gaye To Achanak Nida Aayi Ki Koi Keh Raha Hai_ *‘YA SAARIYA TUL JABAL’* _Ya Sariya Pahad Ki Janib Peeth Karlo_
*Hazrat Saariya رضي الله عنه Ne Kaha Ye To Ameerul Momineen Hazrat Farooq e Aazam Ki Awaaz Hai Unhone Fauran Lashkar Ko Pahad Ki Taraf Peeth Karne Ka Hukm Diya Aur Jo Jung Me Kuffar Humpar Gaalib (Haawi) Nazar Aa Rahe The Maidan Ka Pasah Hi Palat Gaya Aur Musalmano Ko Fateh e Mubeen Haasil Huwi Aur Islam Ka Parcham Lehra Diya”.*
Subhan'Allah
*Just Think*
_Jab Hazrat Umar رضي الله عنه Ki Nazaro Nighaho Ka Ye Aalam Hai Ki Madinah Shareef Se Hazaro Meel Dor Dekh Sakte Hai Aur Wahi Se Aawaz De To Wo Bhi Pauch Jaye Aur Usko Sun Bhi Liya Jaye_ *Jab Aashiq e Mustafa ﷺ Ka Ye Aalam Hai Toh Aaqa ﷺ Ki Nazro Nighaho Ka Kya Aalam Hoga*
*Notice*
_Is Waqiye Ko Sare Wahabro Ahle'hageeso Deobandiyo Gair Muqallid Najdiyo Ka Shaikhul Islam *Ibn Taymiyyah* Ne Apne *Fatawa Majmua Ki Jild 11 Safa 318 Par* Aur Isko Hasan Very Good Kaha_
_Aur Ibn e Tayymia Ke Shagird_ *Ibn e Qayyim Ne Apni Kitab* Madarijus Salifeen Ke Safa *210* Par
*Pay Attention*
_Isko Hamare Imamo Ne Bhi Likha Hai_ *Hazrat Imam Ahmad Bin Hambal Rehmatullahay'alaih Ne* Isko Apni Kitab *Fazail e Sahaba Safa 269-270 Par* _Aur Hazrat Imam Abu Bakr Al Bayhaqi Rehmatullahay'alaih Ne_ *Apni Kitab Al itiqad wa al Hadiyah Me Safa 430 Par*
*Dekhe Scan Page*
📚📄👇🏼
HADEES SHARIF NO-1.
*Huzoor ﷺ Ka ilm e Gaib Aur Hazrat Usman e Ghani Ki Shahadat Hona*
_Hazrat Abdullah Bin Umar RadiyAllahu Ta’ala ‘Anhuma Se Riwayat Hai Ki Huzoor Nabiyy-E-Akram ﷺ Ne Fitne Ka Zikr Kiya Aur_
*_Hazrat Uthman Bin Affan RadiyAllahu Ta’ala ‘Anhu Ke Muta’alliq Farmaya :_*
_Us Me Ye Mazlooman Shaheed Hoga.”_
*Yani Matlab Ki Hazrat Syyedina Usman e Ghani Radi'Allah'Anhu Ko Shaheed Kiya Jayega Ye Khabr Huzoor ﷺ Ne U Unke Shahadat Se Before Pehle Hi Dedi*
*Reference Book*
Jame Tirmizi
Vol *6* Page *383*
Hadees *3708*
*_Scan Page_*
📗📄👇🏻
HADEES NO:2

*Ummat ke A'maal bhi Nabi ﷺ jante hain:(Ilme Ghaibe Mustafa ﷺ)*
حَدَّثَنَا عُقْبَةُ بْنُ مُكْرَمٍ ، وَأَبُو سَعِيدٍ دُحَيْمٌ ، نا أَبُو الْيَمَانِ ، نا شُعَيْبٌ ، عَنِ الزُّهْرِيِّ ، حَدَّثَنِي أَنَسُ بْنُ مَالِكٍ ، عَنْ أُمِّ حَبِيبَةَ ، رَضِيَ اللَّهُ عَنْهَا ، عَنِ النَّبِيِّ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ قَالَ : أُرِيتُ مَا تَلْقَى أُمَّتِي بَعْدِي وَسَفْكَ بَعْضِهِمْ دِمَاءَ بَعْضٍ فَأَحْزَنَنِي وَشَقَّ ذَلِكَ عَلَيَّ وَسَبَقَ كَمَا سَبَقَ ذَلِكَ مِنَ اللَّهِ عَزَّ وَجَلَّ فِي الْأُمَمِ قَبْلَهُمْ وَسَأَلْتُهُ أَنْ يُؤْتِيَنِي شَفَاعَتَهُمْ يَوْمَ الْقِيَامَةِ فَفَعَلَ
Tarjama: Hazrat Umme Habiba se riwayat hai ki Nabi ﷺ ne farmaya: Mujhe dikha diya gaya hai mere baad meri Ummat kya karegi.
(Ahad wal Masaani li Ibn Abi Asim H.no.3077)
.
is Hadees ke sari rawi siqah Sudooq hain. Iski sanad bilkul Sahih hai. Aur Imam Hakim ne isey apni Mustadrak me H.no.227 par naqal kiya aur kaha ye Hadees Bukhari wa Muslim ki shart par sahih hai.
.
Mazid ye ki,
Imam Jalaluddin Suyuti farmate hain, Apki Ummat apke Ru-baru Bil Mushafa pesh ki gayi, hatta ki aapne un sab ko mulahiza farmaya, aur ye ki is ummat me qayamat tak jo bhi hawadis(naya hona) wa waqeyat hone wale hain, wo sab apke samne pesh kiye gaye.
(Khasaisul Kubra J-2, Pg. 423)
.
Yani hamare Aaqa ﷺ tamam Ummat ko aur unke A'maal ko bhi dekh chuke hain.
.
Aur koi Ghaib kya tumse niha ho bhala
Jab na Khuda hi chhupa, tumpe carodon Durood.
Dua ki Guzarish: Irfan Barkaati Power of AshiqeRasool
Scan:👇
HADEES NO-2.
*Huzoor ﷺ Ka Ilm e Gaib Aur Jannat*
*_Hazrat Abu Hurairah Radi'Allah'Anhu Se Riyawat Hai_*
_Rasool Allah ﷺ Ne Irshad Farmaya Jab Allah ﷻ Se Mangna Ho To Jannat Al Firdaus Mango Kyonki Wo Jannat Ka Sabse Accha Aur Buland Darja Hai._
*Short Tabsirah*
_Jannat Ko Kisi Ne Nahi Dekha Wo Kaisi Hai Siwaye Aaqa Kareem ﷺ Ke Aur Jo Chiz Insan Nahi Dekh Sakta Na Mehsos Kar Sakta Hai Wo ilm Gaib Knowledge Of Unseen Hua Aur Huzoor ﷺ Jannatul Firdos Ke Bare Me Khabr De Rahe Hai Uske Bare Me Ki Wo Kaisi Hai Kyun Ke Huzoor ﷺ Ne Usko Dekha Hai Tabhi Aap Bayaan Kar Rahe Hain_*?*
*Reference Book*
Sahih Bukhari,
Vol *4,* Pg *49*
Hadees *2790*
*Scan Page*
📗📄👇🏻
HADEES SHARIF:3
Kaun Jannati Hai Kaun Jahennami Mere Huzoor ﷺ Jantay Hain.
Mafhoom-e-Hadees
_Hazrat Abu Hurerah رضي الله ﺗﻌﺎﻟﯽٰ عنه Se Marwi Hai Ke Ek Dehaati Nabi Kareem ﷺ Ki Khidmat Main Hazir Huwe Aur Arz Kiya Mujhe Koi Aesa Amal Bataye Ke Jise Main Karu To Jannat Main Dakhil Hojaon?_ *Rasool Allah ﷺ Irshad Farmaya Allah ﷻ Ki Ibaadat Kar Aur Kisi Ko Uska Shareeq Na Thehraa Aur Farz Namaaz Qaayam Kar Aur Farz Zakât Adaa Kar Aur Ramzan Ke Roze Rakh*
_Phir Us Dehati Ne Arz Kiya Qasam Hai Mujhe Us Zaat Ki Jiske Kabze e Qudrat Me Meri Jaan Hai Us Par Kuch Zyada Na Karunga Jab Woh Dehati Jane Lagay To_ *Huzoor ﷺ Ne Farmaya Jo Kisi Jannati Ko Dekhna Chahta Hai Wo Is Dehaati Ko Dekhle*
Allahu'akbar'kabira
Khaas Tawajju :-
Ye To Kisi Ko Nahi Pta Ki Kaun Duniya Se Imaan Islam Ke Saath Marega Na Jane Kitne Namaz Haji Roze Dar Akhiri Waqt Me Islam Se Baz'zan Hokar Mare
*Par Mere Mukhtar Aaqa Ki Nighaho Ka Alam Dekho Ki Us Dehati Ko Farma Diya Ki Ye Jannati Hai Matlab Ki Huzoor ﷺ Ye Dekh Rahe Thay Ki Uska Khatma Bil Khair Iman Islam Par Hi Hoga*
Reference Book
(#Sahih_al_Bukhari)
Print By Saudi Wahabi
Vol 2 Hadith 1397
Hadees shareef:4
*Huzoor Ka ilm e Gaib Aur Aur Hajre Aswad*
_Hazrat Abdullah Bin Abbas رضي الله عنه Riwayat Karte Hain Ki Huzoor ﷺ Ne Hajare Aswad Ke Mut’alliq Farmaya_
*Allah Ta’ala Ki Qasam! Qayamat Ke Din Allah Ta’ala Ise Do² Aankhein Ata Farmayega Jin Se Yeh Dekhega Aur Ek Zubaan Ata Farmayega Jis Se Yeh Bolegq Aur Us Shakhs Ke Mut’alliq Gawaahi Dega Jis Ne Haalate Iman Me Ise Bosa Diya”*
*Pay Attention*
_Yani Qayamat Me Kya Hoga Aur Hajre Aswad Ko Allah Aankhe Aur Zuban Dega Aur Hajre Aswad Bolega Aur Gawahi Dega Ye ilm e Gaib Knowledge of Unseen Nahi_
*Reference Book*
[Jame Tirmizi Vol 2 Hadees 961]
*Scan Page*
📔📄👇🏼
HADEES SHAREEF :5
*Zameen o Asmaan Me Jo Hai Wo Huzoor ﷺ Jantay Hain.*
_Hazrat Imam Darmi Al Mutawaffah *255* Hijri رحمۃ اللہ علیہ Ek Hadith Code Karte Hai_
*Rasool Allah ﷺ Ne Irshad Farmaya Mere Rab Ta’ala Ne Apni Rehmat Ka Haath (JAISE ALLAH KI SHAAN HY) Meri Dono Shano (Shoulders) Ke Darmiyan Rakh Diya Pas Mujhe Un Tamam Chizo Ka ilm Ho Gaya Jo Asman o Zameen Me Thi*
Allahu'akbar'kabira
_Yani Jo Kuch Bhi Hua Asman o Zameen Me Aur Qayamat Tak Hoga Aur Mehshar Tak Sab Ka ilm Mere Mukhtar Nabi ﷺ Ko Hai._
*Kya Abhi Riyal Khoor Kutawwa Meraj Rabbish (Shemale) Aur Laila e Najh Ismaeel Dehelvi لعنة الله عليه Markar Mitti Me Mil Gaya Kahege Ke Unhe Diwaar Ke Piche Ka ilm Nahi* ?
Maaz'Allah
*Reference Book*
Sunan ad Darmi
Vol *2* Hadees *2139*
*Scan Page*
📗📄👇🏼
HADEES NO:6
💢Jang e Badr Aur Huzoor صلى اللّٰه تعالىٰ عليه وسلم Ka ilm e Gaib.💢
🌹Hazart Anas Bin Maalik رضي الله ﺗﻌﺎﻟﯽٰ عنه Bayan Farmate Hain Ki...✍🏻
Jab Hamein Aboo Sufyan Ke (Qaafile Ki Shaam Se Vaapas) Aane Ki Khabar Pahunchi To Huzoor Nabi e Kareem صلى اللّٰه تعالىٰ عليه وسلم
Sahaba-E-Keraam رضى اللّٰه تعالیٰ عنهم Se Mashvira Farmaya :-
Hazrat Saa’d Bin Ubaadah رضي الله ﺗﻌﺎﻟﯽٰ عنه Khade Ho Kar Arz Kiya : Ya Rasool Allah صلى اللّٰه تعالىٰ عليه وسلم! Aap Hamaari Raay Jaan’na Chaahte Hain To (Arz Hai Ki) Us Zaat Ki Qasam Jis Ke Qabza-E-Qudarat Me Meri Jaan Hai ! Agar Aap Hamein Samundar Me Ghode Daalne Ka Hukm De To Ham Samundar Me Bhi Ghode Daal Denge, Agar Aap Hamein Barkil Ghimaad Pahaad Se Ghodon Ke Seene Takraane Ka Hukm De To Ham Aisa Bhi Karenge. Tab Aap صلى اللّٰه تعالىٰ عليه وسلم Ne Logon Ko Bulaaya, Log Aaye Aur Waadee-E-Badr Me Utare. Phir Huzoor صلى اللّٰه تعالىٰ عليه وسلم Ne Farmaya:-
Yah Fula’n Kaafir Ke (Qatl Ho Kar) Girne Ki Jagah Hai, Aap صلى اللّٰه تعالىٰ عليه وسلم Zameen Par Is Jagah Aur Kabhi Us Jagah Dast-E-Aqdas Rakhte. Hazrat Anas رضي الله ﺗﻌﺎﻟﯽٰ عنه Kahte Hain Ki Phir (Doosare Din) Ko’i Kaafir Huzoor صلى اللّٰه تعالىٰ عليه وسلم Ki Bataayi Huwi Jagah Se Zarra Baraabar *1inch* Bhi Idhar-Udhar Nahin Mara.”
*‼Note‼*
Yani Sahaba-E-Keraam رضى اللّٰه تعالیٰ عنهم Ka Bhi Yahi Aqeeda Tha Ki Huzoor صلى اللّٰه تعالىٰ عليه وسلم Jantay Hain Jo Hoga Aur Hone Wala Hai.
*📚Reference Book📚*
📒Sahih Muslim
📖Vol *5* Hadees *4621*
📑Scan Page👇🏻
Dalil bujurgo se:

POST:1
*🔮Nabi e Kareem ﷺ ko tamam Haqaiq ka Ilm hai, Muhaddis ki gawahi🔮*
🌹Qazi Ayaz Maliki رحمة الله عليه likhte hain...✒️
*"ALLAH ﷻ aapko dheere dheere matla farmata raha, aur Apko tamam Haqaiq ka Ilm ho gaya"*
Iske aage likhte hain:
*"Wafat ke waqt tak Huzur ﷺ ko tamam haqaiq ka Ilm ho chuka tha aur Huzur ﷺ ko tamam Ilm hasil ho chuke the"*
Iske Aage Khud itne bade Muhaddis ne apke liye "Ilm-e-Maa Kaana Wa Ma Yakoon" ka Itlaaq kiya hai, Mulahiza ho:
*"Ab un Uloom ki taraf chalte hain Jo Umoor-e-Akhirat se mutalliq hain, Maslan*
*Asmano, Zameeno, Khalqe Ilahi, Yaqeen-e-Asma-e-Husna, Ayaat-e-Kubra, QIYAAM-E-QAYAMAT, Nekon aur Buro ki pahchan aut unke Halaat, MAA KAANA WA MA YAKOON maazi wa Mustaqbil (Jo kuch hp chuka hai aur jo kuch aage hoga) ke Uloom Jinka Ilm Bagair Wahi-e-Ilaahi mumkin na tha, YE TAMAM ULOOM APKO BA-ZARIYA-E-WAHI HASIL HUE.*
*Aur jaisa ki hamne guzishta safhaat pe zikr kiya hai. Un Uloom ke silsile me bhi Nabi ﷺ masoom hain Aur ye Uloom apko puri tarah hasil hain balki Apko ye Uloom apni Aala Manazil tak hasil hain aur is bare me zara bhi shak wa shubah ki Gunjaish nahi hai. Lekin ye zaruri hai ki in Uloom ki Juziyaat ki janib Huzur ﷺ ki tawajjo bhi ho. Ye Amr to Yaqeeni hai ki un Uloom se apko utni waqifiyat thi jitni tamam Makhlooq ko nahi hai.*
📚(Shifa Sharif Pg.633)
*سبحان الله*
*Qazi Ayaz Maliki رحمة الله عليه ne to Ilme Ghaib ke munkiro ki haddi tod diya hai.*
Balki apke liye Qayamat ka Ilm aur Ma Kaana wa Ma Yakoon ka Ilm hona qubul kiya aur ye bhi kaha ki Isme kisi shak ki Gunjaish nahi aur Ye Uloom ka hona Yaqeeni hai.
Main ye nahi kahunga ki Muhaddis ka Aqeeda dekhkar tum bhi qubul kar lo.
Magar ye mera challenge hai ki agar ye Aqeeda rakhna galat hai to inpar bhi Shirk ka fatwa laga do jaise Ham sunniyo par lagate ho.
Ya RasoolALLAH (ﷺ) Main Qurbaan.
Khaak ho jayen Adu Jalkar magar ham to Raza,
Dam me jab takk dam hai zikr unka sunaate jayenge.
📑Look Scan👇🏻
POST:2
*💢Ilm e ghaib per Ulema k aqwal aur badmazhab ko tamacha💢*
Imam Ahle sunnat Abu Mansur al matrudi رحمة الله عليه
(wafat : 333 H) ka aqeedah ilm e Ghaib per
Tafseer Al MAtrudi = Taweelat Ahle sunnah (2/541)
“إذ علم الغيب آية من آيات رسالته”
Tarjuma : Ilm e Ghaib Janna Rasoolo ki risalat ki Daleel hai.
Ulema e Deoband ne fakhriya taur per khud ko Aqaid me Matrudi tasleem kiya hai
(Aqaid ulema e deoband 213)
Ulema e deoband namak halali ka saboot dete hue Imam Ahle sunnat abu masur al matrudi رحمة الله عليه ka aqeedah ilm e Ghaib qabul karna chahiye.
Hum Ambiya عليه السلام k ilm e Ghaib k qail hai aur ALimul Ghaib sirf ALLAH عزوجل hai aur koi nahi , badmazhab hum per ilzam bandhte hai ki hum ambiya عليه السلام ko alimul Ghaib mante hai aur kehte hai, aise jhute fareb makkar dagabaaz logo se ALLAH عزوجل huari hifazat kare Aameen.
Aur kamal yeh hai ki badmazhab koi Daleel bi nahi dete ki hum ALLAH عزوجل k alawa makhluq ko b ALIMUL GHAIB tasleem karte hai.
Afsos hai.
Me kuch ulema ki Daleel deta hu jinhone lafz ilm e Ghaib istemal kiya hai ambiya عليه السلام ki shaan me aur saabit hai ki ambiya عليه السلام k paas ilm e Ghaib hota hai.
Daleel 1
Imam Ahle sunnat Abu Mansur al MAtrudi رحمة الله عليه ne ambiya عليه السلام k uloom per lafz ilme Ghaib ka itlaq kiya hai
📑Scaan Page : Taweelat e Ahlu Sunnah - Imam Matureedi رحمة الله عليه
Taweelat e Ahlu Sunnah - Imam Matureedi رحمة الله عليه
Daleel 2
Imam Qazi bedawi رحمة الله عليه Surah Kahf aayat 65 وَعَلَّمْناهُ مِنْ لَدُنَّا عِلْماً
Ki Tafseer me farmate hai (Khizr عليه السلام) ko hamne (ALLAH عزوجل ne) apne paas se ilm diya jis ko humare diye bagair koi nahi jaan sakta aur woh Ilm e Ghaib hai
📑Tafseer e Bedawi
Gaur kare Hazrat Khizar عليه السلام jinke NABI hone me ikhtilaf hai jab inke ilm per ilm e Ghaib ka itlaq jaiz hai toh Imam ul Ambiya Huzoor صلى اللّٰه تعالىٰ عليه وسلم k ilm par badarja aula jaiz hai.
Daleel 3
Hafiz Ibn Kathir Surah AL Kahf aayat 60 se 65 ki Tafseer me Hazrat khizr عليه السلام k hawale se likhte hai
Tafseer Ibn kaseer ta salamat ( 5/179) وَكَانَ رَجُلًا يَعْلَمُ عِلْمَ الْغَيْبِ
Yaani Hazrat Khizr عليه السلام Ilm e Ghaib jante hai
📑Tafsir Ibne Kathir
Daleel 4
Imam Qurtabi رحمة الله عليه Surah Al Kahf ki Tafseer me Khizr عليه السلام k hawale se likhte hai
Tafseer Qurtabi (16/11) (وَعَلَّمْناهُ مِنْ لَدُنَّا عِلْماً) أَيْ عِلْمَ الْغَيْبِ ”
Tarjuma : (Khizr عليه السلام ) ko humne (ALLAH عزوجل ne ) apne paas se ilm diya yaani ilm e Ghaib.
📑Jame li Ehkam al Quran - Qurtubi
Daleel 5
Imam Abi Sauood hanfi رحمة الله عليه surah kahf aayat 65 ki Tafseer me Hazrat Khizr عليه السلام k hawale se likhte hai
تفسير أبي السعود = إرشاد العقل السليم إلى مزايا الكتاب الكريم (234/5 ) {وَعَلَّمْنَاهُ مِن لَّدُنَّا عِلْمًا} خاصاً لا يُكتنه كُنهُه ولا يُقادَرُ قدرُه وهو علمُ الغيوب.
Tarjuma : (Khizr عليه السلام) ko humne (ALLAH عزوجل ne ) Apne paas se khas ilm diya jiski haqeeqat wa martaba koi nahi jaanta aur who ilm e Ghaib hai.
📑Tafsir Abi Sauood
Gaur kare Hazrat Khizar عليه السلام jinke NABI hone me ikhtilaf hai jab inke ilm par ilm e Ghaib ka itlaq jaiz hai toh Imam ul Ambiya Huzoor صلى اللّٰه تعالىٰ عليه وسلم k ilm per badarja aula jaiz hai.
📑Look All Scan Pages👇🏼
Dalil Ahle hadeeso ke ghar se:
Saudi Arab ka Fatwa:
RasoolULLAH sallallaho alaihe wasallam ko bhi Baaz Ilme Ghaib Hasil hai.
(Fatwa Darul Ifta Saudi Arab Pg.116)
.
Kahan gaye bechare Wahabis jo kehte hain Ataai aur Baaz Ilme Ghaib manna bhi shirk hai. Saudi ke Riyaal kha kar ab Saudi ke Fatwe se kaise bachoge.
Dua ki Guzarish: Irfanbarkaati Powerof Ashiqerasool
Scan page:
POST :2
Dalil tabligio (deobandi) ke ghar se:
DALIL:1
*مفتی تقی عثمانی دیوبندی لکھتے ہے*
*علم غیب کلی عطا ہونے کا عقیدہ رکھنے والے والوں کو مشرک کہنا درست نہیں ہے اور کفر کا فتویٰ لگاکر کافر نہیں کہا جائے گا ہے*
*انعام الباری جلد 1 صحفہ 571 مفتی تقی عثمانی*
*مفتی رفیع عثمانی دیوبندی لکھتے ہے*
*علماء دیوبند بریلوی حضرات کے تکفیر کے قائل نہیں ہیں کیونکہ یہ حضرات درحقیقت انباء الغیب کو علم غیب کہتے ہیں اگر غور سے دیکھا جائے تو یہ نزاع بڑی حد لفظی ہے*
*درس مسلم جلد 1 صحفہ 272*
*تقی عثمانی اور رفیع عثمانی کے کتابوں کا اصل سکین نیچے ملاحظہ کریں*
DALIL:2
Ashraf Ali Tanvi aur Rasheed Ahmed Gangohi ke Peer-o-Murshid, Haji Imdadullah Muhajir Maki farmate hain;
“Log kehte hain ki Ilm-e-Ghaib Ambiya aur Auliya ko nahi hota, mai kehta hu ki Ahlehaq jis taraf bhi nazar karte hain daryaft-o-idraak-e-ghaibaat inko hota hai, asal me ye Ilm-e-Haq hai. Hazrat sallallaho alaihe wasallam ko Hudaibiya wa Hazrat Ayesha ke muamlaat se khabar na thi ko dalil apne daawe ki samajhte hain ye ghalat hai, kyunki Ilm ke waste tawajjoh zaruri hai”
(Shamaaim Imdadiya, S-62, Imdadul Mushtaq, S-79-80)
Scan Page 👇🏻👇🏻
DALIL:3
#देओबंदी_अक़ीदा_और_इल्मे_ग़ैब
.
इल्म ग़ैब अताई वो है जो बतौरे वही या कष्फ व करामात व इलहाम के ज़रिया हो
.
जिन हज़रत को इल्मे ग़ैब बा ज़रिया वही वगैरा हासिल होता है वो हज़रात अम्बिया ऐ किराम हैं
.
और जिन हज़रत को इल्मे ग़ैब बा ज़रिया कष्फ व इलहाम हासिल हो वो हज़रात औलिया ऐ किराम हैं
.
(इर्शादुल मुफ़तीन जिल्द 1 सफा नो. 161)

DALIL :4
No comments:
Post a Comment