Note: Ham Ahle sunnat Ke Najdik Huzoor Alaihissalam bemisl Bashar Hai. yaani Unki Tarah Bashar Koi Nahi.....
🕌 *Huzur ﷺ ke jism e Aqdas Ka Saya Na Tha*
*📝Sahaba-E-Keraam رضى اللّٰه تعالیٰ عنهم Ka Aqeeda Huzoor ﷺ Ka Saya Na Tha*
🌹Imam Bukhari رحمة الله عليه Ke Ustad Ke Ustad *Hazrat Imam Abdur Razzak رحمة الله عليه Al Mutawaffah 211 Hijri Likhte Hain*
Hazrat Abdullah Bin Abbas رضي الله عنه Ne Farmaya *Ke Rasool Allah ﷺ Ka Saya Nahi Tha Aap ﷺ Kabhi Suraj Ke Samne Khade Nahi Hue Magar Aapki Roshni Suraj Ki Roshni Par Ghalib Hoti Thi Aur Aap ﷺ Kabhi Chirag Ke Samne Khade Nahi Hote The Magar Apki Roshni Chirag Ki Roshni Par Ghalib Hoti Thi*
سبحان الله
Yani Jo Sahaba-E-Keraam رضى اللّٰه تعالیٰ عنهم Ka Aqeeda Tha Wahi Hum Sunni Barelviyo Ka Bhi Aqeeda Hai
*Ki Hamare Nabi ﷺ Ka Saya Na Tha Kyunke Aap Ko Allah ﷻ Ne Noor Se Paida Farmaya*
Tabhi To Musalmano Ke Imam o Mujaddid e Azam *Alahazrat رحمة الله عليه* Likhte Hain
*Teri Nasle Paak Me Hai Bach'cha Bach'cha Noor Ka Tu Hai Aain e Noor Tera Sab Gharana Noor Ka*
*📚Most Authentic Reference Book📚*
📙Musannaf Abdur Razzak رحمة الله عليه
📖Page *56*
📑Scan Page👇🏻
🕌 *Huzur ﷺ ke jism e Aqdas Ka Saya Na Tha*
Hazrat Imam Nasafi رحمة الله عليه Apni Tafsir Mein Riwayat Naqal Farmate Hain Ke :
وقال عثمان إن الله ما أوقع ظلم على الأرض لئلا يضع إنسان قدمه على ذلك الظل فلما لم يمكن أحداً من وضع القدم على ظلك
Hazrat Usman Ghani رضی اللہ عنہ Ne Guzarish Ki Ke Ya Rasool Allah ﷺ Be Shak Allah Ne Aapka Saaya Zamin Per Nahi Waqe Kiya Ke Koi insan Apna Qadam Aapke Saaye Per Rakhkhe !!!
📙 *Tasfsir e Madarik Vol 2 Page 492*
📑Scan Page👇🏻👇🏻👇🏻
Post by : Fikre raza page
*Huzoor ﷺ Ka Saya Kyun Nahi Tha*
_Hazrat Imam Nasafi Al Mutawaffah *710* Hijri Likhte Hain_
*Hazrat Usman Ghani ؓرضي الله عنه Ne Guzarish Ki Ke Ya Rasol Allah ﷺ Beshaq Allah Ta'ala Ne Aapka Saaya Zameen Per Is Liye Nahi Waqe Kiya Ki Kahin Koi Insan Apna Qadam Aapke Saaye Per Na Rakh'de*
Subhan'Allah
_Yani Pta Chala Ki Allah Ko Hamare Nabi ﷺ Ke Saye Ki Bhi Azmat Itni Azeez Hai Ki Kahi Koi Uspar Qadam Bhi Na Rakhe Isi Liye Saya Hi Nahi Banaya Aur Saya Hota Bhi Kaise Noor Ka Saya Kaha Hota Hai_
*Reference Book*
Tasfsir e Madarik
Vol *2* Page *492*
*Scan Page*
📗📄👇🏼
*Huzoor ﷺ Ka Saya Nahi Tha*
_Hazrat Imam Ibn e Hajar Haythami Al Mutawaffah *974* Hijri Likhte Hain_
*Rasool Allah ﷺ Ka Saya Na Tha Kyunke Aap Sarapa Noor Hain*
*Reference Book*
al Minhul Makkiyah
Page *314*
*Scan Page*
📄📗👇🏼
No comments:
Post a Comment