Monday, 21 June 2021

Islamic old pictures/history

The Holy Kaaba pictured in 1887 by Al-Sayyid Abd al-Ghaffar, during the reign of Sultan Abdul Hamid II. Abd al-Ghaffar is credited with being the earliest Arabian photographer from Makkah and the first resident to photograph the holy city.


📸 The tomb of Sultān Muḥammad ll (d.1481) in the year 1890. He is popularly known as Mehmed the Conqueror. He conquered Constantinople (modern-day Instanbul) at the age of 21 and brought an end to the Byzantine Empire. #History




Monday, 7 June 2021

Taqlid | taqleed | imam ko manna

Taqlid Ki Dalil Ahle Hadeeso Ke Ghar Se. 

POST:1

AhleHadeeson ke Sadik Siyalkoti likhte hain: . Imam Abu Hanifa ke Maslak par chalne wale log Haq par hain. 

(Qurani Shamen Pg.337) . 

 lo yaar wahbio apne Akaabireen ko samjhate kyun nai ho? . Tum log Imam Abu Hanifa ki burai karne me mashgul ho aur wo sab tarifen karte chale gaye? . Waise ek baat to hai, ya to tum jahil ho ya fir tumhare sab ke sab Akaabireen jahil the ki unhone Imam Abu Hanifa ki kabhi burai nahi kiya. scan page👇

POST:2
Shaikh Nasiruddin Albani Sahab Likhte Hai Ke Taqleed Ke Bina Chara Nahi..., { Fatwa Alnaniya Pej. 124}



POST :3



Imam Abdul Haq Muhaddith Dehlawi (Rehmatullahi Alahi) Inko Ahle hadees Ke Log Bhi Mante Hai. 

Imam Ghazali Hanbali Rh Al Mutawaffa 505 Hij. Likhte Hey.      
 العامي يجب عليه الاستفتاء واتباع العلماء وقال قوم من القدرية يلزمهم النظر في الدليل واتباع الامام المعصوم وهذا باطل؟ لكين أحدهما اجماع الصحابة فانهم كانوا يفتون العوام ولا يأمرونهم بنيل درجة الاجتهاد وذلك معلوم على الضرورة والتواتر من علمائهم وعوامهم فان قال قائل من الامامية كان الواجب عليهم اتباع

Taqleed Toh Ijma E Sahaba Se Bhi Sabit Hain.Aami Per Wajib Hey Puchna Aur Itteba (Taqleed) Karna Ulama Ki  Aur Ba’az Qadria (Ek Gumrah Firqa) Lazim Thehrate Hey Daleel Maloom Kerne Ko Magar Ye Baatil Hain  
Do (2) Maslako Se. 
Pehla Maslak Ijmaa E Sahaba. Kyu Ke Wo Aawam Ko Fatwa Detey Aur Aawam Ko Ye Huqm Nahi Detey They Ke Tum (Khud Arbi Daan Ho) Ijtehad Karo. Aur Ye Baat Inke Ulama Aur Aawam Ke Tawatoor Se Misl E Zarooriat E Deen Se Sabit Hey.                                                   

Al-Mustasfa Min 'Ilm Al-Usool Safa 389)

📚scan Page 

👉isse Baaz Baatey Pata Chali

1) Sahaba Aawam Ko Bagair Daleel Ke Fatwa Diya Kerte They Jo Tawatoor Se Sabit Hey

2) Kis Shaks Ka Fatwa Quran O Hadees Ke Zyada Kareeb Hey Ye Baat Ko Parakhna Bhi Ek Qism Ka Ijtehad Hi Hey Jo Har Shaks Ke Bus Ki Baat Nahi Aur Sahaba Isse Aawam Ko Roka Kerte They.

3) Sahaba Ke Zamane Se Taqleed Ho Rahi Hey

4) Ghair Muqallideen Qadaria Hey Kyu Ke Wo Daleel Talab Kerne Ko Lazeem Karar Detey Hey

5) Taqleed Aur Itteba Me Koi Farq Nahi Hey Isi Liye Imam Ghazali Rh Ne Bagair Daleel Ke Baat Manne Ko Itteba Hi Kaha.

6) Aami Per Taqleed Wajib Hey Ulamao Ki


Scan:





Radde Wahabiat Images | post