Tuesday, 24 April 2018

TAQLEED KI DALIL QURAAN PAAK HADEES SHAREEF AUR WAHABIO KE GHAR SE./taqlid/तकलिद /taqleed/taklid





तकलीद क्या है? एक छोटी सी मिसाल
"तकलीद मुजतहिद की बातों को मानकर उन पर अमल करने का नाम है"
मुजतहिद कौन होता है? मुजतहिद वो होता है जो दीनी और शरइ मसलों को कुरआन हदीस और दीगर उलूम से हल करने की सलाहियत रखता हो।
कुछ लोग खुद ही मुजतहिद बन जाते हैं चाहे उन्हें उर्दू और अरबी भी न आती हो। ऐसे लोगों को चाहिए कि जिंदगी के किसी शोबे में तकलीद न करें सिर्फ दीन ही क्यों? अपने कपड़े खुद सिलें टेलर के पास न जाएँ, अपना इलाज खुद करें डाक्टर की मदद न लें, घर को खुद बनायें किसी इंजीनियर, आर्किटेक्चर यह मिस्त्री की मदद न लें वगैरह। अगर वे सारे दुनियावी काम में तकलीद तर्क कर दें और हर शोबे के इल्म पर उबूर पा जायें तो फिर उनको हक है दीन के मसले पर भी किसी दूसरे की तकलीद न करें। अगर ऐसा नही कर सकते तो फिर चुप रहें और कौम में इन्तिशार पैदा न करें।

तक़लीद

*♽☞ सवाल :-* जब चारों इमाम में इख्तिलाफ है तो चारों हक़ पर कैसे हैं?

*♼☞ जवाब :-* पहले आप समझ लें कि  मसायल के 4 इमाम हैं,हज़रते इमामे आज़म हज़रते इमाम शाफयी,हज़रते इमाम मालिक और हज़रते इमाम अहमद बिन ह़म्बल,ये चारों ही अक़ायद पर मुत्तफिक़ हैं इख्तिलाफ है तो फुरु में,इस ज़माने में हक़ इन्हीं चारों में से किसी एक की पैरवी में है और जो इन से अलग हुआ वो गुमराह बे दीन है।
आपके सवाल का जवाब ये है कि चारों ही इख्तिलाफ के बावजूद हक़ पर कैसे हैं,इसके लिए ये ह़दीसे पाक पढ़ीये बनी क़ुरैज़ा पर जल्द पहुंचने की गर्ज़ से हुज़ूर सल्लल्लाहु तआला अलैहि वसल्लम ने अपने सहाबियों में ये ऐलान करवाया कि हम असर की नमाज़ बनी क़ुरैज़ा पहुँच कर पढ़ेंगे,सभी ह़ज़रात जुहर पढ़कर निकले और सफर करते रहे यहाँ तक कि असर का वक्त बहुत थोड़ा रह गया,तो कुछ सहाबा ऐ इकराम ने नमाज़ पढ़नी चाही तो कुछ नें मना किया कि हुज़ूर सल्लल्लाहु तआला अलैहि वसल्लम का कहना है कि नमाज़ वहीं पहुँच कर पढ़ेंगे इसपर वो सहाबा कहने लगे कि हुज़ूर का कहना बिलकुल हक़ है मगर उनहोंने ये नहीं कहा कि अगर नमाज़ का वक्त निकल जाये तब भी मत पढ़ना तो वो सहाबा नमाज़ पढ़े और कुछ नहीं पढ़े जब हुज़ूर बनी क़ुरैज़ा पहुँच गए तो नमाज़े क़ज़ा पढ़ी गयी फिर हुज़ूर के सामने उन सहाबियों का तज़किरा हुआ तो आपने फरमाया की जिनहोंने पहले पढ़ ली उनको सवाब और जिनहोंने अब मेरे साथ पढ़ी उनको दो गुना सवाब,देखिये यहाँ नमाज़ अदा करने पर भी सवाब मिल रहा है और क़ज़ा करने पर भी सवाब मिल रहा है तो बस इसी तरह चारों इमाम मुजतहिद थे जिसने सही मस्अला अपने हिसाब से निकाला तो उसे दो गुना सवाब और जिसने मस्अला समझने में गलती की तो उस गलती पर भी एक गुना सवाब,कियोंकि मुजतहिद की खता माफ है।
 और ये इख्तिलाफ उम्मत के लिए रह़मत इस तरह है कि किसी को दीन की किसी बात पर अमल करने का मौक़ा मिल रहा है किसी को किसी दूसरी बात पर कियोंकि शरीयत एक चमन है और चमन हर तरह के फूलों से बनता है कहीं गुलाब तो कहीं चमेली कहीं कहीं जूही तो कहीं नरगिस,और अवाम को इख्तिलाफ में पडने को इसलिए मना किया जाता है कि वो इल्म तो रखते नहीं हैं तो वो किसी बात का इंकार कर बैठेंगे जो उनकी आखिरत खराब कर देगा,लिहाज़ा यही कहा जाता है कि अपने इमाम की पैरवी करो और इख्तिलाफ में ना पड़ो।
*📕बुखारी शरीफ जिल्द 1 किताबुल जिहाद*
*📕मुस्लिम शरीफ जिल्द 2 सफह 95*




Taqlid ki dalil Quraan paak se:




char ayaten padhkar khud ko bht ilm wala samajhne wale har jahil wahabi k liye lamhe fikr. 👇🏻

deen ki samajh hasil karna har ek k  bus ki bat nahi. .

al quran.
sureh tauba.
ayat. 123

👇🏻



*💥Kya Quran ko samjhna aasan hai?*


Agar Quran ko samjhna itna hi aasan hota jitna yeh wahabi bolte hai to Quran ki yeh ayat KA Kya matlab hoga

📖Surah 21 ayat 7

Ae logo ilm walo se pucho agar tumhe ilm na ho

Yaha khud Quran keh raha hai ilm walo se pucho aur tum kehte ho khud hi samjho ab kiski baat maane Quran ki ya wahabi ki

Ilm walo se puchne KA maqsad Kya hai

📖Surah 2 ayat 26

Allah bahutro ko is (Quran) se gumrah karta hai aur bahutro ko Hidayat farmata hai aur is (Quran) se unhe gumrah karta hai jo behukm hai

Yaha to Allah subhana farma rahe hai ki Quran padhkar kuch log gumrah ho jayenge aur kuch Hidayat payenge agar Quran samjhna itna aasan hota to yeh ayat kyun nazil hoti



📖Surah Al Imran ayat 7

Wahi hai jisne tum par yeh kitab utari iski (Quran) ki kuch ayate saaf maana rakhti hai woh kitab ki asal hai aur dusri woh hai Jin ke maana me istabah hai woh Jin ke dilo me kaji hai woh istebah wali ke piche padte hai gumrahi chahne aur uska pehlu dhundhne ko aur uska thiq pehlu Allah hi ko maloom hai aur pukhta ilm wale kehte hai hum is par imaan laye sab hamare rab ke pass se hai aur nasihat Nahi maante magar aqal wale

Upar ayat me saaf likha hai kuch ayate saaf wajeh (clear) meaning wali hai aur kuch ayate istebah (jiska meaning clear Nahi hai/matlab chupa hua hota hai) hai. Ab kaise pata chalega kaunsi ayat muhakam hai aur kaunsi mutashabehat hai bagair ilm ke to log kaise samjhenge

🌹Hadees 01 :

Hazrat Abdullah ibn Abbas رَضِیَ اللهُ عَنْهُ  se rivaayat hai ke, Rasool Allah  صلى الله عليه و آله وسلم   ne Farmaya
"‏ مَنْ قَالَ فِي الْقُرْآنِ بِغَيْرِ عِلْمٍ فَلْيَتَبَوَّأْ مَقْعَدَهُ مِنَ النَّارِ ‏"
“Jo Shakhs ne Qur’an me (Baghair Ilm ke) apni Raa’i chalaayi Wo Apna Thikaana JAHANNUM me bana le.”

Reference :

📒(Jamai Tirmizi, Vol : 04, Kitab No 47 - Kitab Tafseer Al Quran, Hadees : 3204)

🌹Hadees 02 :

Hazrat Abdullah ibn Abbas رَضِیَ اللهُ عَنْهُ  se rivaayat hai ke, Rasool Allah صلى الله عليه و آله وسلم  ne Farmaya
"‏ وَمَنْ قَالَ فِي الْقُرْآنِ بِرَأْيِهِ فَلْيَتَبَوَّأْ مَقْعَدَهُ مِنَ النَّارِ
“Jo Shakhs baghair Ilm ke Qur’an me Kalaam kare, Wo Apna Thikaana JAHANNUM me bana le.”
Reference :

📒(Jamai Tirmizi, Vol : 04, Kitab No 47 - Kitab Tafseer Al Quran, Hadees : 3205)

➡Is hadees se saaf Zahir ho Gaya ki bagair ilm ke apni rai se Quran samjhne wala jahannami hai

▶Ab kiski baat maane Quran aur hadees ki ya wahabi ki


Taqlid ki dalil hadees shareef se:

Taqlid ki dalil wahabio (Ahle hagiso)Gm ke ghar se:


Post-1

*wahabiyo k mooh par ibne taymiyah ka zordar tamacha ki wo rafzi hai aur rafzi ye kafir wahabi bhi manta*👇🏽😅

Ibne Taymiyah farmate hai

“Ye Rawafiz aur Shiaon ki SIFAT hai ke Wo Hazrat Abu Bakr,Hazrat Umar , Hazrat Osman Razi Allahu anhum waghaira Sahaba Ikram ke bare me Qadah karte hai aur ye bhi RAWAFIZ aur SHIAON Ka hi Haal hai ke Wo IMAM MALIK, IMAM SHAFAI, IMAM ABU HANIFA aur IMAM AHMED rahimahumullah aur unke MUQALLIDEEN O MUTTABIEEN par Tana zani karte hai.”

(MINHAJUS SUNNAT JILD 3 SAFHA 449)

Daure Zamana ke GAIR MUQALLID ba qaul ibne taymiyah rafzi hai jo muqallid par laan taan karte hai

Scan 👇🏽





Post-2
Wahbi k ghar Taqleed wajib sabit

""Alim k liye Taqleed Jayaz Nai""

Yaha se agle page tak padhe
Taqleed Wajib hai wo b Quran ki Ayat se bata rahe hai.





Post:3

*Ibne taymiyah Deen ka daayi muqallid ya mujtahid teesra koi qism nahi naahi koi Rasta*

wahabi na to mujtahid
naahi muqallid

pata Chala wahabi munafiq

majmua Al fatawa jild 20
musannif ibne taymiyah

👇🏽👇🏽👇🏽😅😅😅


POST :3



_*Nawaab Sidiq Hasan khan Bhopali Likhte Hai*_ 

*Shaikh Abdul Qadir Jilani Bagdadi رحمۃ اللہ علیہ Imam Ahmad Bin Hambal رحمۃ اللہ علیہ Ki Taqleed Karte Thay Hambali Muqallid Thay*

*Reference Book*
Taj al Muklal
Safa *155*

*Scan Page*
📗📄👇🏼








POST:3



Hafiz ibn kaseer aur taqleed e imam auzayi o ishaq bin rahwiya..

Hafiz ibn kaseer apni kitab ikhtesar uloom e hadees me imam auzayi o ishaq bin rahwiya ki taqleed aur unke mazhab k talluq se likha hai ..

"" SHAAM WALE 200 SAL TAK QUZAYI K MAZHAB PAR THE , wo 60 sal k upar ,sham k Sahil bairoot me 157 hijri me faut hue , ISI TARAH ISHAQ BIN RAHWIYA IMAM THE INKI ITTEBA KI JATI THI , EK GIROH UNKI TAQLEED KARTA THA AUR UNKE MASLAK PAR CHALNE ME IJTEHAD KARTA THA , INHE ISHAQIA KEHTE THE '

( اختصار علوم الحديث ، لابن كثير ، ص162، مترجم زبير على زئ )

Alhamdulillah isse ye bat sabit hoti hai k taqleed har daur me hoti rahi hai is hawale se dusri aur teesri sadi hijri me b taqleed ka saboot Milta hai ....

Gair muqallid Zubair Ali zai ne makkari karte hue ibn kaseer ka radd kiya hai hashiya me ..
Par is lachari se koi farq nahi padta ..

Ibn kaseer ki bat muqaddam hai ..


No comments:

Post a Comment

Radde Wahabiat Images | post