Tuesday, 25 September 2018

Soudi national day.(wahabi bidat)

*Saudi Day Kya Hai Aur Najdi Ise Kyu Manate Hai❓*

*Jawab:*
Saudi Day Us Din Manaya Jata Hai Jis Din Najdiyo Ko Musalmano Se Aazadi Mili Thi

Saudi Day Us Din Manaya Jata Jis Din 1400 Ki History Me Paheli Baar Hijaz Ka Naam Badal Kar Apne Naam Se Ibne Saud Ne Saudi Rakkha Tha

Saudi Day Us Din Manaya Jata Hai Jis Din Makkah Aur Madina K Lakho Musalmano Ko Mushrik Kahekar America Ki Madad Se Qatal Kiya Gaya

Saudi Day Us Din Manaya Jata Hai Jis Din Jannatul Baqi Aur Jannatul Mualla Se Hazaro Sahaba Aur Ahle Bait Ki Mazaro Par Bedardi K Saath Buldozar Chalaya Gaya

Saudi Day Us Din Manaya Jata Hai Jis Din Jazira E Arab Ki Pak Sar Zameen Par Yahud O Nasara Ne Ibne Saud Ki Dawat Par Apne Napak Qadam Rakkhe...

Soudi national day celebration.

https://youtu.be/nGJs6DWGl0M

http://en.m.wikipedia.org/wiki/Saudi_national_day





किसी सहाबा ने #सऊदी__डे" मनाया था क्या किस हदीस से साबित है इसको मनाना
हिजाज़ ए मुक़द्दस पर कब्ज़ा कर अपने बाप दादा के नाम पर नाम रख "सऊद डे" मनाना जायज़ है इसपर कोई नही बोलेगा ।
लेकिन जो नबी तमाम आलम के लिए रहमत बन कर आया उनकी आमद पर खुश होना बिदअत उनकी आमद पर अल्लाह का शुक्र करना बिदअत है उनकी सीरत ब्यान करना बिदअत है क्यों बे जकात पर पलने वाले आले सऊद के चिलगोजो!!!









Tuesday, 11 September 2018

Muharram me honewale khurafato ka radd/Taziyadari ka radd.

*🌹HAQ HUSSAIN YA HUSSAIN*
رضي الله ﺗﻌﺎﻟﯽٰ عنه

👑KYA FARMATE HAIN ULAMA-E-HIND TAZIYADARI AUR MUHARRAM KE MUBARAK MAHINE ME HONE WALI KHURAFAT KE BARE ME.....

💢LOG BARELY KE SHER IMAM AHMED RAZA رحمة الله عليه​ KE FATWON KO TO NAZAR-ANDAZ YA INKAAR KAR DETE HAIN .......!

💢PAR IMAM AHMED RAZA رحمة الله عليه​ SE PEHLE KE ULAMA HAZRAT SHAH ABDUL AZIZ MUHADDIS DEHLVI رحمة الله عليه​ KE FATWON KO PADHKAR KYA JAWAB DENGE.......?

💢NEECHE KUCH FATAWA AZIZIYA KE FATWON KE SCAN PAGE HAIN........UNN FATWON KO GHAUR SE PADHEN AUR KHUD FAISLA KAREN KE TAZIYADARI JAIZ HAI YA NA'JAIZ.........!

💢AAJ KAL FACEBOOK PAR KUCH LOG SHAH ABDUL AZIZ رحمة الله عليه​ KE BARE ME LIKHTE HAIN KE AAPNE TAZIYADARI KO JAIZ KAHA HAI...........!

💢YEH BAAT MUJHE HAZAM NHI HUI.......TO TEHQEEQ ME MAINE FATAWA AZIZIYA PADHI TO PATA YEH CHALA KE SHAH ABDUL AZIZ رحمة الله عليه​ NE NAJAIZ LIKHA HAI TAZIYADARI AUR MUHARRAM ME HONE WALI KUCH GHAIR SHARAI RASMON KO.....!

💢IN ALLAH ﷻ WALON KA RASTA HI SEEDHA RASTA HAI AB AGAR HUM INSE HATT KAR CHALEN TO HUME SAMAJH LENA CHAHIYE KE HUM KIS RASTE PAR HAIN shaitan KE YA REHMAN ﷻ KE..!

💢ALLAH ﷻ KA RASTA JANNAT KI TARAF LE JATA HAI JO HUME INN BUZURGON NE BATAYA HAI AUR
shaitan KA RASTA BHATKATA HAI INKE BATAYE HUE RASTON SE......!

💢YEH HAR MUSALMAN PAR FARZ HAI (AMR BIL-MAROOF NAHI ANIL MUNKAR) NEKI KI DAWAT DENA AUR BURAI SE ROKNA..,
LIHAZA AAP TAK YEH BAAT PAHUNCHI HAI AAP DUSRON TAK PAHUNCHAYEN...! إن شاء الله HO SAKTA HAI ALLAH ﷻ ISE HI AAPKI NIJAT KA ZARIYA BANA DE...!

💢AB MUSALMAN SONCH LE KE USE JANNAT KA RASTA APNANA HAI YA JAHANNUM KA...!!!!!

💢KYUNKE HUM SAB PAR REHMO KARAM FARMANE WALE MADNI TAJDAR MUHAMMAD MUSTAFA صَلَّى اللّٰهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ IRSHAD FARMATE HAIN MERI UMMAT KE ULAMA BANI ISRAEL KE AMBIYA (عليه السلام) KI MANIND HAIN........!!!!!!

🤲🏻DUA:
ALLAH ﷻ HUM TAMAM AHLE SUNNAT WAL JAMA'AT KO BUZURGAN-E-DEEN KE BATAYE RASTE PAR CHALNE KI TAUFEEQ ATAA FARMAYE..آمين...!

ALLAH ﷻ APNE PYARE HABEEB صَلَّى اللّٰهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ KE SADQE HUM SUNNI SAHIH-UL AQEEDA MUSALMANO KO GHAIR SHARAI CHEEZ SE DOOR REHKAR ZINDAGI GUZARNE KI TAUFEEQ ATAA FARMAYE.....آمين

📑Scan Page👇🏻👇🏻👇🏻


Tuesday, 4 September 2018

Wahabio Ke Aitrajat Aur Unke Jawaabat.

Aitraj No 1:[Makki Nahi paida kar sakte]


WAHABI LOG AMBIYA AULIYA KE BUGZ ME AYAAT E KAREEMA PESH KI JO BUTON KE LIYE KUFFAAR E MAKKAH KE BATILAANE MABOOD KI RADD OR MAZAMMAT ME NAZIL HUIOR YE WAHABI AKAR IN AYAATON KO AMBIYA AULIYA PR FIT KRKE KHUDKO KHARJI HONE KA SABOOT PESH KRTE YE KHAARJI AKSAR AISA HI KIYA KRTE THE JO INSHA ALLAH AAGE HADEES PESH KI JAYEGIAIYE PAHLE WAHABI KI PESH KRDA AYAAT DEKHTE H


Tarjuma :–

“Aye Logo’n ! Aik Misaal Bayaan Kee Jaa Rahi Hai Pas Gaur Se Suno Ise ! BeShak Jin Ma’boodon Ko Tum Pukaarte Ho Allah Ta’ala Ko Chhod Kar Yeh To Makkhi Bhi Paida Nahin KarSakte Agarche Woh Sab Jama’ Ho Jaaein Is (Ma’mooli Se) Kaam Ke Liye Aur Agar Chhin Le Un Se Makkhi Bhi Koi Chiz To Woh Nahin Chhuda Sakte Use Us Makkhi Se, (Aah !) Kitna Be-Bas Hai Aisa Taalib Aur Kitna Be-Bas Hai Aisa Matloob.(73)

[22 : Al-Hajj, 73,.]

IS AYAAT KO PESH KR WAHABI YE BATANA CHAHTE H KI DEKHO TUM JISE "NABI WALI BAABA PEER GAOS O KHAWAJA" KO PHUKAARTE HO UNKE LIYE TO QURAAN KAH RAHA H KI UNKI ITNI TAQAT NHI KI WO EK MAKKHI BHI PAIDA KR SKTE H OR NA HI US MAKKHI SE WO US DAANE KO CHEEN SAKTE H JO MAKKHI UNKE KHAANE ME SE LEJAYE

JO ITNE BEBAS O LAACHAAR HO TUM USE PHUKAARTE HOYE SHIRK H ETC


Jawaab:


Aksar wahabi log upar jo ayat hai wah pesh kar ke yah batana chahte hai ke ALLAH ke nek Bande makki ki bhi bana nahi sakte.


Lekin hum Ahle sunnat ka Aqeeda yah hai ke ALLAH ke nek bande ALLAH paak ki ata se Madad bhi karte hai aur bejano me jaan bhi dalte hai aur uski ata se madadgar bhi hai.

Filhal aayiye ham is aayat ki tafseer pesh karte hai jisse ye samajh aayega ki ye aayat kiske radd me nazil hui
Lekin isse pahle aap ek hadees padhle ki Qur'aan me apni raai dakhil karna apni marzi se manghadat tarjuma karne ka kya saza aur huqm hai.

Quran Me Tafseel Bil Rai Karne Waala Jahannami Hai

Hadees 01 :


Hazrat Abdullah ibn Abbas رَضِیَ اللهُ عَنْهُ se rivaayat hai ke, Rasool Allah صلى الله عليه و آله وسلم ne Farmaya
"‏ مَنْ قَالَ فِي الْقُرْآنِ بِغَيْرِ عِلْمٍ فَلْيَتَبَوَّأْ مَقْعَدَهُ مِنَ النَّارِ ‏"
“Jo Shakhs ne Qur’an me (Baghair Ilm ke) apni Raa’i chalaayi Wo Apna Thikaana JAHANNUM me bana le.”

Reference : 
(Jamai Tirmizi, Vol : 04, Kitab No 47 - Kitab Tafseer Al Quran, Hadees : 3204)


Hadees 02 :
Hazrat Abdullah ibn Abbas رَضِیَ اللهُ عَنْهُ se rivaayat hai ke, Rasool Allah صلى الله عليه و آله وسلم ne Farmaya
"‏ وَمَنْ قَالَ فِي الْقُرْآنِ بِرَأْيِهِ فَلْيَتَبَوَّأْ مَقْعَدَهُ مِنَ النَّارِ
“Jo Shakhs baghair Ilm ke Qur’an me Kalaam kare, Wo Apna Thikaana JAHANNUM me bana le.”

Reference : 
(Jamai Tirmizi, Vol : 04, Kitab No 47 - Kitab Tafseer Al Quran, Hadees : 3205)


IS HADEES KO PADHNE KE BAAD AAPKO AAGE KHUD SAMJH AJAYEGA KI YE WAHABI QURAN KI TAFSEER MANGHADAT KRNE KI WAJAH SE PAHLE HI JAHANNAMI HOGAYE H

AB AAIYE US AYAAT KI TAFSEER WAHABIYON KE HI GHAR KE BAHT BADE MULLA IBNE KASEER KE HAWALE SE PESH KRTE JISE YE WAHABI BAHT MAANTE H

TAFSEER IBNE KASEER..

“Buton Kee Hakaarat Aur Un Ke Poojariyon Kee Kam-Aqli Aur Hamaakat Par Aagaah Kiya Jaa Raha Hai.
Farmaya : يَا أَيُّهَا النَّاسُ.. Ya’ni Aye Logo’n! Yeh Jaahil Jin Buton Kee Parastish Karte Hain Aur Jinhein Allah Ta’ala Ka Sharik Thehraate Hain Un Kee Misaal Bayaan Kee Jaa Rahi Hai, Ise Gaur Se Suno Aur Achchhi Tarah Samajh Lo.

Yeh Kuffar Wa Mushrikin Allah Ta’ala Ko Chhod Kar Jin Buton Kee Pooja Karte Hain, Woh Is Qadar Be-Bas Hain Ki Makkhi Tak Paida Nahin Kar Sakte Agarche Woh Sabhi Mil Kar Is Kaam Ke Liye Koshih Kar Le.

Hazrat Aboo Hurayrah RadiyAllahu Ta’ala Anhu Se Marwi Aik Hadith-E-Qudsi Me Hain :
“Us Se Zyaada Zaalim Koun Hai Jo Meri Tarah Koi Chiz Takhliq Karna Chaahta Hai, Agat Waqa’i Woh Aisa Kar Sakte Hain To Meri Takhliq Jaisa Aik Zarrah Aik Makkhi Ya Auk Daana Bana Kar Dikhaaein”(01).
Shahihayn Me Ye Alfaaz Hain :
Us Se Badh Kar Koun Zaalim Hai Jo Meri Makhlooq Jaisi Koi Chiz Takhliq Karna Chaahta Hai, Agar Waaqa’i Unhein Qudrat Haasil Hai To Woh Aik Zarrah Ya Aik Jaw Hee Bana De”(02).

Phir Farmaya : وَإِنْ يَسْلُبْهُمُ الذُّبَابُ … Un Buton Kee Be-Basi Aur Ijaz Yeh Aalam Hai Ki Aik Makkhi Paida Karna To Durr Kinaar, Yeh To Makkhi Ka Mukaabala Karne Se Bhi Aajiz Hain.
Agar Makkhi Un Se Koi Chiz Chhin Le To Yeh Us Se Chhudaane Kee Qudrat Nahin Rakhte Hala’n Ki Makkhi Nihaayat Dha’if Aur Haqir Makhlooq Hai, Is Liye Farmaya : ضَعُفَ الطَّالِبُ وَالْمَطْلُوبُ.

Hazrat Ibn Abbas RadiyAllahu Ta’ala Anhu Farmate Hainn Ki “Taalib” Se Muraad “But” Aur “Matloob” Se Muraad “Makkhi” Hai(03).
Sidi Wagairah Ka Kehna Hai Ki “Taalib” Se Muraad “Un Buton Ka Poojaari” Aur “Matloob” Se Muraad “But” Hai.

Phir Farmaya : مَا قَدَرُوا اللَّهَ.. Ya’ni Unhone Allah Ta’ala Kee Us Tarah Qadar Nahin Pehchaani Jis Tarah Us Kee Qadar Pehchaanne Ka Haque Tha Warna Woh Un Be-Bas Aur Aajiz Buton Kee Pooja Na Karte Jo Makkhi Ka Mukaabala Karne Kee Bhi Salaahiyat Nahin Rakhte.

REFRENCE:

[Ibn Kathir Tafsir-ul-Qur’an Al-Azim, 03/405,
(01) Musnad Ahmad, 02/391,
(02) Fat’h-ul-Bari, 10/385, Sahih Muslim, 03/1671,
(03) Tafsir-E-Tabari, 17/203.]

IS TAFSEER SE SAAF PATA CHALA KI AYAAT SE MURAAD LACHAAR BEBAS ALLAH WAALON KO NHI BALKE KUFFAAR E MAKKAH KE JHUTHE MABOOD OR BUT H

OR YE SHURU SE KHAARJIYON KA TAREEKA RAHA H AAIYE YE ADAT WAHABIYON KO KAHAN SE HUI IS HADEES KO PADHIYE

BUTON WAALI AYAAT KO AMBIYA AULIYA PR FIT KRNE WAALA DUNIYA KA BADTAREEN MAKHLOOK H

Hadees:

Imam Bukhari Abdullah Ibn Umar Radi Allahu Anho se riwayat karte hain ke Ibn Umar Radi Allahu Anho kharjiyon ko badtareen makhluk samajhte the ke inho ne un ayaton ko jo mushrikeen ke liye nazil hui,use musalmanon par thopa.

[Sahih Bukhari, Baab-Kharjiyon aur Mulhidon ka qatl karna, Jild No. 6, Page No. 2539]


[muslim:kitab zakat vol 2 page 750 hadees no 1067.]

[Abu daud vol 4 page 243 hadees 4765]

[Nisai vol 7 page 119-120 hadees 4103]


Malum hua ke buton wali ayat musalmanon par ya mazar par thopne wale duniya ke badtareen log hain aur kharji hain.Ek dusri hadees mein in kharjiyon ko jahannam ka kutta kaha gaya.

Hadees:

Ibn Abu Awfa Radi Allahu Anho Riwayat karte hain ke Rasool Allah SallAllahu Alaihe Wasallam ne Irshad farmaya"Kharji Jahannam Ke Kutte Hain".

(Ibn Maja,Hadees no 173-Isnaad Sahih)

KYA WAHABI KHUDKO JAHANNAM KA KUTTA SAMJHTE H JO AISA KRTE H

YAHAAN TK AAPKO PATA CHAL GYA KI WO AYAAT AMBIYA AULIYA KE LIYE NHI BUTON KI RADD KE NAZIL HUI H

AB AAIYE ALLAH WAALON KI SHAAN KYA H USNKE SHAAN ME ALLAH NE KYA FARMAYA

BUT EK MAKKHI PAIDA NHI KRSKTA LEKIN ALLAH WAALE PURA EK PARINDA PAIDA KRDETE H ANDHE KO ROSHNI DEDETE H QABAR ME PADE MURDE KO ZINDA KRDETE H

HAZRAT E ISA ALAIHISALAM FARMAATE H

AL QURAAN..

"TUMHAARIE LIYE MITTI SE PARIND SI MURAT BANATA HUN FIR USME PHOONK MAARTA HUN TO WO FAORAN PARINDA HOJAATI H ALLAH KE HUKM SE., 
OR MAIN SHIFA DETA HUN MAADAR ZAAT ANDHE OR SAFED DAAG WAALE KO ., 
OR MAIN MURDE JILAATA (ZINDA) KRTA HUN ALLAH KE HUKM SE .,
OR TUMHE BATAT HUN JO TUM KHAATE HO OR JO TUM APNE GHAR ME JAMA KR RAKHTE HO ..

(SURAH AL IMRAAN, PARA-3, AYAAT NO. 49)

SUBHANALLAH IS AYAAT SE PATA CHALA KI ALLAH KE MAHBOOBON KO WO POWER ALLAH NE ATA KI H KI WO MIITI SE PARINDE KI SHAKL BANA KR FOONK MAARDE TO WO FAORAN ALLAH KE HUKM SE ZINDA HOJAATI H

USPAR KI AYAAT ME LIKHA H KI BUT MURTI KI ITNI TAQAT O AUQAAT POWER NHI KI WO EK CHOTI SI MAKKAHI BHI BANA SAKE LEKIN

YAHAN ALLAH APNE MAHBOOBON KE BAARE FARAMAYA KI MERE MAHBOOB CHAHLE TO WO BEJAAN MITTI SE PARINDA BANA KR USME ROOH FOONDE OR USE ZINDA KRDE

OR AGE FARMAYA KI ISA ALAIHISSALAM MADAR ZAAD ANDHE KO ROSHNI ATA KRDETE H

OR SAFED DAAG WAALE KO KODH KI MIMAARI KO BHI THK KRDETE SHIFA DETE H

OR QABAR SE EK HUKM SE MURDE BHI JILADETE H

IS AAYAT E KAREEMA SE WAHABI AQEEDE KI DHAJJIYAN UD GAI

ISSE SAAF SABIT HUA KI

1. HAZRAT E ISA ALAIHISSALAM BEJAAN MITTI SE PARINDA BANA KR USME RUH FOONKR ZINDA KRDETE THE

2. HAZRAT E ISA ALAIHISSALAM MAADAR ZAAD ANDHE KO ROSHNI ATA KRDETE THE .

3. HAZRAT ISA ALAIHISSALAM SAFED DAAG WAALE LAILAAG BIMAARI SE SHIFA DEDETE THE

4. HAZRAT ISA ALAIHISSALAM QABAR ME PADE MURDE KO ZINDA KRDIYA KRTE THE

5. HAZRAT E ISA ALAIHISSALAM GAIB KI BAATEIN BATA DIYA KRTE THE JO LOG KHANA KHAAKR AYE H UNHONE KYA KHAYA H OR APNE GHARON ME KYA CHUPA KR JAMA KR RAKHA H..

EK AYAAT KAAFI H WAHABIYON KI JAHALAT OR GUSTAKHI DIKHAANE KE LIYE LEKIN AAIYE AB DUSRI AYAAT BHI PESH KRDETE H

AL QURAAN..

"Mera Yeh Kurta Le Jao Ise Mere Baap k Muuh par Daalo Unki Aankh Khul Jaygi Aur Apne Sab Ghar Waalo Ko Mere Pass Le Aao"
(Surah Yusuf Ayat 93)

Hazrat Yusuf Alaihi salam apne Bhaiyo se kehte hai mera Kurta le jaao aur Mere Baap Yakoob Alaihi salam k chehre pe daalo wajah kya thi Yakoob Alaihi Salam ki aankhe gume Yusuf Alaihi Salam ki jhudai me khoob roya karte the jis se aakho ki binayi bhi jaati rahi the uske baad aage kya hua Quran ne iske aage ka zikr kiya k wo kurte se hua kya

(AYAAT)

""Phir Jab Khushi Sunane Waala Aaya Usne Woh Kurta Yakoob K Muuh Par Daala Ussi Wakt Uski Aankh Phir Aayi"
(Surah Yusuf Ayat 96)

SUBHANALLAH

DUSRI JAGAH ALLAH APNE MAHBOOB KI SHAAN BAYAAN KRTE HUE FARAMAATA H KI MERE MAHBOOB BANDE AGAR KI KAMEEZ ME BHI ITNI POWER HOTI H KI WO ANDHE KI ANKH ME ROSHNI ATA KRDETE H

SUBHANALLAH ALLAH WAALO KI KYA SHAAN H AAPKO ALLAH NE WO POWER WO SHAAN ATA KI H KI AAP CHAHE TO BEJAAN MITTI ME JAAN DAALDE

ANDHE KO ROSHNI ATA KRDE

QABAR SE MURDE KO ZINDA KRDE

GAIB KI KHABRE BATADEN

BIMAAR KO SHIFA DEDE

LEKIN YE GUSTAKHE AMBIYA AULIYA WAHABI KHARJI JAHANNAM KE KUTTE KHABEES INHE BEBAS MOHTAAJ OR KAMZOR SABIT KRTE H OR KHAARJIYON KI TARAH BUTON WAALI AYAAT KO ALLAH WAALO PR FIT KRTE H

LANAT HO 

Wahabio AGAR AAPME ZARA BHI GAIRAT HOGI TO IS GUMRAHIYAT OR BUGZ E AMBIYA AULIYA SE TAUBA KRLENGI WARNA APNA ANJAAM KHUD JAANLO 

MERA KAAM THA BATANA 

MANWAANA MERA KAAM NHI H


Jawaab:2

ALLAH KE MAHBOOB CHAHE TO BEJAAN MITTI SE PARINDA BANA KR USE ZINDA KRDETE H 

OR KODH JAISE BEEMARI SE SHIFA DEKR 

MADAR ZAAT ANDHE KO ANKH DEKR MUSHKIL KUSHAI KRTE H 

OR YE SB HM HAWA ME QURAN SE KAH RHE H 

HAZRAT E ISA ALAIHISALAM FARMAATE H

AL QURAAN..

"TUMHAARIE LIYE MITTI SE PARIND SI MURAT BANATA HUN FIR USME PHOONK MAARTA HUN TO WO FAORAN PARINDA HOJAATI H ALLAH KE HUKM SE., 
OR MAIN SHIFA DETA HUN MAADAR ZAAT ANDHE OR SAFED DAAG WAALE KO ., 
OR MAIN MURDE JILAATA (ZINDA) KRTA HUN ALLAH KE HUKM SE .,
OR TUMHE BATAT HUN JO TUM KHAATE HO OR JO TUM APNE GHAR ME JAMA KR RAKHTE HO ..

(SURAH AL IMRAAN, PARA-3, AYAAT NO. 49)

SUBHANALLAH IS AYAAT SE PATA CHALA KI ALLAH KE MAHBOOBON KO WO POWER ALLAH NE ATA KI H KI WO MIITI SE PARINDE KI SHAKL BANA KR FOONK MAARDE TO WO FAORAN ALLAH KE HUKM SE ZINDA HOJAATI H

USPAR KI AYAAT ME LIKHA H KI BUT MURTI KI ITNI TAQAT O AUQAAT POWER NHI KI WO EK CHOTI SI MAKKAHI BHI BANA SAKE LEKIN

YAHAN ALLAH APNE MAHBOOBON KE BAARE FARAMAYA KI MERE MAHBOOB CHAHLE TO WO BEJAAN MITTI SE PARINDA BANA KR USME ROOH FOONDE OR USE ZINDA KRDE

OR AGE FARMAYA KI ISA ALAIHISSALAM MADAR ZAAD ANDHE KO ROSHNI ATA KRDETE H

OR SAFED DAAG WAALE KO KODH KI MIMAARI KO BHI THK KRDETE SHIFA DETE H

OR QABAR SE EK HUKM SE MURDE BHI JILADETE H

IS AAYAT E KAREEMA SE WAHABI AQEEDE KI DHAJJIYAN UD GAI

ISSE SAAF SABIT HUA KI

1. HAZRAT E ISA ALAIHISSALAM BEJAAN MITTI SE PARINDA BANA KR USME RUH FOONKR ZINDA KRDETE THE

2. HAZRAT E ISA ALAIHISSALAM MAADAR ZAAD ANDHE KO ROSHNI ATA KRDETE THE .

3. HAZRAT ISA ALAIHISSALAM SAFED DAAG WAALE LAILAAG BIMAARI SE SHIFA DEDETE THE

4. HAZRAT ISA ALAIHISSALAM QABAR ME PADE MURDE KO ZINDA KRDIYA KRTE THE

5. HAZRAT E ISA ALAIHISSALAM GAIB KI BAATEIN BATA DIYA KRTE THE JO LOG KHANA KHAAKR AYE H UNHONE KYA KHAYA H OR APNE GHARON ME KYA CHUPA KR JAMA KR RAKHA H..

WAHABIYON KYA KAHOGE ?

IS AYAT KO MAANOGE YA INKAAR KRKE KHULE KAFIR HOJAOGE ?






AITRAAZ NO:2.

Agar MIladun Nabi Sallallaho alaihe wasallam Eid hai to is Eid ki kitni rakat namaz hai ?


JAWAAB:


Dalil -1.

*👋🏻सिर्फ दो ईद कहनेवालो वहाबडो आंखे फाडकर पड़ो👇*

*#साल_मे_55_ईदों_का_सबूत*

वहाबियों का कहना है की बरेलवी के यहाँ ईद खुब होती है।
अल्हम्दुलिल्लाह हम साल मे तकरीबन 55 ईदें मनाते है क्योंकी...

रसूल अल्लाह सलल्लाहु अलैहि वसल्लम ने इरशाद फरमाया..

" जुमा ईद का दिन हे जो अल्लाह ने मुसलमानो के लिये मुकरर किया हे "

*(📚 हवाला :- सुनन इब्ने माज़ा , सफा 375 , हदीस 1098)*

स्कैन पेज मोजूद 👇

दूसरी जगह इरशाद फरमाया...

" जुमा तमाम दिनो का सरदार हे और अल्लाह के यहां ईदुलफितर और ईदुलअज़्हा इन दोनो से अफ्ज़ल हे "

*(📚 हवाला :- सुनन इब्ने माज़ा , सफा 369 - 370 , हदीस 1084)*

स्कैन पेज मोजूद 👇

एक साल मे 52 हफ्ते यानी 52 ईदें
मीठी ईद , बकरा ईद और सबसे बड़ी ईद मिलादुन्नबी
टोटल = 55 ईदें
सिर्फ 55 हि नही बल्कि सुन्नियो के लिये हर दिन ईद हे वहाबड़ो के लिये कोई ईद नही रोज़े रखें तो फाकां है कुर्बानी करें तो मुफ्त खोरी का खाना ?
वहाबड़े दो ईदो से पीछा छुड़ा रहे थे अब कितनी ईदे गले पड़ गयी , हे कोई बहाबी जो हवाला गलत साबित करें ?

हुज़ूर अलैहीस्सलाम के पैदाईश पर इब्लिस बहोत रोया था,अब भी
मिलाद आते ही बहोत मिर्ची लगती है इब्लिस के बच्चो को करो मातम,यही सजा है.🌶🌶🌶🌶🌶
🤩🤩😋

Scan page:👇









Dalil 2.

*AITRAAZ👇🏻👇🏻*

Agar MIladun Nabi Sallallaho alaihe wasallam Eid hai to is Eid ki kitni rakat namaz hai ?

Agar ye Eid ka din hai to batao har eid me ek namaz hoti hai fir is Eid me kitni rakat namaz hoti hai? Aur kis waqt hoti hai?

*JAWAB 👇🏻👇🏻*

Ye sawal Sirf wohi puchega jo Ilm se bahot door ho. Kabhi Hadeesen hi na padha ho. Khair

fir bhi Hadees me hi iska jawab mulahiza farmaiye:

Jawab:

Hazraat Ibne Abbas Radiallahu Talaa Anhu farmate hain ki Juma bhi Eid hai aur Yaum-e-Arfa
bhi Eid hai.

*(Tirmizi, Abwaabut Tafseer, H.no.965)*

sabit hua yani Arfa ka din bhi Eid hai, jo Hujjaj na hon, Unke liye Arfa ka roza rakhna bhi
Mustahab hai, to is Eid ke din roza rakhna bhi sabit hua.

Ab koi Wahabi bataye, kya Arfa ki koi khas namaz hoti hai???

Ye bhi to Eid
ka din hai na??

To sabit hua
kisi din ko eid kehne ke liye uski Khas namaz hona zaruri nahi.

SCAN PAGE 👇🏻👇🏻





AITRAJ NO :3




Lafz ishqe rasool.

#Lafz_ishqe_rasoolﷺ_ki_dalil_wahabi_ke_ghar_se.

Kitab ka naam "fatawa e shanayiya,jild:1,safa no: 65"

Moulvi sanaullah amritsari,ki kaseeda khani par likhi gayi hai.najre aqeedat bhot saare ash'aar hai.

Isme likha hai "banda e kibriya sinaullah ashiq e mustafa sinaullah."

Ab kaho wahabio apne abba sanaullah ko apne maa ya bahan ke liye yah lafz istemaal kare....

Scan:






AITRAJ NO:4





Jab Hum Roza e Rasool ‎ﷺ Ko Kaabe 🕋 Ka Kaaba Ya Kaabe Se Afzal Kehde Toh Yeh Naam Nihad Gumrah Jahil Kehte Hain Yeh Kaabe Ki Toheen Hain.
(ماز الله)

*🌹HADEES E MUSTAFA ﷺ🌹*

📝Shoaib ul Imaan Lil Behaiqi me Imam Behaiqi رحمة الله عليه​ Al Mutawaffa 458 Hijri. Me Ek Riwayat Naql Farmaayi : ke

أَخْبَرَنَا أَبُو نَصْرِ بْنُ قَتَادَةَ، حَدَّثَنَا أَبُو عَمْرٍو إِسْمَاعِيلُ بْنُ نُجَيْدٍ السُّلَمِيُّ، حَدَّثَنَا جَعْفَرُ بْنُ مُحَمَّدِ بْنِ سَوَارٍ، حَدَّثَنَا الْحُسَيْنُ بْنُ مَنْصُورٍ، حَدَّثَنَا حَفْصُ بْنُ عَبْدِ الرَّحْمَنِ، حَدَّثَنَا شِبْلُ بْنُ عَبَّادٍ، عَنِ ابْنِ أَبِي نَجِيحٍ، عَنْ مُجَاهِدٍ، عَنِ ابْنِ عَبَّاسٍ، قَالَ: لَمَّا نَظَرَ رَسُولُ اللهِ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ إِلَى الْكَعْبَةَ، فَقَالَ: ” مَرْحَبًا بِكِ مِنْ بَيْتٍ مَا أَعْظَمَكِ، وَأَعْظَمَ حُرْمَتَكِ، وَلَلْمُؤْمِنِ أَعْظَمُ عِنْدَ اللهِ حُرْمَةً مِنْكِ “

Rasoolullah ‎ﷺ ne (Kaabe 🕋 ko Dekh-kar Farmaaya) :
Aye Kaaba 🕋! Momin (Musalmaan) ki Izzaat wa Ahteraam Tujh se Zyaada hai.

📔(Shoaib ul Imaan Lil Behaiqi : Jild 5 : Safa 465, Hadees no 3725,

Ahle Hadees Ke Allama Albaani ne Is riwayat ko HASAN kaha hai, Iske Rijaal ko SIQA kaha hai,

📔(Silsilatul Ahadees us Sahiya : Jild 7 : Safa 1249)

Ghaur Farmaaye ! 📝

Huzur ‎ﷺ Kaabe par Ek Momin Musalmaan ko Fazilat de rahe hai aur Irshaad Farmaa rahe hai ke Kaabe 🕋 se Zyaada Ek Momin ki Izzaat hai.

Toh is Hadees se Maloom ho raha hai ke Ek Momin Musalmaan (Jo ke Allah عزوجل ke Hukum par chalta hai, wo) Kaabe 🕋 se Afzal hai.

📑Scan Page👇🏼





AITRAJ NO:5



Sab se pahle jan lena chahiye ke log apne aap ko sage madina yani madina sharif shahar ka kutta kahte h isse murad sirf "Wafadari" hai na ki asal char pair wala kutta,jaise hum bahaduri ki misal sher ko dete hai...

Deobandi yani tabligi ulma bhi apne aap ko kutta kahte hai yah dekhe dalil👇

_Jo Sag e Madinah Shareef Yani Shehre Mustafa ﷺ Ke Dar Ka Kutta Kehne Par Saudio Najdiyo Ke Kutte Deobandi Tablighi Jamat Wale Humko Tana Dete Hai Ki Tum Apne Ko Kutta Kehte Ho Madine Ka Wo Zara Isko Padhle Dhyan Se Chashma Laga Kar_

Mulla Zakariya Kandhelwi Deobandiyo Jamatiyo Ka Second Sabse Bada Ameer Kehta Hai Ki *Me India Ka Ek Kala Kutta Hon. Tha Black Dogy*

_Yani Humto Allah Ke Rasool ﷺ Ke Shaher e Pak Madinah Munawwarah Ke Kutte Hai_ *Aur Deobandiyo Jamatiyo Ka Mulla India Ka Kutta Wo Bhi Kala Aur Upar Se Khud Apni Khaslat Byan Kar Raha Kala Kutta Jisko Hadees Me Qatl Karne Ka Hukm Aaya* Ref Sunan Abu Dawud Hadees *2846-&-2847* Dekhe

{Sawane Kandhelwi,Safa :132}
👇🏼😝


Sunday, 2 September 2018

URS KARNA KAISA? Urs Par Aitraj Ka Jawaab.

Dalil deoband tabligio se:

POST:1

Haji Imdad Ullah Muhajir Makki رحمةالله عليه
Molvi Qasim Nanotvi, Molvi Yaqoob Nanotvi, Molvi Rasheed Gangohi Sheikh Abdul Quddoos Ke Urs Per...
Deobandiyon Jawab Do Ye Sab Biddati The Ya Nahi ❓
Deobandiyo ko chahiye apne molviyo se iska jawab lein
Wahabiyat ke dhoke me fasne wali Awaam
ko chahiye ki inke dhoke se bachein
Khud Urs par Hazri aur Dusro par shirk biddat ka fatawa lagane wale deobandi molvi kis qadr apko bewakuf bana rahe hain Deobandiyo ko inhe khoob pehchan lena chahiye
Maslak e Aa’la Hazrat hi Haq rasta hai jo sahaba ka rasta hai
*Scan Yahan se Download karein*
👇🏻👇🏻👇🏻👇🏻👇🏻👇🏻👇🏻👇🏻👇🏻






POST:2

ASHRAF ALI THANVI 


Ashraf Ali Thanvi aur lafz-e-Urs ki Difa:

Jab Ham Sunni apne Buzurgon ka Urs manate hain to ye Deobandi aakar sawal karte hain ki Urs kyun manate ho aur Urs ka kya matlab hota hai.
baaz log ye aitraz karte hain ki Urs ka matlab shadi hoti hai to tum log Buzurgon ke wafat ke din shadi ka naam kyun dete ho aur khushiyan kyun manate ho wagairah........

In sabke jawabat hamare Ulama ne to bahot bar de diye par Deobandi na maane. Ab Zara khud apne Hakeemul Ummat se bhi jawab dun lo. 

Ashraf Ali Thanvi likhte hain:
Urs ke maane lughat me shadi ke hain. Hasil shadi ka ye Mehbub ka Muhib se wasl ho. bas kyunki Maut un Hazraat ke liye Wasl-e-Mehbub hai isliye un Buzurgon ke Yaum-e-Wisal ko yaum-e-Urs kaha jata hai. 

(Sharah Ahadeese Khairul Anaam Pg.60)

yehi baat to ham bhi samjha rahe the magar Deobandi na maane.

ab to manna hi padega ki ye lafz Urs jayez hai.





Thursday, 30 August 2018

Tablig jamaat aur Qadiyani.

Post-1.



TABLEEQI JAMAAT QADIYANIYAT KA PARCHAR KARWA RAHI HAIN

KITAAB :- SANGEEN FITNA
MUSANIFF :- MUFTI SAEED AHMED DEOBAND

LIKHTE HAIN

TABLEEQI JAMAAT JO IS WAQT MIRZAAI QADIYANI KI TAALIMAT KA PARCHAR KAR WARAHI HAIN AUR APNE QADIYANI NAZARIYAAT ANGREZ GOVERNMENT KE SAAYE MEIN YEH JAMAAT FEHLA CHUKI HAIN ALLAH TALAA HAZRAT MAULANA SAEED ABDUL RAHIM SAHAB DEOBAND AUR HAMARE AKABIREEN KE QABAR KO MUNAWAR FARMAYE KE AAPNE HAR WAQT IS FITNE KI KHABAR AWAAM KO FARMAYI KE APNE IMAAN KI HIFAZAT KARE AUR INKE SATH NA JAYE YEH NAYI JAMAT QADIYANI JO TABLEEQI JAMAAT KE NAAM SE PEHCHANI JATI HAIN ULLAMA DEOBAND KA NA PEHLE KOI TALUK RAHA AUR NA AAB HAIN AUR NA HI AANINDA RAHEGA

SCAN PAGE 👇🏻👇🏻👇🏻





Tuesday, 14 August 2018

Isaale sawaab Karna Jayaj Hai./fatiha.

#ये_फातिहा_और_नियाज़_यह_ईसाले_सवाब_है❓*

सब से पहले ये जान लो कि यह फातिहा,नियाज़,कुंडे कि नियाज, तिजा, चलीसवा,यह सब ईसाले सवाब है। *ईसाले सवाब यानी अपने वफात पाये, गुजर चुके (इंतेकाल हुए) लोगो को सवाब पहुंचाना है।*
हर नेक अमल करके ईसाले सवाब किया जा सकता है।
जैसे गरीबो को सदका देना,लोगो को खिलाना,पानी पिलाना,कुरआ़न पढना,मस्जिदो को तामिर करना,मदरसे बनवाना,यह सब नेक अमल है।

इन नेक अमल को कर के हम रब के बारगाह में दुआ करते हैं कि इसका सवाब हमारे बूजूर्गों को अता फरमा।

कुछ लोग खाना सामने रख कर कुरआ़न पढते है और दुआ करते है कि जो कुछ पढा या लोगो को खिलाया इसका सवाब हमारे बूजुर्गो को अता फरमा।

सोचो भाईयो यह कैसे शिर्क हो सकता है,अब कुछ लोग ये भी कहेंगे कि क्या ऐसा हमारे नबी अलैहीस्सलाम ने किया?

तो मै उनसे यही कहुंगा जो चिज़ कुरआन या हदीस मे मना नही वो कर सकत हैे क्यों कि यह अच्छा अमल है ईसाले सवाब हदीस से साबित है बस तरीका बदल चुका है,नाम बदल चुके है,मकसद तो वही है ईसाले सवाब।

आईये हदीस देखते है👇

हदीस शरीफ:

*_हज़रत साद बिन उबदा रदीअल्लाहु अन्हु बयान करते है कि उन्होने कहा या रसुलूल्लाह  صلی اللہُ علیہِ و آلہِ وسلمِ साद कि वालिदा फौत हो गई पस किस चिज़ का सदक़ा करना सब से अफज़ल है? तो हुज़ूर अलैहीस्सलाम ने फरमाया पानी का,उन्होने कुआ खुदवाया और कहा ये कुआ साद कि मां के लिए है।_*

*[¤ SUNAN ABU DAWOOD, KITAB UL ZAKAT, JILD1]*

इस हदीस पाक से पता चला कि लोगो को पानी पिलाने से भी मरहुम को सवाब मिलता है तो खाना खिलाना भी बेहतरीन अमल है,इसका सवाब कैसे नही मिलेगा भाईयो?

#नोट: जो गन्हेगार होता है उसको ईसाले सवाब कि वजह से अज़ाब मे कमी आती है और जो नेक होते है उनके दरज़ात बूलंद होते है।इन गर्मीयो के दिनो मे पानी का इंतेज़ाम जरुर करे लोगो को पानी पिलाये यह भी नेक अमल है।

*_🙏🏻शिर्क कि तोहमत लगाने से बचो भाईयों यह बहोत बडा गुनाह है क्यों कि अगर तुम जिनपर तोहमत लगा रहे हो वह अमल अगर शिर्क साबित नही हुआ तो शिर्क लौटकर तुमपर आयेगा,बराये महेरबानी थंडे दिमाग से सोचे और उम्मत को और गुमराह होने से बचाये_*

http://sunniaqaidkks.blogspot.com

Pahle to yah jaan le ki fatiha niyaz 40 va 10 va yah sirf naam hai asl maqsad isaale sawaab hai,log gumrah karte h ki dekho huzoor alaihissalam k aur sahaba e kiraan alaihirridwan k dour me yah lafz nahi the,isliye yah jayj nahi kahte hai,wahabio ko aql hoti to wah log aisi baate nahi karte ,naam to alag hai lekin niyat to isaale sawaab karne ki hoti hai.


  • Aayiye dalil dekhte hai:


POST:1



Sawal : Gouse azam abdul Qadir Jilani Rah Ke liye isale sawaab karna kaisa? 

Jawab:

Pehli Baat To yeh ki jiski nisbat se niyaz hoti he un khane ka sawaab un Awliya Allah ko pahucha diya jata hai warna zibah karte waqt Allah hi ka naam liya jaata hai. Or Humara yeh amal hadith se saabit hai.

▪️(Muslim Sharif ki Hadith num 1967 Hai.)

Jiska Mafhoom He Ki Huzoor Ne Badi Chhuri Mangayi Or Kaha Isko Patthar Se Tez Karo. Fir Mendhe ko Zameen Par Sulaya Or Us ko Zibah Karte Waqt Farmaya. "Bismillah, Allah-humma Taqabbal min Muhammadin wa Aal-i-Muhammadin, wa min Ummati Muhammadin

Yani Huzoor Ne Bissmillah Kehkar Zibah Kiya Fir Usko Apne Naam Se Or Unki Aa'al Ke Naam Se Or Puri Ummat Ki Taraf Se Pesh Kiya.

Kya Puri Ummat Me Hayat Or Wisaal Paane Waale Sab Log Shamil Nahi.?

Hum Bhi to yhi karte he Bismillah Kehkar Zibah Karte he or jinki taraf se Allah ki bargaah me pesh karna ho unka naam de dete he. Or Humara yeh tarz e Amal sahih hadith se saabit hai.




POST:1


Fateha Isale Sawab Se Marhumon Ko Fayda Pohchta Hai

Hazrat Abdullah Bin Abbas رَضِیَ اللهُ عَنْهُ Se Riwayat Hai Ki
Ek Shakhs Ne Bargah-E-Risalat ﷺ Me Arz Kiya : Ya Rasool Allah ﷺ ! Meri Waalida Fawt Ho Chuki Hai Agar Mein Us Kee Taraf Se Sadqa Doo’n To Kya Woh Use Koi Nafa Fayda Dega? Aap ﷺ Ne Farmaya : Ha’n !Us Ne Arz Kiya : Mere Paas Ek Baagh (Garden) Hai Aap Gawaah Rahein Mein Ne Yah Baagh Us Kee Taraf Se Sadqa Kar Diya.”

‼Note‼

Wahabi Devbandi Ahle Khabees Ke Liye Ye Lamha Fiqr Hai Kyu Ke Ye Gumrah Firke Keh rahe Hai Ke Marne Ke Bad Une Kuch Fayda Nahi Milta (معاذ الله) Unke Liye ye Hadis Unke Galo Par Tamacha Hai.

References Book

(Sunan Abu Dawood,Vol : 03, Pg : 118, Kitab No 18 - Kitabal Wasaya, Hadees : 2882)

Scan Page:




POST:2


HAZRAT SHAH ABDUL AZIZ MOHADDIS DEHLVI رحمة الله عليه​ APNI KITAB TOHFA-E-ASNA-E-ASHRIYAH ME NAZR-O-NEYAZ PER FARMATE HAIN KE.

Hazrat Ameer-ul-Momeneen Hazrat Ali رضي الله ﺗﻌﺎﻟﯽٰ عنه Aur Unki Aulad-e-Pak Ko Tamam Ummat Peeron Aur Murshidon Ki Tarah Manti Hai Or Umoor-e-Takwinah Ko In Hazraat k Sath Wabista Jante Hain Or Fateha-o-Darood-o-Sadqaat Or Nazr-o-Neyaz Un k Naam Ki Hamesha Karte Hain Jaisa k Tamam Auliya-e-Allah k Sath Ma'mla Hai.

(TOHFA-E-ASNA-E-ASHRIYAH,
SAFA 214, BATBUA FARSI)

Maloom Huwa k Yeh Amal Tamam Ummat Ka Raha Hai..... Aur Aaj Bhi Yeh Amal Wohi Karte Hain Jo Pyare NABI-E-PAK صَلَّى اللّٰهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ k Ummati Hain.

Scan Page:





DALIL AHLE HADEES AUR TABLIGIO KE GHAR SE:





ISMAIL DAHELVI WASEELA Or FATIHA 

Ahle Hadees Ke Nazdeek Ismail Dehlvi Ka Maqaam wa Martaba

Ahle Hadees Aur tabligi deobandi Log Shah Ismaail Dehlvi Ko Pakka Ahlehadees Maante hai,

Shah Ismaail Dehlvi ke bare Ahlehadees Hazraat ke Munaazir Sanaullah Amritsari Sahaab Farmaate hai ke Aap
 ‘PAKKE Ahlehadees The’.😀

(Fataawa Sanaaiya : Jild 1 : Safa 381)

Scan Page
FIRQA Ahle Hadees Ke Aalim The ISMAIL DEHLVI  
     
Ahle Hadees Ke Ulooma Ismail Dehlvi Apne Kitab "Sirat e Mustaqeem" Safa no 215 Par Likhta Hain

Zikar Karne Se Phele Chahte Ho Ki Zikar Ka Faida Mile Insaan Ko Chaiye Ki Pehle Ba Wazoo Baitke
Ghaus E Azam Shaykh Abdul Qadir al-Jilani, Hazrat Moinuddin Chishti Ajmeri,Hazrat Khwaja Qutubuddin Bakhtiyar Kaki , Wagera Awliya Ke Naam Ka Fatiha Padkar Bargah e Khuda Wandi Mein In Buzrugo Ke Tawasul (Waseele) Se Dua Kare
(Aab Lagao Fatwaa)
Scan Page Sirat e Mustaqeem" Safa no 215
 👇🏻👇🏻👇🏻👇🏻👇🏻







DALIL AHLE HADEES KE KITAABO SE. 


#Esal_e_Sawab Sadqa O Khairat Par Ahle hadees  Molviyo K Fatwazaat .

Jis Amal Ko Ye Jamat khud befuzul Btati Hai Unhi k Ghar se Iske Karne K Daleel Milti Hai.

Pta Chala Kitne Bade Namak Haram Log Hai..

Jab Ki Bukhari Aur Digar Ahadees me Iska Suboot Milta hai..

₹₹₹₹₹₹₹₹₹₹₹₹₹

Inke Bade Alim Soukhani shb Likhte hai

Aur Surah Yaseen Ka Sawab bhi Maiyet Ko Pohochta Hai Aulad Ki Taraf Se bhi Aur Ghair-Aulaad Ki Taraf Se bhi. Is Waste Ke Rasoolullah (Sallallahu Alaihi Wasallam) Farmaya Hai Ke Apne Murdoh Per Yaseen Padho. Aur Dua ka Nafah bhi Murdoh Ko Pohochta Hai Aulaad Dua Kare Ya Koi Aur.”

[Fatawa Ulema-e-Hadees p.349/5]

2. Aapke Bade Aalim Jinhe “Shaykulkul” Kaha Jata Hai Wo Ek Sawal Ke Jawab Mai Likhte Hai:

“Maiyet Ki Taraf Se Khairat Ki Jaye to Uska Sawab Bila-Subah Pohochta Hai.”

[Fatawa Nazeeriya: p.715/1]

3.Maulana Sanaullah Amritsari Sahab bhi Isaale Sawaab Ko Sahi Maante thay.

Dekhye Unki Tehqeeq.

“Qirat Quran Se Isaale Sawaab Ke Mutalliq Baad-Tehqeeq Yahi Fatwa Hai Ke Agar Koi Shaksh Quran Mazeed Ki Tilawat Karke Sawab Maiyet Ko Bakshe to Uska Sawab Maiyet Ko Pohchta Hai; Ba-Shart Ke Padhne Wala Khud Ba-Gharz Sawab Beghair Kisi Rashm Riwaz Ki Pabandi Ke Padhe.

[Fatawa Sanaiya: p.39/2]

4. Ghairmuqallid Hafeez Sanaullah Madani Sahab ek sawal ke jawab mai likhte hai

“Maiyet ke liye Dua Istagfaar Karna, Qur’bani dena aur bila Ta’een ke Sadqah Khairat karna waghera Sab Masr’ooh Amoor hai.”

[Fataawa-Sanaiyya-Madniyya p.624/1]

H@nfi Boy.







Aqeeqa | Aqeede ki dua

Ladka / Ladki k aqeeqe ki Dua.