Hazrat Abdullah Bin Abbas رضي الله عنه Se Riwayat Rasool Allah ﷺ Madinah Shareef Me Kuch Qabro Ke Paas Se Ghuzray To Un Qabro Ki Taraf Rukh Karke Kaha As Salamu Alaikum_ Ya Ahlul Qubur.
(Sunan Tirmizi, Vol :2,Hadees:1055)
Scan:

POST :1
*Shabe qadar me Gunahon Ka Maaf Ho Jana*
Hadees/हदीस:
“Hazrat Abu Hurraira Radiallahu Anhu Se Rivayat Hai Nabi E Karim ﷺ Ne Irshad Farmaya Jisne Is raat me Imaan Aur Ikhlaas Kay saath Kiyaam Kiya To uske Umr Bhar kay gujashta gunaah Maaf kar diye jaate hai”
_हज़रत अबु हुरैरह् रदीअल्लाहु अन्हु से रीवायत है नबी ए करीम सल्लल्लाहु अलैही व सल्लम ने ईरशाद फरमाया जिसने इस रात मे ईमान और ईखलास के साथ क़ियाम किया तो उसके उम्र भर के गुजस्ता गुनाह माफ कर दिए जाते है।_
(Sahih Bukhari, Vol : 01, Pg : 660, #2014)
(Sahih Bukhari, Kitabul Iman, #35, Kitab Al Sawm, #1901)
Scan: