Wednesday, 23 September 2020

Adam alaihissalam ne waseela liya nabi ka.

 🛑 *Hazrat Adam Alayhissalam Ka Rasool Allah Sallallaho Alayhe Wasllam Ka Wasila Pesh Karna*


Aur American Mulla Wahabi Ahle'hageeso Ka Postmortem


*Yeh Risala Badi Mashoor Hadees Hazrat Adam Alayhissalam Kay Ta’luq Say Hai Jis Per Hum Insha'Allah Taala Badi Wazahat Say Likhege Jissey Wazeh Hojayega Kay Hazrat Adam Alayhissalam Nay Nabi Kareem Sallallaho Alayhe Wasllam Ka Waseela Liya Hai Aur Allah ﷻ Ka Qurb Hasil Kiya Hai*


_Wajah Is Hadees Ki Tehqeeq Likhne Ki Munkir E Tawassul Hai Jo Kay Awam Un Naas Ko Gumrah Baddeen Karnay Kay Liye Har Tarah Ki Koshish Kartay Hai Mas’alan Sahih Hadees Ko Zaef Bana Detay Hai Aur Zaef Hadees Ko Mauzu Bana Detay Hai Lekin Jaha Inkay Apne Nafs Ki Baat Aati Hai Waha Yeh Mauzu Hadees Ko Bhi Sahih Tak Bana Detay Hai Jiski Daleelein In Sha Allah Taala Aagay I Gi_


_👺Albani Jo Wahabro Ka Sabsay Bada Muhaqeeq Of Toilet Hai Usne Apni Kitab *“At Tawassul” Safa 115* Per Hazrat Adam Alayhissalam Ki Tawassul Wali Hadees Ko Mauzu Likha Hai , Isi Tarah Wahabro Ka Black Dogi Shaikh Abu Zaid Zameer Bhi Is Hadees Ko Mauzu Manghadat Kehta Hai_

*May Yeh Samajhta Hu Kay Wahabro Ko Mauzu Aur Zaef Hadees May Farq Hi Nai Pata Lekin Jab Inkay Nafs Wali Mauzu Hadees Inko Miljaye Toh Yehi Hai Jo Logo May Sabse Zyada Usper Amal Karnay Lagjaate Hai.*


_Ab Hum Pehle Asal Hadees Pesh Kartay Hai Aur Un Imamo Kay Hawale Jaat Jinhone Is Hadees Ko Apni Kitabo Me Nakal Kiya Hai._


Hadees Shareef Yun Hai.

*حدّثنا أبو سعيد عمرو بن محمد بن منصور العدل ، ثنا أبو الحسن محمد بن إسحاق بن إبراهيم الحنظلي ، ثنا أبو الحارث عبد الله بن مسلم الفهري ، ثنا إسماعيل بن مسلمة ، أنبأ عبد الرحمن بن زيد بن أسلم ، عن أبيه، عن جدّه، عن عمر بن الخطاب رضي الله عنه قال:  قال رسول الله : «لَمّا اقْتَرَفَ آدَمُ الْخَطِيئَةَ قالَ: يا رَبّ أَسْأَلُكَ بِحَقّ مُحَمَّدٍ لما غَفَرْتَ لِي، فَقالَ الله: يا آدَمُ وَكَيْفَ عَرَفْتَ مُحَمّداً وَلَمْ أَخْلُقْهُ؟ قالَ: يا رَبّ لأَنَّكَ لَمّا خَلَقْتَنِي بِيَدِكَ وَنَفَخْتَ فِيَّ مِنْ روحِكَ رَفَعْتُ رَأْسِي فَرَأَيْتُ على قوائِمِ الْعَرْشِ مَكْتوباً لا إِلهَ إِلا الله مُحَمَّدٌ رَسولُ الله، فَعَلِمْتُ أَنَّكَ لَمْ تُضِفْ إِلى اسْمِكَ إِلا أَحَبَّ الْخَلْقِ إِلَيْكَ، فقالَ الله: صَدَقْتَ يا آدَمُ إِنَّهُ لأَحَبُّ الْخَلْقِ إِلَيَّ ادْعُني بِحَقِّهِ فَقَدْ غَفَرْتُ لَكَ وَلَوْلا مُحَمَّدٌ ما خَلَقْتُكَ . هذا حديث صحيح الإسناد وهو أول حديث ذكرته لعبد الرحمن بن زيد بن أسلم في هذا الكتاب*


*Is Hadees Ki Sanad :*

_Hazrat Abu Sa'ed Amr Bin Mohammad Bin Mansoor Adal > Abu Hasan Mohammad Bin Ishaq Bin Ibrahim Hanzali > Abu Haris Abdullah Bin Muslim Fahri > Ismail Bin Muslimah > Abdur Rehman Bin Zayd Bin Aslam > An Zayd > An Aslam > An Umar Bin Khattab Radialla Taala Anhu_


_Hadees Ka Tarjuma :_

*Hazrat Umar Farooq E Aazam Radialla Taala Anhu Say Riwayat Hai Ki Huzoor Nabi E Kareem Alayhissalam Ne Farmaya Jab Adam Alayhissalam Say Lagjish Hui Toh Hazrat Adam Alayhissalam Nay Arz Ki,Aye Rabb Azzawazal May Muhammad Sallallaho Alayhe Wasllam Kay Waseele Say Maafi Ka Talabgaar Hu,*

_Allah ﷻ Nay Irshad Farmaya_

*Aye Adam Tunay Mohammad Alayhissalam Ko Kaise Jaana ? Halanki Mene Unhe Paida Bhi Nahi Kiya,*

_Hazrat Adam Alayhissalam Nay Arz Ki A Mere Rabb Azzawazal Jab Tunay Mujhe Apne Daste Qudrat Say Paida Farmaya Aur Mere Andar Rooh Daali Toh Mene Apna Sar Uthaya Aur Arsh Kay Paayo Par_

*"Laillaha Illallah Mohammadur Rasoolallah"*

_Likha Hua Dekha Toh Mene Jaan Liya Ki Jis Ka Naam Tunay Apnay Naam Kay Sath Joda Hai Yaqinan Makhlukaat May Say Jyada Aziz Hai, Allah ﷻ Nay Irshad Farmaya Aye Adam Tunay Sach Kaha Beshaq Wo (Huzoor Sallallaho Alayhe Wasllam Mujhe Makhlukaat May Say Sab Say Zyada Pyaare Hai Tumne Usi Mehbub Kay Waseele Say Mujhe Pukara Pas May Nay Tumhay Muaf Farma Diya Aur Agar Muhammad Sallallaho Alayhe Wasllam Na Hote Toh May Tujhe Paida Na Karta"_


*_Is Hadees Ko Kai Imamo Ne Apni Kitab May Naqal Kiya Hai, Hawala Pesh E Khidmat Hai_*

     1)    Hazrat Imam Hakim , Al *Mustadarak Jild 2 Safa 722 Hadees 4278 ( Imam Hakim Is Hadees Kay Tahet Likhtay Hai , “Haza Hadeesun Sahih Ul Isnad” Yeh Hadees Ki Sanad Sahih Hai Aur Yeh Pehli Hadees Hai Jismay Abdur Rehman Bin Zayd Bin Aslam Ko Laaya Hai.*

     3) Hazrat Imam Tabrani , *Muajam Ul Sagir Jild 2 Safa 83 Hadees 952* Aur *Maujam ul Aausath Jild 6 Safa 313 – 314 Hadees 6502*

     4)      Imam Bayhaqi , *Dalail Un Nabuwat Jild 5 Safa 489*

     5)      Imam Abu Nuaym , *Dalail Un Nabuwat Jild 1 Safa 36*

     6)      Imam Qazi Ayaz , *Ash Shifa Jild 1 Safa 173*

     7)      Imam Ibn Asir , *Tarikh E Damishq Jild 4 Safa 437*

     8)      Imam Haythami , *Majma Uz Zawaid Jild 8 Safa 253*

     9)      Imam Ibn Rajab , *Nuktul Kitab Jild 1 Safa 318*

   10)   Imam Abdur Rehman Ibn Jawzi , *Al Wafa Bi Ahwalil Mustafa Safa 47*

   11)   Imam Taqi Ud Din Subki , *Shifa Us Siqam Safa 359*

   12)   Imam Ibn Asakir , *Tarikh E Damishq Jild 2 Safa 332*

   13)   Imam Samhudi , *Al Wafa Ul Wafa Jild 4 Safa 1371*

   14)   Imam Hussamuddin Hindi , *Kanzul Ummal Jild 11 Safa 455 Hadees 32138*

   15)   Imam Shahbuddin Qastalani , *Al Muwahib Al Addunya Jild 1 Safa 55*

   16)   Imam Burhanuddin Halbi, *Seerat Ul Halbiya Jild 1 Safa 354*

   17)   Imam Mohammad Abdul Baqi Zarqani , *Sharah Zurqani Jild 1 Safa 119*

   18)   Imam Ibn Hajar Asqalani , *Lisan Ul Meezan*

   19)   Imam Jalaluddin Suyuti , *Tafseer E Durre Mansoor Jild 1 Safa 242*

   20)   Imam Jalaluddin Suyuti , *Al Khasais Ul Kubra Jild 1 Safa 12*

   21)   Imam Ismail Nabhani , *Tafseer Rooh Ul Bayan Jild 2 Safa 370*

   22)   Imam Ismail Nabhani , *Hujjat Ul Islam Alal Alameen Jild 1 Safa 129*

   23)   Imam Mohammad Yusuf Shami , *Sublul Huda Jild 12 Safa 403*

   24)   Imam Salabi , *Tafseer E Salabi Safa 189*

   25)   Imam Ibn Hajar Al Haytami , *Fatawa E Hadeesiya Safa 134*

   26)   Imam Shah Abdul Haq Ilahbaadi *,Ad Durul Munazzam Safa 15*

   27)   Imam Abid Sindhi , *At Tawassul Safa 49*

   28)   Ibn Taymiyah , *Majmua Ul Fatawa Jild 2 Safa 95*

   29)   Ibn Kaseer , Al *Bidaya Wan Nihaya Jild 1 Safa 323*

   30)   Ibn Kaseer , *Seerat Un Nabi Jild 1 Safa 320*

   31)   Ibn Kaseer , *Qasas Ul Ambiya Safa 40-41*

   32)   Ibn Kaseer, *Mojazat Un Nabi Alayhissalam Safa 242*

   33)   Imam Abu Abdullah Waqidi , *Futuhat E Sham Jild 1 Safa 105*

   34)   Imam Mulla Mu’een Waiz Al Khashifi Al Harawi , *Maarij un Nabuwat Jild 1 Safa 463*


*Ab Hum Un Muhaddiseen Ki Tasheeh Pesh Karege Jinhone Is Hadees Ko Sahi Kaha*


*Imam Hakim Apni Mustadarak May Kehte Hai  “Haza Hadeesun Sahih Ul Isnad” Yeh Hadees Ki Sanad Sahih Hai* ( Ba Hawala Al Mustadarak Jild 2 Safa 722 Hadees 4278 )


*Imam Subki Apni Kitab (Shifa Us Siqam Safa 134-135) Me Is Hadees Ki Sanad Ki Ta’ed Kartay Hai*


*Hazrat Imam Qazi Ayaz , (Shifa Shareef Jild 1 Safa 173) Per Isi Hadees Ki Sanad Ki Ta’ed Kartay Hai*


*Hazrat Imam E Azam Abu Hanifa Farmatay Hai “Aap Wo Hai Kay Jab Hazrat Adam Alayhissalam Nay Apko Waseela Banaya Toh Wo Kamyab Hue Qabuliyat Dua Say Halankay Wo Apkay Baap Hai” ( Ba Hawala Rehmat Ur Rehman , Urdu Tarjuma Qasida E Noman Safa 47 Jild 1 Safa 86.)*


Ibn Taymiyah Likhta Hai

*Yeh Hadees Us Hadees K (Yaani Hazrat Umar Bin Khattab Radialla Taala Anhu) Kay Mutaliq Hai Aur Yeh Dono Hadees Ek Dusre Ki Tafseer Hai Aur Yeh Sahih Hadees Hai*

(Majmua Al Fatawa Jild 2 Safa 150)


Ibn Jawzi Ka Aqeeda

*Ibn Jawzi Kitab Al Wafa Bi Ahwaal Lil Mustafa Kay Muqadmay May Likhtay Hai Kay Isme Koi Bhi Mauzu Riwayat Nai Likhegay Aur Isi Kitab Kay Safa 45-46 Per Ek Alag Sanad Say Is Riwayat Ko Jiska Matan Zara Alag Hai Usey Naqal Kartay*


Imam Zarqani Rahimahullah Ka Aqeeda

*Imam Zarqani Nay Iski Ta’ed Ki Hai* (Sharah Zurqani Jild 1 Safa 119 )


Imam Abid Sindhi Rahimahullah Ka Aqeeda

*Imam Abid Sindhi Nay Is Hadees Ki Ta’ed Ki Hai* ( At Tawassul Safa 49 )


*Jo 10 Pesh Kiye Hai In Muhaddiseen May Kisi Nay Bhi Is Hadees Ko Mauzu Toh Door Zaef Tak Qarar Nai Diya Aur Yeh Tamam Ala Hazrat Imam Ahmed Raza Khan Radialla Taala Anhu Say Pehle Kay Hai*

[19/11, 9:31 PM] Islami Group: *Hazrat Adam Alayhissalam Ki Wasile Wali Hadees Sahih Hai Wahabro Ke Ghar Se*


_Is Hadees May Gair Muqallid Ahle'hagees Chamar Se Zyda Nich Ka Aitraz Hai Kay Sanad May Ek Rawi Hai *“Abdur Rehman Bin Zayd Bin Aslam”* Aur Wahabi Gair Muqallid Is Rawi Kay Baare Daleel Pesh Kartay Kay Yeh Zaeef Hai Aur Is Buniyad Per Yeh Hadees Mauzu Hai Aur Ibn Jawzi Kay Hawalay Say Kehtay Hai Kay Is Per Ijma Hai Kay Yeh Rawi Zaef Hai._

*American Gair Muqallid Wahabi Ka Dhoka Abhi Sabkay Saamne Pesh Hai.*


*Abdur Rehman Bin Zayd Bin Aslam Say Jame Tirmizi Aur Sunan Ibn Majah May Hadees i Hai Aur Un Ahadees Ko Khud Darussalam Wahabi Nay Sahih Kaha Hai.*


*Darussalam Wahbiyo Ki Site Hai , Sunnah.Com , Koi Bhi Dekh Sakta Hai*


*Yani Pata Chala Ki Wahabro Ahle'hageeso Najdiyo Ko Huzoor Sallallaho Alayhe Wasllam Se Kitni Nafrat Hai Ki Jo Rawi Hazrat Adam Alayhissalam Wali Hadees Me Hai To Zaeef Yaha Tak Ki Mauzu Karar De Diye* _Aur Wahi Rawi Dusri Hadees Me Hai To Wo Hadees Sahih Hai_ *Kyunke Wo Amal Wali Hai*


*Jab Wahabro Ahle'hageeso Najdiyo Ke Nasdik Ek Rawi Za'eef Mawzu Hai To Kaise Wahi Rawi Dusri Hadees Me Hai To Wo Hadees Sahih Ho Gai*❓


*Dekhe Scan*

Jame Tirmizi : Kitab Al Witr : *Hadees 465 Aur 466*

*Chapne Wale Bhi Ahle'hagees Najdi*

📄👇🏼





No comments:

Post a Comment

Radde Wahabiat Images | post