Wednesday, 25 March 2020

Musibat k waqt azan..

Musibat k waqt azan..

Hadees e paak huzoor "صلی اللہ علیہ و سلم" ne farmaya

Jab kisi basti me azan di jaye to Allah ta'ala us din use apne azaab se aman de deta hai

[ المعجم الکبیر، جلد 1، صفحہ 257، حدیث: 746، مطبوعہ المکتبة الفيصليه بيروت ]


DALIL AHLE HADEESO KE KITAABO SE👇



*KYA MUSIBAT ME AZAN DENA BIDDAT HAI*

*VICTORIAN AHLE HADEES KE MUHADDIS NAWAB SIDDIQ HASAN BHOPALI SAHAB LIKHTE HAI* 

"HAZRAT E ALI RADIALLAHO ANHO KAHTE HAI MUJHE HUZOOR NABI E AKRAMsallallaho alaiohe wasallam NE PARESHAAN DEKH KR FARMAYA APNE GHAR WAALO ME SE KISI KO HUKM DE KI WO TUMHARE KAAN ME AZAAN KAHDE KE YE DUA E HUM HAI (YANI PARESHANI KI DUA H)  CHUNANCHE MAINE AISA HI KIYA MUJHSE GAM DUR HOGYA..

REFRENCE : (AD DUA WAD DUA, SAFA NO.60)

WAHABIO DEKHO TUMHARE MUHADDIS SAHAB GAMO PARESHAANI ME AZAN DENE PR HADEES PESH KR RHE H OR ALLAH KE RASOOL KE HUKM OR SAHABA O AHLE BAIT KE AMAL SE SABIT KRRHE H 

OR TUM JAISE SADAK CHAAP JAHIL ISE BIDDAT KAH RHE HO 

AKHIR BAAT KUCH SAMJH NHI AAI

*Nawab Siddque Hasan Khan Ko Gher Muqallideen Ahle Hadees Ne Apni jamaat Me Se Mana Hai Mulaheza Farmayen*

1️⃣ Zubair Ali Zai Ne Kaha 
Nawab Siddique Hasan Khan Salafi Ulama Me Se The

[Fatawa-E-Ilmiyya-JIld-1-Page-211 ]

Scan Page 

2️⃣Ek Jagah Or Zubair Ali Zai Ne
Nawab Siddique Hasan Khan Ko Salfi Ulama Me Shumar Kiya Hain

[ Mahnama Al Hadees-Jild-06-Shumara-04-April-2009-Page-18 ]

Scan Page 

3️⃣Gairmuqallid Ke Aalim Is’haaq Bhatti Ne 
Nawab Siddique Hasan Khan Ko Ahle Hadees Me Shumar Kiya Hai_

[ Barre Sagheer Me Ahle Hadees Ki Aamad-Page-237 ]

Scan Page

4️⃣Gairmuqallid Ke Irshadul Haq Asri Ne Nawab Siddique Hasan Khan Ko Ahle Hadees Me Shumar Kiya Hai

[ Paak Wa Hind Me Ulama-E-Ahle Hadees Ki Khidmaat-E-Hadees-Page-74 ]

Scan Page 

5️⃣Or Gher Muqallideen Ka Bada Muhaqqiq MUHAMMAD DAWOOD ARSHAD
Ne Kaha Hai
“  Nawab Siddique Hasan Khan Bhopali  Ka Naam Likh Kar Neeche Likhte Hain Bila Shub’ha Hamare Aslaaf Thai ”

[ Hadees Or Ahle Taqleed-JIld-1-Page-162 ]

Scan Pages 👇🏻👇🏻







No comments:

Post a Comment

Radde Wahabiat Images | post