*Qabr ke Paas Qur'an ki Tilawat karne ko Bidat kehne wale*
"jyada aqalmand" Logo ko Imam Byhaqi ki Sahih Sanad se
*SAHABA E KIRAM KA FATIHA PADHNA SABIT*
📒Imam Byhaqi
Scan Page
Jo koi is Hadeesh ko Zaif keh kar *SAHABA KA FATIHA PADHNA* Najaiz kahe unke lie,
Imam Ibn Qayyim al Jawziyyah ki Kitab ar Rooh se Riwayat, Abdullah ibn Umar رضي.الله .عنه ne khud huqm farmaya ke, *MERI QABR PAR SURAH BAQRAH PADHNA*
Scan:
*Mayyat Ko Dafan Karne Ke Baad Dua Aur Quran Padhna*
Hazrat Imam Nawawi Al Mutawaffah *676* Hijri رحمۃ اللہ علیہ Ne Ek Pura Baab Bandha (Chapter) Likha
*Mayyat Ko Dafnane Ke Baad Uski Qabr Par Dua Karna, Astagfaar Karna, Aur Quran Padhna,*
_Hazrat Imam Shafai Al Mutawaffah 204 Hijri رحمۃ اللہ علیہ Farmate Hain_ *Mustahab Ye Hai Ki Dafnane Ke Baad Marne Wale Musalman Ki Qabr Ke Paas Quran Ki Ayat Tilawat Kare Ya Pura Para Padhe To Behtar Hai Aur Uski Maghfirat Ki Dua Kare Uske Liye Astagfaar Kare*
*Reference Book*
Riyadhus Saliheen
Page *284*
*Scan Page*
📗📄👇🏼
No comments:
Post a Comment