*💢Jab Hum Roza e Rasool ﷺ Ko Kaabe 🕋 Ka Kaaba Ya Kaabe Se Afzal Kehde Toh Yeh Naam Nihad Gumrah Jahil Kehte Hain Yeh Kaabe Ki Toheen Hain.💢*
(ماز الله)
*🌹HADEES E MUSTAFA ﷺ🌹*
📝Shoaib ul Imaan Lil Behaiqi me Imam Behaiqi رحمة الله عليه Al Mutawaffa 458 Hijri. Me Ek Riwayat Naql Farmaayi : ke
أَخْبَرَنَا أَبُو نَصْرِ بْنُ قَتَادَةَ، حَدَّثَنَا أَبُو عَمْرٍو إِسْمَاعِيلُ بْنُ نُجَيْدٍ السُّلَمِيُّ، حَدَّثَنَا جَعْفَرُ بْنُ مُحَمَّدِ بْنِ سَوَارٍ، حَدَّثَنَا الْحُسَيْنُ بْنُ مَنْصُورٍ، حَدَّثَنَا حَفْصُ بْنُ عَبْدِ الرَّحْمَنِ، حَدَّثَنَا شِبْلُ بْنُ عَبَّادٍ، عَنِ ابْنِ أَبِي نَجِيحٍ، عَنْ مُجَاهِدٍ، عَنِ ابْنِ عَبَّاسٍ، قَالَ: لَمَّا نَظَرَ رَسُولُ اللهِ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ إِلَى الْكَعْبَةَ، فَقَالَ: ” مَرْحَبًا بِكِ مِنْ بَيْتٍ مَا أَعْظَمَكِ، وَأَعْظَمَ حُرْمَتَكِ، وَلَلْمُؤْمِنِ أَعْظَمُ عِنْدَ اللهِ حُرْمَةً مِنْكِ “
Rasoolullah ﷺ ne (Kaabe 🕋 ko Dekh-kar Farmaaya) :
Aye Kaaba 🕋! Momin (Musalmaan) ki Izzaat wa Ahteraam Tujh se Zyaada hai.
📔(Shoaib ul Imaan Lil Behaiqi : Jild 5 : Safa 465, Hadees no 3725,
Ahle Hadees Ke Allama Albaani ne Is riwayat ko HASAN kaha hai, Iske Rijaal ko SIQA kaha hai,
📔(Silsilatul Ahadees us Sahiya : Jild 7 : Safa 1249)
Ghaur Farmaaye ! 📝
Huzur ﷺ Kaabe par Ek Momin Musalmaan ko Fazilat de rahe hai aur Irshaad Farmaa rahe hai ke Kaabe 🕋 se Zyaada Ek Momin ki Izzaat hai.
Toh is Hadees se Maloom ho raha hai ke Ek Momin Musalmaan (Jo ke Allah عزوجل ke Hukum par chalta hai, wo) Kaabe 🕋 se Afzal hai.
📑Scan Page👇🏼

No comments:
Post a Comment